Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

In Remembrance Of Bhutto

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: In Remembrance Of Bhutto

    Originally posted by Masood View Post
    372-haha

    yeh kaun sa course tha? kis ney likha tha? I am shocked...
    tu kia mein jhoot keh rahi hun

    Comment


    • #17
      Re: In Remembrance Of Bhutto

      Originally posted by Madiha kanwal View Post
      masood bhai ne keh dia tu achey hi honge na :D:
      LOl.. pata nahi bei.... me andh wishwaas nahi karti... :lol

      Comment


      • #18
        Re: In Remembrance Of Bhutto

        Originally posted by ummid View Post
        LOl.. pata nahi bei.... me andh wishwaas nahi karti... :lol
        :lolabhi wo kerwa deingey just wait n watch
        Last edited by Madiha kanwal; 4 April 2009, 21:39.

        Comment


        • #19
          Re: In Remembrance Of Bhutto

          Originally posted by Madiha kanwal View Post
          masood bhai ne keh dia tu achey hi honge na :D:
          hehehehe beta beta main inhein achha nahin kehta balkeh inhon ney jo kuchh Pakistan key liyey kiya hai, ussey achha kehta hoon aur jo inhon ney Paksitan key liyey ghalt kiya hai, ussey ghalt BHI kehta hoon :) but just wait for my writing :)
          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

          Comment


          • #20
            Re: In Remembrance Of Bhutto

            Originally posted by Masood View Post
            hehehehe beta beta main inhein achha nahin kehta balkeh inhon ney jo kuchh Pakistan key liyey kiya hai, ussey achha kehta hoon aur jo inhon ney Paksitan key liyey ghalt kiya hai, ussey ghalt BHI kehta hoon :) but just wait for my writing :)
            tu mene kia ghalat kaha hai bhai :embarasse

            Comment


            • #21
              Re: In Remembrance Of Bhutto

              Originally posted by Madiha kanwal View Post
              tu kia mein jhoot keh rahi hun
              jhoot tum nahin bacha magar woh nisaab kah raha hai jo aap ko parhwaya geya hai :)
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • #22
                Re: In Remembrance Of Bhutto

                Originally posted by Masood View Post
                hehe chalein phir aap bhi parh lijiyey ga agar main ney likha to :D :D
                ji bilkul... me ko time mila tu me ne yahi karna hai duniay ke saare great kehlaaye jaane waale leaders ne kaise apni apni countreis ki watt lagai yeh parhna hai... :D

                Comment


                • #23
                  Re: In Remembrance Of Bhutto

                  Originally posted by Madiha kanwal View Post
                  :lolabhi wo kerwa deingey just wait n watch
                  ok... lets wait and watch... :D

                  Comment


                  • #24
                    Re: In Remembrance Of Bhutto

                    QUOTE from Bhutto:

                    "main Pakistan ki ghareeb awwam key liyey apni jaan tak deney ko tayyar hoon" - he did it!

                    "We will never let Pakistan be neuclear blackmailed"
                    - his saying after India tested their neuclear for first time in 1974, he went on and planted neuclear energy mission in Pakistan.
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment


                    • #25
                      Re: In Remembrance Of Bhutto

                      Quote:

                      "main Khuda ki qasam khaa ker kehta hoon keh mujhey iqtidaar nahin chahiyey tha. Main ney iqtidaar ko pehley bhi thokar mar di thi. Main ney iqtidaar Pakistan ki ghareeb awwam key liyey liya hai"
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment


                      • #26
                        Re: In Remembrance Of Bhutto

                        ye sab tu sarey leaders kehte hain :embarasse

                        Comment


                        • #27
                          Re: In Remembrance Of Bhutto

                          Originally posted by Madiha kanwal View Post
                          ye sab tu sarey leaders kehte hain :embarasse
                          agree..... :D

                          Comment


                          • #28
                            Re: In Remembrance Of Bhutto

                            Originally posted by Madiha kanwal View Post
                            ye sab tu sarey leaders kehte hain :embarasse
                            yehi to farq hai kehney aur karney walon ney :) Tareekh sey barri gawahi koi nahin deta keh baqiyon ney kaha tha, Bhutto ney kar dikhaya tha :)
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment


                            • #29
                              Re: In Remembrance Of Bhutto

                              Originally posted by Masood View Post
                              yehi to farq hai kehney aur karney walon ney :) Tareekh sey barri gawahi koi nahin deta keh baqiyon ney kaha tha, Bhutto ney kar dikhaya tha :)
                              jabhi usey phansi dey di :donno:wese q di thi ?:mm:

                              Comment


                              • #30
                                Re: In Remembrance Of Bhutto

                                Originally posted by Masood View Post
                                yehi to farq hai kehney aur karney walon ney :) Tareekh sey barri gawahi koi nahin deta keh baqiyon ney kaha tha, Bhutto ney kar dikhaya tha :)
                                siyasata or siyasatdaan yeh woh cheezein hai jin ki partein kai saalo baad bhi khul ker samne nahi aati.......:lpop:

                                Comment

                                Working...
                                X