Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

In Remembrance Of Bhutto

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • In Remembrance Of Bhutto

    Assalamo allaikum

    Jamhooriyat ka asal mafhoom samjhaney waley us azeem leader ki 30veen barsi aaii aur hamein is baat ka sabaq dey gaii keh asal jamhooriyat kya hoti hai. Bhutto tujhey salaam hai :salam:
    Attached Files
    Last edited by Masood; 4 April 2009, 21:11.
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

  • #2
    Re: In Remembrance Of Bhutto

    Walaikum Assalam...

    inho ne kia mafhoom samjhaya tha democracy ka...app batein ge:donno:

    Comment

    • #3
      Re: In Remembrance Of Bhutto

      Hmmmmmm
      شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

      Comment

      • #4
        Re: In Remembrance Of Bhutto

        Originally posted by MSA View Post
        Walaikum Assalam...

        inho ne kia mafhoom samjhaya tha democracy ka...app batein ge:donno:
        Kya samajhna chahtey hain aap? Kis baat ki samajh nahin aap ko? Kya aap jantey bhi hain keh unka daur kya tha?????? Pehley yeh btaein takeh mujhey patah chaley aap kya jantey hain un key barey mein, phir aagey baat hogi :)
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment

        • #5
          Re: In Remembrance Of Bhutto

          Originally posted by Masood View Post

          mujhay democracy jo aj kal ki he us me koi faida nazar nahi ata...
          mujhay unke bare me sir fitna pata he k wo kafi agresive thay...un k dor me hamari forign policy strong thi...muslim coutries se relation specially afghanistan se achay thay....
          bus itna hi pata he...me ne perha nahi he...tabhi to janna chahta ho:donno:

          Comment

          • #6

            :) :)

            Abhi bhi agar koi kahey keh hamarey haan taleemi meyar achha hai to yeh ghaflat ki intiha hai. Jin ko hamarey taleemi nisaab ka hissah hona chahiyey, unhein tareekh mein gum kiya jaa raha hai. Aur Ch. Rehmat Ali jaisey logon ko yaad rakha jata hai keh unhon ney Pakistan ka naam tajveez kiya tha. Jin logon ney Pakistan key liyey apni galey mein phansi ka phanda dalwaya unhein bhulaya jaa raha hai..

            MSA i'll try my best to write something about him :)
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment

            • #7
              Re: In Remembrance Of Bhutto

              Originally posted by Masood View Post
              Assalamo allaikum

              Jamhooriyat ka asal mafhoom samjhaney waley us azeem leader ki 30veen barsi aaii aur hamein is baat ka sabaq dey gaii keh asal jamhooriyat kya hoti hai. Bhutto tujhey salaam hai :salam:
              wese mujhe in mein koi burai nazer nahi ati siwae is k inhone pakistan ko 2 ker dala :P or aaj janab sadar sahib keh rahe they k pakistan jo hai wo Quaid e aazam ka nahi raha belkey Quaid e aawam ka hai :P

              Comment

              • #8
                Re: In Remembrance Of Bhutto

                Originally posted by Masood View Post
                :) :)

                Abhi bhi agar koi kahey keh hamarey haan taleemi meyar achha hai to yeh ghaflat ki intiha hai. Jin ko hamarey taleemi nisaab ka hissah hona chahiyey, unhein tareekh mein gum kiya jaa raha hai. Aur Ch. Rehmat Ali jaisey logon ko yaad rakha jata hai keh unhon ney Pakistan ka naam tajveez kiya tha. Jin logon ney Pakistan key liyey apni galey mein phansi ka phanda dalwaya unhein bhulaya jaa raha hai..

                MSA i'll try my best to write something about him :)
                yeh to he...hamara nisaab kon sa hum khud likhte he....jub afghanistan me lurte thay to Alif se Allah Jeem se Jehad likh k ata tha...aur abb jehad k naam pe logo ko mar rahe he:D...

                kher mujhay intezar rahe ga:salam:

                Comment

                • #9
                  Re: In Remembrance Of Bhutto

                  " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                  Comment

                  • #10
                    Re: In Remembrance Of Bhutto

                    Originally posted by Madiha kanwal View Post
                    wese mujhe in mein koi burai nazer nahi ati siwae is k inhone pakistan ko 2 ker dala :P or aaj janab sadar sahib keh rahe they k pakistan jo hai wo Quaid e aazam ka nahi raha belkey Quaid e aawam ka hai :P
                    hehehe meri mittho meri chuno meri munno meri bitto tumhein kis ney kah diya keh BHUTTO ney kiya tha???????
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment

                    • #11
                      Re: In Remembrance Of Bhutto

                      Originally posted by Masood View Post
                      hehehe meri mittho meri chuno meri munno meri bitto tumhein kis ney kah diya keh BHUTTO ney kiya tha???????
                      mene tu apne course mein perha hai na :embarasse apne pas se thori keh rahi

                      Comment

                      • #12
                        Re: In Remembrance Of Bhutto

                        waalikumasalam

                        waise me ko in ke baare mein kuch pata tu nahi... per hosakta hai acche ho.... khair jo bhi the.... Allah un ki magferat kare aameen... :rose

                        Comment

                        • #13
                          Re: In Remembrance Of Bhutto

                          Originally posted by Madiha kanwal View Post
                          mene tu apne course mein perha hai na :embarasse apne pas se thori keh rahi
                          372-haha

                          yeh kaun sa course tha? kis ney likha tha? I am shocked...
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment

                          • #14
                            Re: In Remembrance Of Bhutto

                            Originally posted by ummid View Post
                            waalikumasalam

                            waise me ko in ke baare mein kuch pata tu nahi... per hosakta hai acche ho.... khair jo bhi the.... Allah un ki magferat kare aameen... :rose
                            masood bhai ne keh dia tu achey hi honge na :D:

                            Comment

                            • #15
                              Re: In Remembrance Of Bhutto

                              Originally posted by ummid View Post
                              waalikumasalam

                              waise me ko in ke baare mein kuch pata tu nahi... per hosakta hai acche ho.... khair jo bhi the.... Allah un ki magferat kare aameen... :rose
                              hehe chalein phir aap bhi parh lijiyey ga agar main ney likha to :D :D
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment

                              Working...
                              X