aap kiya ghost (bhoot jinnat)mein belive kartay hain???...... koi incident howa ho jo aap yahan share karna chahin.....
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
ghost
Collapse
X
-
Re: ghost
haan karti hon
Allah na kare kabhi koi incident ho me sath meko bohat dar lagta hai :(
-
Comment
-
Re: ghost
bhott ka to pata nahi kon hoty hain albata jinaat hoty hain lakin Insaano ki mehfil may nahi hoty
koi incident Allah ka karam hay mary saath nahi hova
i think mery Dad kay saath hova tha shaid kuch sahi say yaad nahi is time mughy:(werna zaroor share kerti
Comment
-
Re: ghost
khawateen aksar jinnat aur bhooton per yaa ta'weez gunday per ziyada believe karti hain..... meri office mein eik girl saath kaam karti hai... jab meinay mazak mein yeh kaha kay mujhe lagta hai kay tumhain kisi nay ta'weez kiye hain.... iss kay baad kaafi dino kay baad uss nay bataya kay uss nay eik sai baba ko ghar bulaya tha uss nay bhi bataya hai kay wakai kisi nay ussay ta'weez kiye hain.... jab kay uss kay bhai iss tarah ki baton ko nahi maantay.... phir uss nay mujh say madad maangi kay vo in ta'weez kay torr karnay mein help karo..... meinay ussay bahut samjhaya hai lakin ussay yakeen hogaya hai kay wakai kisi nay ta'weez kiye hain... kyun kay vo aksar beemaar aur be-chain rahti hain.....:alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:
Comment
-
Re: ghost
Originally posted by rehmankhawateen aksar jinnat aur bhooton per yaa ta'weez gunday per ziyada believe karti hain..... meri office mein eik girl saath kaam karti hai... jab meinay mazak mein yeh kaha kay mujhe lagta hai kay tumhain kisi nay ta'weez kiye hain.... iss kay baad kaafi dino kay baad uss nay bataya kay uss nay eik sai baba ko ghar bulaya tha uss nay bhi bataya hai kay wakai kisi nay ussay ta'weez kiye hain.... jab kay uss kay bhai iss tarah ki baton ko nahi maantay.... phir uss nay mujh say madad maangi kay vo in ta'weez kay torr karnay mein help karo..... meinay ussay bahut samjhaya hai lakin ussay yakeen hogaya hai kay wakai kisi nay ta'weez kiye hain... kyun kay vo aksar beemaar aur be-chain rahti hain.....
Galati aap ki hai, aap ne ousey bhaley hi mazak se kaha magar wo sach samajh baithi, aur ab ous veham se nikal nahi paa rahi, ky awo namaz aur Quran ki paband hai ???sigpic
Comment
-
Re: ghost
Originally posted by Saima ShaheenGalati aap ki hai, aap ne ousey bhaley hi mazak se kaha magar wo sach samajh baithi, aur ab ous veham se nikal nahi paa rahi, ky awo namaz aur Quran ki paband hai ???:alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:
Comment
-
Re: ghost
aayeek... bhago.... ... arey haan Believe to hai... saath fear bhi hai... koz... kehtey hein naa... yaad kero aur hazir... me to raat mein akeli hoti hoon... nahen derao plz.... :( :cry
Comment
-
Re: ghost
Originally posted by Aaniaaayeek... bhago.... ... arey haan Believe to hai... saath fear bhi hai... koz... kehtey hein naa... yaad kero aur hazir... me to raat mein akeli hoti hoon... nahen derao plz.... :( :cry:alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:
Comment
-
Re: ghost
Originally posted by rehmankhawateen aksar jinnat aur bhooton per yaa ta'weez gunday per ziyada believe karti hain..... meri office mein eik girl saath kaam karti hai... jab meinay mazak mein yeh kaha kay mujhe lagta hai kay tumhain kisi nay ta'weez kiye hain.... iss kay baad kaafi dino kay baad uss nay bataya kay uss nay eik sai baba ko ghar bulaya tha uss nay bhi bataya hai kay wakai kisi nay ussay ta'weez kiye hain.... jab kay uss kay bhai iss tarah ki baton ko nahi maantay.... phir uss nay mujh say madad maangi kay vo in ta'weez kay torr karnay mein help karo..... meinay ussay bahut samjhaya hai lakin ussay yakeen hogaya hai kay wakai kisi nay ta'weez kiye hain... kyun kay vo aksar beemaar aur be-chain rahti hain.....
Allha Tala nay Sura Falaq or sura Nas ka bata dia hai na aisi koi problem ho to yeh surtaian parhi jaian or Ayat ul krsi bhi kasrat say parhi jaye ....yehi bata daian apni friends ko :rose
Comment
-
Re: ghost
Originally posted by rehmandekho bhoot bilkul iss tarah kay hotay hain....
u ka name inna cute hai... aur baten bhooton ki kertey ho... :tauba
Comment
-
Re: ghost
Originally posted by Aanchalsari khawateen Taweez waghera thori karti hain :)