Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

ghost

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: ghost

    Originally posted by Aanchal
    sari khawateen Taweez waghera thori karti hain :)

    Allha Tala nay Sura Falaq or sura Nas ka bata dia hai na aisi koi problem ho to yeh surtaian parhi jaian or Ayat ul krsi bhi kasrat say parhi jaye ....yehi bata daian apni friends ko :rose
    Har us baat par yaqeen rakhti hun jis ka tazkira Qurane-Majeed main kiya gaya hay...Jinnat bhi Makhlooq-e-Khuda hain main munkir nahi,,Jinnato'n main bhi achay aur buron ka tazkira milta hay..bhoot aur churel wujood nahi rakhtay na hi un par yaqeen rakhti hun...bouhat si baton nay is liye bhi janam liya hay k kam ilmi bouhat hay aur koi koshish bhi nahi ki jaati k agar kisi baat k mutaliq koi shak hay to us ki tehqeeq bhi mumkin hay k nahi? ya khua makha us baat ka batangar bana kar baaqi zindagi wehmon main guzari jaey? Rehman ji ki colegue ko chahiye k ilm main izafa karain un ko khud hi pata chal jaey ga k haqeeqat kiya hay? jab tak woh khud pata nahi chalaein gi yeh wehem un ka peecha karta rahay ga aur yeh misaal to ham nay suni hi hay k WEHAM KA ILAAJ TO HAKEEM LUQMAN KAY PASS BHI NAHI THA...
    :roseENIGMA:rose

    Comment

    • #17
      Re: ghost

      Originally posted by hayaa_n

      aap nay bari khoobsurat baat ki hai.... meinay iss ki print lay lee hai mein chahta hoon kay yeh hee ussay parhaon ga.... hosakta hai kay vo aap ki iss baat samajh jai.....
      :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

      Comment

      • #18
        Re: ghost

        Originally posted by Aania
        Kis ko kaha bhoooot????????????

        u ka name inna cute hai... aur baten bhooton ki kertey ho... :tauba
        wese pata nahi kyun mujhe bhoot achay lagtay hain.... bhooton mein rahna bhoton mein bethna aur bhoton ki baatein karna mujhe acha lagta hai....
        :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

        Comment

        • #19
          Re: ghost

          Originally posted by rehman
          aap nay bari khoobsurat baat ki hai.... meinay iss ki print lay lee hai mein chahta hoon kay yeh hee ussay parhaon ga.... hosakta hai kay vo aap ki iss baat samajh jai.....
          :insha: Rehman ji woh theek ho jaein gi..koshish shart-e-awwaleen hay..shukriya k aap nay meri baat say ittifaaq kiya..:)
          :roseENIGMA:rose

          Comment

          Working...
          X