Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

ghost

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • ghost

    aap kiya ghost (bhoot jinnat)mein belive kartay hain???...... koi incident howa ho jo aap yahan share karna chahin.....
    :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

  • #2
    Re: ghost

    haan karti hon

    Allah na kare kabhi koi incident ho me sath meko bohat dar lagta hai :(

    Comment

    • #3
      Re: ghost

      jinnat to mojood hain is dunia main yeh to Quran main bhi hai na ...is leye belive to hai is par .....
      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

      Comment

      • #4
        Re: ghost

        Bealive karta hon jinnat Allah ki makhlooq hain aur Hazrat suleiman AS in ki qom ke paymbar thay
        Allah

        Comment

        • #5
          Re: ghost

          Originally posted by Aanchal
          jinnat to mojood hain is dunia main yeh to Quran main bhi hai na ...is leye belive to hai is par .....
          agreeeeeeeeeeeeeed:rose

          Comment

          • #6
            Re: ghost

            bhott ka to pata nahi kon hoty hain albata jinaat hoty hain lakin Insaano ki mehfil may nahi hoty

            koi incident Allah ka karam hay mary saath nahi hova
            i think mery Dad kay saath hova tha shaid kuch sahi say yaad nahi is time mughy:(werna zaroor share kerti

            Comment

            • #7
              Re: ghost

              quran or ahadees ke mutabik jinaat ka wajood sabit he so yakeen he,n thanxx to Allah ke kabhi mere sath koi jin mulakat ko nahi aya:ahhh: :bhago:

              Comment

              • #8
                Re: ghost

                khawateen aksar jinnat aur bhooton per yaa ta'weez gunday per ziyada believe karti hain..... meri office mein eik girl saath kaam karti hai... jab meinay mazak mein yeh kaha kay mujhe lagta hai kay tumhain kisi nay ta'weez kiye hain.... iss kay baad kaafi dino kay baad uss nay bataya kay uss nay eik sai baba ko ghar bulaya tha uss nay bhi bataya hai kay wakai kisi nay ussay ta'weez kiye hain.... jab kay uss kay bhai iss tarah ki baton ko nahi maantay.... phir uss nay mujh say madad maangi kay vo in ta'weez kay torr karnay mein help karo..... meinay ussay bahut samjhaya hai lakin ussay yakeen hogaya hai kay wakai kisi nay ta'weez kiye hain... kyun kay vo aksar beemaar aur be-chain rahti hain.....
                :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

                Comment

                • #9
                  Re: ghost

                  Originally posted by rehman

                  Galati aap ki hai, aap ne ousey bhaley hi mazak se kaha magar wo sach samajh baithi, aur ab ous veham se nikal nahi paa rahi, ky awo namaz aur Quran ki paband hai ???
                  sigpic

                  Comment

                  • #10
                    Re: ghost

                    Originally posted by Saima Shaheen
                    Galati aap ki hai, aap ne ousey bhaley hi mazak se kaha magar wo sach samajh baithi, aur ab ous veham se nikal nahi paa rahi, ky awo namaz aur Quran ki paband hai ???
                    Quran aur namaz ki paband hain yeh mujhe pata nahi...... wese meinay ousey bataya tha kay meinay mazak kiya tha.... lakin ab vo kahti hain kay sai baba nay tu confirm kardiya hai na..... aur mein uss ki help karna chahta hoon aur inshallah karon ga..... lakin baat yeh hai kay khawateen itni inn jinn bhoot mein vehami kyun hoti hain??
                    :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

                    Comment

                    • #11
                      Re: ghost

                      aayeek... bhago.... ... arey haan Believe to hai... saath fear bhi hai... koz... kehtey hein naa... yaad kero aur hazir... me to raat mein akeli hoti hoon... nahen derao plz.... :( :cry
                      Visit My Early PS Work
                      You Are Welcome To Comment

                      Comment

                      • #12
                        Re: ghost

                        Originally posted by Aania
                        aayeek... bhago.... ... arey haan Believe to hai... saath fear bhi hai... koz... kehtey hein naa... yaad kero aur hazir... me to raat mein akeli hoti hoon... nahen derao plz.... :( :cry
                        dekho bhoot bilkul iss tarah kay hotay hain....
                        :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

                        Comment

                        • #13
                          Re: ghost

                          Originally posted by rehman
                          khawateen aksar jinnat aur bhooton per yaa ta'weez gunday per ziyada believe karti hain..... meri office mein eik girl saath kaam karti hai... jab meinay mazak mein yeh kaha kay mujhe lagta hai kay tumhain kisi nay ta'weez kiye hain.... iss kay baad kaafi dino kay baad uss nay bataya kay uss nay eik sai baba ko ghar bulaya tha uss nay bhi bataya hai kay wakai kisi nay ussay ta'weez kiye hain.... jab kay uss kay bhai iss tarah ki baton ko nahi maantay.... phir uss nay mujh say madad maangi kay vo in ta'weez kay torr karnay mein help karo..... meinay ussay bahut samjhaya hai lakin ussay yakeen hogaya hai kay wakai kisi nay ta'weez kiye hain... kyun kay vo aksar beemaar aur be-chain rahti hain.....
                          sari khawateen Taweez waghera thori karti hain :)

                          Allha Tala nay Sura Falaq or sura Nas ka bata dia hai na aisi koi problem ho to yeh surtaian parhi jaian or Ayat ul krsi bhi kasrat say parhi jaye ....yehi bata daian apni friends ko :rose
                          اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                          اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                          Comment

                          • #14
                            Re: ghost

                            Originally posted by rehman
                            dekho bhoot bilkul iss tarah kay hotay hain....
                            Kis ko kaha bhoooot????????????

                            u ka name inna cute hai... aur baten bhooton ki kertey ho... :tauba
                            Visit My Early PS Work
                            You Are Welcome To Comment

                            Comment

                            • #15
                              Re: ghost

                              Originally posted by Aanchal
                              sari khawateen Taweez waghera thori karti hain :)

                              Allha Tala nay Sura Falaq or sura Nas ka bata dia hai na aisi koi problem ho to yeh surtaian parhi jaian or Ayat ul krsi bhi kasrat say parhi jaye ....yehi bata daian apni friends ko :rose
                              agree... :phool:
                              Visit My Early PS Work
                              You Are Welcome To Comment

                              Comment

                              Working...
                              X