Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Talkh yaadain
Collapse
X
-
Re: Talkh yaadain
Originally posted by D@y W@lk3r View PostSaraah behan kuch lahmaat aisay hotay hain. jo insaan unko alfazoo main beyaan nahi kar sakta...Mot to barhaq hain. yah haqiqaat ko jantay hoay bhi ham is haqiqaat say dartay hain.
ALLHA app sab ghar waloon ko saber atta farmay. aamin:dua
ALLHA ham sab kay Ghonaoon ko maaf farmay. aamin:dua
bohat kathan waqt thaa wo......khair....ab tou 4 saal ho chukay hain.....muje samjh nae aati thi k agar daadi ko kuch hogya tou abuji khud ko kesay sambhlain ge...kya hoga.....
lakinnnn....hm bhool jatay hain.....k wo ZAAT bar haqq.....barri kaar saaz hai.....aur QURAN kehta hai.....k ''ALLAH hm pe itna bojh nae dalta jisay hm sahaar na sakian.....
thanks 4 ur prayersssss.....
aameen......:roseشاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا
Comment
-
Re: Talkh yaadain
Originally posted by saraah View Postshukria dr amir......:)
bohat kathan waqt thaa wo......khair....ab tou 4 saal ho chukay hain.....muje samjh nae aati thi k agar daadi ko kuch hogya tou abuji khud ko kesay sambhlain ge...kya hoga.....
lakinnnn....hm bhool jatay hain.....k wo ZAAT bar haqq.....barri kaar saaz hai.....aur QURAN kehta hai.....k ''ALLAH hm pe itna bojh nae dalta jisay hm sahaar na sakian.....
thanks 4 ur prayersssss.....
aameen......:rose
Apna aur apno ka kheal rakhay. Khush rahayya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh
Comment
-
Re: Talkh yaadain
Originally posted by Aanchal View Posttalkh yadaian to buhat hoti hian ...:)ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh
Comment
-
Re: Talkh yaadain
Originally posted by D@y W@lk3r View Postbass aik baat yaad rakhay waqt har chez ka marham hain. ALLHA kabhi insaan ki had say zada na us par koi bojh dalta hain aur na hi koi takleef. har moshkil waqt azmaish ka hota hain. aur waqt to waqt hain guzar hi jata hain.
Apna aur apno ka kheal rakhay. Khush rahayشاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا
Comment
-
Re: Talkh yaadain
Originally posted by munda_sialkoty View PostWa Alaikum Aslam,
Do waqee mein kabi nahi bhoolon ga, aik mera doost jis ne mere haathon mein dum toora. Aur doosray mere chacha ki sudden death, mein sooch bhi nahi sakta tha ke jis chacha se mein baatein ker raha hoon, wo 2 minute mein chal basein ge.
Dono loogon ne death se pehlay muj se kafi baatein kein, aur mein dono ke baaray mein nahi sooch sakta tha ke in ki death ho jaye gi
Comment
-
Re: Talkh yaadain
Originally posted by senorita View Posthhhmmm apne father ki death.....un sa akhri baar jo baten huen wo.....wo jab me ne un ko last time apni ankhon me bhar lene k khiyal se dekha k jab un ko sab utha kar zameen k hawale karne ja rahe the k aj k baad ye chehra mujeh kabhi nazar nah aey ga....wo lamhat...
:( jab HUm doosrou ke gham aur takleef sunte hain to ehsaas hota hai...shayed... humara gham doosrou se kam he.
Comment
-
Re: Talkh yaadain
Originally posted by D@y W@lk3r View Postbass aik baat yaad rakhay waqt har chez ka marham hain. ALLHA kabhi insaan ki had say zada na us par koi bojh dalta hain aur na hi koi takleef. har moshkil waqt azmaish ka hota hain. aur waqt to waqt hain guzar hi jata hain.
Apna aur apno ka kheal rakhay. Khush rahay
Comment
Comment