Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Talkh yaadain

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Talkh yaadain

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    tum bhi doctor he ho 372-scare
    why ab kiya hoa........:donno:
    ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

    Comment


    • #17
      Re: Talkh yaadain

      Originally posted by D@y W@lk3r View Post
      Saraah behan kuch lahmaat aisay hotay hain. jo insaan unko alfazoo main beyaan nahi kar sakta...Mot to barhaq hain. yah haqiqaat ko jantay hoay bhi ham is haqiqaat say dartay hain.
      ALLHA app sab ghar waloon ko saber atta farmay. aamin:dua
      ALLHA ham sab kay Ghonaoon ko maaf farmay. aamin:dua
      shukria dr amir......:)

      bohat kathan waqt thaa wo......khair....ab tou 4 saal ho chukay hain.....muje samjh nae aati thi k agar daadi ko kuch hogya tou abuji khud ko kesay sambhlain ge...kya hoga.....
      lakinnnn....hm bhool jatay hain.....k wo ZAAT bar haqq.....barri kaar saaz hai.....aur QURAN kehta hai.....k ''ALLAH hm pe itna bojh nae dalta jisay hm sahaar na sakian.....
      thanks 4 ur prayersssss.....
      aameen......:rose
      شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

      Comment


      • #18
        Re: Talkh yaadain

        Originally posted by D@y W@lk3r View Post
        kis ko dhondh rahay ho:mm:
        Originally posted by munda_sialkoty View Post
        tum bhi doctor he ho 372-scare
        ///
        شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

        Comment


        • #19
          Re: Talkh yaadain

          Originally posted by D@y W@lk3r View Post
          ALLHA App sab ghar waloon ko saber atta farmay. aur app kay father ko janat ul firdos main jaga atta farmay.. ammin
          ameen
          thanx:)

          Comment


          • #20
            Re: Talkh yaadain

            talkh yadaian to buhat hoti hian ...:)
            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

            Comment


            • #21
              Re: Talkh yaadain

              Originally posted by saraah View Post
              shukria dr amir......:)

              bohat kathan waqt thaa wo......khair....ab tou 4 saal ho chukay hain.....muje samjh nae aati thi k agar daadi ko kuch hogya tou abuji khud ko kesay sambhlain ge...kya hoga.....
              lakinnnn....hm bhool jatay hain.....k wo ZAAT bar haqq.....barri kaar saaz hai.....aur QURAN kehta hai.....k ''ALLAH hm pe itna bojh nae dalta jisay hm sahaar na sakian.....
              thanks 4 ur prayersssss.....
              aameen......:rose
              bass aik baat yaad rakhay waqt har chez ka marham hain. ALLHA kabhi insaan ki had say zada na us par koi bojh dalta hain aur na hi koi takleef. har moshkil waqt azmaish ka hota hain. aur waqt to waqt hain guzar hi jata hain.
              Apna aur apno ka kheal rakhay. Khush rahay
              ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

              Comment


              • #22
                Re: Talkh yaadain

                Originally posted by senorita View Post
                ameen
                thanx:)
                no thanks sis. Khush rahay
                ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                Comment


                • #23
                  Re: Talkh yaadain

                  Originally posted by Aanchal View Post
                  talkh yadaian to buhat hoti hian ...:)
                  chalay kuch share karay. share karnay say dil ka bojh halka hotahain. aur yah heart kay liyah acha hota hain. gum ko dil main jaga na dijay. balkay usko chikh chikh kar bhar nikalay.
                  ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                  Comment


                  • #24
                    Re: Talkh yaadain

                    Originally posted by D@y W@lk3r View Post
                    bass aik baat yaad rakhay waqt har chez ka marham hain. ALLHA kabhi insaan ki had say zada na us par koi bojh dalta hain aur na hi koi takleef. har moshkil waqt azmaish ka hota hain. aur waqt to waqt hain guzar hi jata hain.
                    Apna aur apno ka kheal rakhay. Khush rahay
                    :rose
                    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                    Comment


                    • #25
                      Re: Talkh yaadain

                      Originally posted by munda_sialkoty View Post
                      Wa Alaikum Aslam,

                      Do waqee mein kabi nahi bhoolon ga, aik mera doost jis ne mere haathon mein dum toora. Aur doosray mere chacha ki sudden death, mein sooch bhi nahi sakta tha ke jis chacha se mein baatein ker raha hoon, wo 2 minute mein chal basein ge.

                      Dono loogon ne death se pehlay muj se kafi baatein kein, aur mein dono ke baaray mein nahi sooch sakta tha ke in ki death ho jaye gi
                      :( really sad... un ko kiya hua tha... ? allah reham kere...

                      Comment


                      • #26
                        Re: Talkh yaadain

                        Originally posted by senorita View Post
                        hhhmmm apne father ki death.....un sa akhri baar jo baten huen wo.....wo jab me ne un ko last time apni ankhon me bhar lene k khiyal se dekha k jab un ko sab utha kar zameen k hawale karne ja rahe the k aj k baad ye chehra mujeh kabhi nazar nah aey ga....wo lamhat...

                        :( jab HUm doosrou ke gham aur takleef sunte hain to ehsaas hota hai...shayed... humara gham doosrou se kam he.

                        Comment


                        • #27
                          Re: Talkh yaadain

                          really sad...allah sabar ata kere

                          Comment


                          • #28
                            Re: Talkh yaadain

                            Originally posted by D@y W@lk3r View Post
                            bass aik baat yaad rakhay waqt har chez ka marham hain. ALLHA kabhi insaan ki had say zada na us par koi bojh dalta hain aur na hi koi takleef. har moshkil waqt azmaish ka hota hain. aur waqt to waqt hain guzar hi jata hain.
                            Apna aur apno ka kheal rakhay. Khush rahay
                            sahi kaha aapne

                            Comment


                            • #29
                              Re: Talkh yaadain

                              Allah tallah aap sab ko sabar ataa kere....aur aap ke sab pyarou ko Jannat mai jagah ata kere amin
                              Last edited by *Samra*; 5 March 2009, 18:17.

                              Comment


                              • #30
                                Re: Talkh yaadain

                                meri to 21 sall ki saari ki saari zindagi talkh yaadoon per or hadsaat per mabni ha ....

                                Comment

                                Working...
                                X