Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Talkh yaadain

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Talkh yaadain

    Salam friends...:rose

    hum sab ki Zindagi me koi na koi aisa waqiya hota he jo humari poori zindagi humari yaadaou mai humai yaad rehta hai....

    kabhi wo hadsa hota he....kabhi koi gham ki ghadhi...yaa koi azmaaish...
    KIya aapki zindagi mai aisa koi waqyea hai?

    Us waqiye ne aapki zindagi ko kitna badal dia?




  • #2
    Re: Talkh yaadain

    Wa Alaikum Aslam,

    Do waqee mein kabi nahi bhoolon ga, aik mera doost jis ne mere haathon mein dum toora. Aur doosray mere chacha ki sudden death, mein sooch bhi nahi sakta tha ke jis chacha se mein baatein ker raha hoon, wo 2 minute mein chal basein ge.

    Dono loogon ne death se pehlay muj se kafi baatein kein, aur mein dono ke baaray mein nahi sooch sakta tha ke in ki death ho jaye gi
    :thmbup:

    Comment


    • #3
      Re: Talkh yaadain

      hhhmmm apne father ki death.....un sa akhri baar jo baten huen wo.....wo jab me ne un ko last time apni ankhon me bhar lene k khiyal se dekha k jab un ko sab utha kar zameen k hawale karne ja rahe the k aj k baad ye chehra mujeh kabhi nazar nah aey ga....wo lamhat...

      Comment


      • #4
        Re: Talkh yaadain

        jab meri mangni tooti thee....................:(
        [FONT="Arial Black"]Mr. Khalil How much Fake IDs would you make in Pegham... ?

        See you Real Face in here 372-shed

        Muhammad Khalil's Real Face [/FONT]

        Comment


        • #5
          Re: Talkh yaadain

          Originally posted by senorita View Post
          hhhmmm apne father ki death.....un sa akhri baar jo baten huen wo.....wo jab me ne un ko last time apni ankhon me bhar lene k khiyal se dekha k jab un ko sab utha kar zameen k hawale karne ja rahe the k aj k baad ye chehra mujeh kabhi nazar nah aey ga....wo lamhat...
          ALLHA App sab ghar waloon ko saber atta farmay. aur app kay father ko janat ul firdos main jaga atta farmay.. ammin
          ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

          Comment


          • #6
            Re: Talkh yaadain

            Originally posted by munda_sialkoty View Post
            Wa Alaikum Aslam,

            Do waqee mein kabi nahi bhoolon ga, aik mera doost jis ne mere haathon mein dum toora. Aur doosray mere chacha ki sudden death, mein sooch bhi nahi sakta tha ke jis chacha se mein baatein ker raha hoon, wo 2 minute mein chal basein ge.

            Dono loogon ne death se pehlay muj se kafi baatein kein, aur mein dono ke baaray mein nahi sooch sakta tha ke in ki death ho jaye gi
            Last edited by D@y W@lk3r; 5 March 2009, 16:30.
            ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

            Comment


            • #7
              Re: Talkh yaadain

              Originally posted by D@y W@lk3r View Post
              ha waki main is dard ko samjh sakta hoon. kiyunkay same wakiya mairay saat bhi hoya tha. Car accident. wo maira best friend tha.. hain aur rahay ga....... uskay janay kay bad mainay ajj tak kisi say dosti nahi ki.. only 28yrs old. aik lahme main sab khtam hogaya tha.
              :thmbup:

              Comment


              • #8
                Re: Talkh yaadain

                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                kis ko dhondh rahay ho:mm:
                ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                Comment


                • #9
                  Re: Talkh yaadain

                  ALLAH aap ko sabar jameel ata farmay magar khud ko dosti jaysi naimat e uzma se mehroom na rakheen DR sahab:salam:
                  ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                  Comment


                  • #10
                    Re: Talkh yaadain

                    Originally posted by D@y W@lk3r View Post
                    kis ko dhondh rahay ho:mm:
                    tum bhi doctor he ho 372-scare
                    :thmbup:

                    Comment


                    • #11
                      Re: Talkh yaadain

                      Originally posted by Samra_Khan View Post
                      Salam friends...:rose


                      hum sab ki Zindagi me koi na koi aisa waqiya hota he jo humari poori zindagi humari yaadaou mai humai yaad rehta hai....

                      kabhi wo hadsa hota he....kabhi koi gham ki ghadhi...yaa koi azmaaish...
                      KIya aapki zindagi mai aisa koi waqyea hai?

                      Us waqiye ne aapki zindagi ko kitna badal dia?


                      waalikum asslam....
                      haan jab meri daadi hospital rahin.......aur hum jantay thay k unn k paas ab waqt nae.....qreeb se kisi banday ko pehli baar martay hue dekhaa....mazeed yeh k abu ji dadi se bohat payaar krtay thay.......so unn pe iss doran jo beeti....everything.....i cant express in words.....
                      شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                      Comment


                      • #12
                        Re: Talkh yaadain

                        Originally posted by aabi2cool View Post
                        ALLAH aap ko sabar jameel ata farmay magar khud ko dosti jaysi naimat e uzma se mehroom na rakheen DR sahab:salam:
                        app ki baat bhai thek hain......lekin bhai har haat milanay walla dost nahi hota.........:donno:
                        ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                        Comment


                        • #13
                          Re: Talkh yaadain

                          Originally posted by D@y W@lk3r View Post
                          app ki baat bhai thek hain......lekin bhai har haat milanay walla dost nahi hota.........:donno:
                          main nay ye to naheen kaha k hart hath milnay waly se dosti karlo
                          ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                          Comment


                          • #14
                            Re: Talkh yaadain

                            Originally posted by saraah View Post
                            waalikum asslam....
                            haan jab meri daadi hospital rahin.......aur hum jantay thay k unn k paas ab waqt nae.....qreeb se kisi banday ko pehli baar martay hue dekhaa....mazeed yeh k abu ji dadi se bohat payaar krtay thay.......so unn pe iss doran jo beeti....everything.....i cant express in words.....
                            Saraah behan kuch lahmaat aisay hotay hain. jo insaan unko alfazoo main beyaan nahi kar sakta...Mot to barhaq hain. yah haqiqaat ko jantay hoay bhi ham is haqiqaat say dartay hain.
                            ALLHA app sab ghar waloon ko saber atta farmay. aamin:dua
                            ALLHA ham sab kay Ghonaoon ko maaf farmay. aamin:dua
                            ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                            Comment


                            • #15
                              Re: Talkh yaadain

                              Originally posted by aabi2cool View Post
                              main nay ye to naheen kaha k hart hath milnay waly se dosti karlo
                              baat abbi bhai yah kay jo dosti bachpaan say ho wo aik alag hi hoti hain........
                              Last edited by D@y W@lk3r; 5 March 2009, 16:42.
                              ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                              Comment

                              Working...
                              X