Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Bachpan ki Yaadain

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: Bachpan ki Yaadain

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    aap fiker na karein, mein ne us ki bisti kharaab ker di he :embarasse
    :kr:

    Comment

    • #47
      Re: Bachpan ki Yaadain

      yaadein.
      Yaadein yaadein rahay jati hain.
      Baki sab sapnay hotay hain.

      in main say aik yaad bachpaan ki
      my love..........my wife :phool:
      Last edited by D@y W@lk3r; 28 February 2009, 16:30.
      ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

      Comment

      • #48
        Re: Bachpan ki Yaadain

        Originally posted by Samra_Khan View Post
        :kr:
        :embarasse
        :thmbup:

        Comment

        • #49
          Re: Bachpan ki Yaadain

          Originally posted by D@y W@lk3r View Post
          yaadein.
          Yaadein yaadein rahay jati hain.
          Baki sab sapnay hotay hain.

          in main say aik yaad bachpaan ki
          my love..........my wife :phool:
          yaar tu buchpan se he :embarasse
          :thmbup:

          Comment

          • #50
            Re: Bachpan ki Yaadain

            Originally posted by munda_sialkoty View Post
            yaar tu buchpan se he :embarasse
            kiya bachpaan say.
            ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

            Comment

            • #51
              Re: Bachpan ki Yaadain

              aj ham ne bachpan ko bohat yaad kia...ham bachpan me naam,cheez,jagah khela karte the....drakhton se kache phal tor kar khate the...ammi se chup kar imli khate the or jab beemar parte the to dawa phenk dete the:hehe:

              Comment

              • #52
                Re: Bachpan ki Yaadain

                Originally posted by D@y W@lk3r View Post
                yaadein.
                Yaadein yaadein rahay jati hain.
                Baki sab sapnay hotay hain.

                in main say aik yaad bachpaan ki
                my love..........my wife :phool:
                wao mashallah.... :rose

                Comment

                • #53
                  Re: Bachpan ki Yaadain

                  Originally posted by senorita View Post
                  aj ham ne bachpan ko bohat yaad kia...ham bachpan me naam,cheez,jagah khela karte the....drakhton se kache phal tor kar khate the...ammi se chup kar imli khate the or jab beemar parte the to dawa phenk dete the:hehe:
                  wao.. mashallah :D

                  naam chiez jagah hum bhi kehlte the...mai garmiyou me bahir cycle bohat chalayea kerti thi....aur weekend per hum abu ke saath ghoomne jaate the....

                  Comment

                  • #54

                    yaad he na mein he tumhein imli la ke deta hota tha, isi waja se tum meri doost bani thi :embarasse
                    :thmbup:

                    Comment

                    • #55
                      Re: Bachpan ki Yaadain

                      Originally posted by munda_sialkoty View Post
                      yaad he na mein he tumhein imli la ke deta hota tha, isi waja se tum meri doost bani thi :embarasse
                      wesay aik baat bata to har jaga apni tang kiyun arata hain.............
                      ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                      Comment

                      • #56
                        Re: Bachpan ki Yaadain

                        Originally posted by Samra_Khan View Post
                        wao.. mashallah :D

                        naam chiez jagah hum bhi kehlte the...mai garmiyou me bahir cycle bohat chalayea kerti thi....aur weekend per hum abu ke saath ghoomne jaate the....
                        han cycle me bhi bohat chalati thi or apni aik dost k sath.....haey kia din the wo bhi....ab to serf raat ko jab road khali hoti he tab cycle chala sakti hon372-scare

                        Comment

                        • #57
                          Re: Bachpan ki Yaadain

                          Originally posted by munda_sialkoty View Post
                          yaad he na mein he tumhein imli la ke deta hota tha, isi waja se tum meri doost bani thi :embarasse
                          :mm:

                          Comment

                          • #58
                            Re: Bachpan ki Yaadain

                            Originally posted by D@y W@lk3r View Post
                            wesay aik baat bata to har jaga apni tang kiyun arata hain.............
                            in ki koi aik taang ho tab na:yy:....kan khajoore ki tarah in ki bhi 100 tangen hen....isi leay har jagah ar jati hen:hehe:

                            Comment

                            • #59
                              Re: Bachpan ki Yaadain

                              Originally posted by senorita View Post
                              han cycle me bhi bohat chalati thi or apni aik dost k sath.....haey kia din the wo bhi....ab to serf raat ko jab road khali hoti he tab cycle chala sakti hon372-scare
                              acha ... nahi mai abhi bhi chalaati hoon... :D subah subah ki sair aur cycling ..dono mai bohat mazah ata hai

                              Comment

                              • #60
                                Re: Bachpan ki Yaadain

                                Originally posted by senorita View Post
                                in ki koi aik taang ho tab na:yy:....kan khajoore ki tarah in ki bhi 100 tangen hen....isi leay har jagah ar jati hen:hehe:
                                wesay jaha tak mujhay pata hain is ki char tangay hain aur yah latay bohat marta hain372-haha
                                ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                                Comment

                                Working...
                                X