Originally posted by saraah
View Post
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
!آپ کا ذوق مطالعہ!
Collapse
X
-
Originally posted by ummid View Postchor do bei... abhi aabi bhai nahi aaye.. warna unho ne kehna hai... tum ho hi na'laiq.. kabhi koi accha kaam na karna... :embarasse
aabi bhai ki tou aadat hai.....:lpop:
....jhak maarnay ki............
ab muje kon bacahaye ga..........372-scareLast edited by saraah; 23 February 2009, 11:36.شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا
Comment
-
Originally posted by saraah View Posthairat hai aabi bhai....jo hadees aap ne nae parrhi iska matlab wo hai hi nae.....?
aapko iss liye sunai...k aap k pichlay reply se esa taasur mila k jesey well known writer (ya phie jisay aap janatay hain)ki books hi authentic ho sakti hain...esa thorri hai./.....:donno:
muje tou jahan se b koi baat dil ko lag,ti hai me ussay apna leti hoon...haan i know k khair o shar me tameez honi chahiye.....
aur wo link aap ko iss liye diya k aap ne apnay thraed me kaha hai na k publishers k naam aur book price b batayen....tou iss liye.........:yy:
aur writer hai nighat hashmi
Originally posted by ummid View PostIqtebaas bhi share karne hain? me ko books mein se dekh ker type karna parega... isi liye aap kitaabein hi parh lijye... :D
Originally posted by ummid View Postchor do bei... abhi aabi bhai nahi aaye.. warna unho ne kehna hai... tum ho hi na'laiq.. kabhi koi accha kaam na karna... :embarasse
Originally posted by saraah View Postu fikar na kro........///
aabi bhai ki tou aadat hai.....:lpop:
....jhak maarnay ki............
ab muje kon bacahaye ga..........372-scare
Originally posted by munda_sialkoty View Postji mera mutaley ka zook bohat ziada aur shadeed he :blush:ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا
Comment
-
Originally posted by munda_sialkoty View PostYaar yahan pe share kerna to koozay mein moozay band kerne ke mutraadaf ho ga 372-hahaساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا
Comment
-
Originally posted by aabi2cool View Postoh mama main nay purai lbrary shar karnay ko naheen kaha ye kaha hi k in diono jo kitab aap parh rahy hain ya in future jo kitab aap parhna chahaty hain us k baray main khuch yahaan shar kareen . . . agar pouri library ki baat ho to meri zati libarary main faqat aik aik kitab ki 27 jildeen hain 372-shedشاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا
Comment
-
-
TALASH.......chapter 1 se kuch....
''kitna barra almiyah hai k me 88 sal ka hogya hoon lakin aj tak meri samjh me nae aaya k musalman ka kya matlab hai...me ne ulma e din se poocha hai..islami kitaben parrhin hain.lakin bekar,alam baat ko aur uljha dete hain.kitaben falsfay chant,ti hain...
nahi nahi me ghair muslim nae hoon
me ne muslman gharanay me parwarish payi hai.
.................................................
..................................................
yaqeen kijiye parrha likha farad hoon.....
iss k bawajood meri samjh me nae aaya k muslamn ka matlab kya ahi.....''
- ISLAMI KITABAIN.........
شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا
Comment
-
Talaash se kuch aqtbasaat saraah ne share keay kuch meri taraf se....
Mumtaz Mufti kehte hen....
mera khiyal tha k Quran aik mazhabi kitab he jis me Allah ki azmat ka beyan he or siraat-e-mustaqeem k mutalik hidayaat hen.
me ne dekha k Quran me to aik jahan abaad he.wo mazhab par mehdood nahi.wo to ik danish kadah he jis me har maozu par baat ki gai he.likhi hui tareekh se bohat pehle ki kahaniyaan hen.ikhtlafaat k mutalik hidayaat hen.takhlik-e-qainaat k mutalik ishare hen.nabataat,hewanaat,jamadaat se mutalik uloom ki baten,hikmat ki baten.sehet ki baten,adweyaat ki baten,sooraj,chaand,sitare,zameen,khala har maozu par danish ki baten.mukhtasir ye k jise me darya samjhta tha,wo samandar nikla.....
Comment
-
''aap se kehduun tou kya haraj hai k agrshay taqreer me bohat kuch hota hai,josh hota hai,jazba hota hai,lakin asar nae hota.................
.................................................. ............................................
ulemaa ki taqreerain pehlay se tayar ki hui hoti hain.ratti hoti hain,thetrical hoti hain,siraf honton s edeliver hoti hain.in me DIL shamil nae hota.dil shamil na ho tou asar kesa''شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا
Comment
-
''bilkul me ne kalma parrh liya hai me b muslaman hoon lakin jan,na chahta hoon k muslman ka matlab kya hai,
tou islam pr kitaben parriye,wo bola
parrhi hai bohat parhi hainshyd issi waja se confuse hogya hoon.sese b quran aur cheez hai muslman aur cheez'
achaa phir aap tazkre parrian.....................''
continued........شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا
Comment
-
Originally posted by senorita View Postwalekumsalam
bohat acha kia ap ne ye thread shiru kia
me aik book share karna chahun gi jo me ne last days parhi or mujhe behad pasand aei....ye he Mumtaz Mufti ki...Talaash
Originally posted by ummid View Postwasalam..:rose
Robin Sharmathe Monck who sold his FerrariAllen Barbara me ke fav writer hai..
why men lie and women .. "wellbeingAutism
..
Originally posted by Xai View Postwalaikum salam
Mey aaj kal Iqbal ki Asrar-i-khudi perh rahi hun ...
The Self rises, kindles, falls, glows, breathes,
Burns, shines, walks, and flies.
Asrar-i- Khudi
Originally posted by saraah View Postwaalikum asslam
repu is urs aabi bhai..........:salam:
pr jadon deni haan ditti nae jaandi.......372-shed
wellll....me b talash parrh rahi hoon ajkal....
kitaab k shuru me mufti saab kehtay hain.....
"sachi baat yeh hai k yeh kitaab kitaab hai hi nae...me ne barri koshish ki hai k ye kitaab na ban jaye....BOOKISH na ho jaye...bojhal na ho jaye...oonchi batain na kre jo sar k oopar se guzar jhayen"
bas aabi bhai iss liye muje esi books pasand hain......filhaal itna hi baqi baad me.....
Originally posted by ummid View PostIqtebaas bhi share karne hain? me ko books mein se dekh ker type karna parega... isi liye aap kitaabein hi parh lijye... :D
Originally posted by saraah View PostTALASH.......chapter 1 se kuch....
''kitna barra almiyah hai k me 88 sal ka hogya hoon lakin aj tak meri samjh me nae aaya k musalman ka kya matlab hai...me ne ulma e din se poocha hai..islami kitaben parrhin hain.lakin bekar,alam baat ko aur uljha dete hain.kitaben falsfay chant,ti hain...
nahi nahi me ghair muslim nae hoon
me ne muslman gharanay me parwarish payi hai.
.................................................
..................................................
yaqeen kijiye parrha likha farad hoon.....
iss k bawajood meri samjh me nae aaya k muslamn ka matlab kya ahi.....''
- ISLAMI KITABAIN.........
ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا
Comment
Comment