Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Gender Issue In Friendship

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Gender Issue In Friendship

    Originally posted by lucky View Post
    right :thmbup:
    :salam:
    sigpic

    Comment

    • #32
      Re: Gender Issue In Friendship

      Originally posted by samra_khan View Post
      dard Aashna Bhi Milna Naa Mumkin Sa Hota Hai... Aaj Kal Ki Dunia Me
      Yehi Too Maslah Hai Lakin Main Nahi Manta K Asi Koi Baat Hai Kehtay Hain Ka Ager App Kesi Se Yeh Sooch K Dosti Karo Ka Es Se Mujay Faida Ho Ga Too App Kabi Us Ko Apna Acha Dost Nehi Bena Payo Ge Aru Ager App Yeh Sooch Ka Dosti Karo K App Us K Leya Kush Behter Kero Ge Too Ho Sakta Hai K Wo App K Leya Sab Se Acha Dost Sabat Ho....:)

      Yeh Mera Khayal Hai :)
      sigpic

      Comment

      • #33
        Re: Gender Issue In Friendship

        Originally posted by DIL_SE_DIL_TAK View Post
        Meray Khayal Main Musddaq Bhai App Ko Mari Baat K Kush Samaj Aai Ho Ge Samra K Es Reply Se

        Ab Dekhain App Kesy Jaan Sakta Hian Aik Net Pe Aik Phone Pe Collage Main Hata Ka Main Too Yeh Kehta Hoon Ka App Apnay Couson K Baray Main Be Nehi Jan Saktay K Wo App Se Kis Nazreya Se Dosti Kar Rehai Hai Khair Main Cousin Ke Baat Too Nehi Karta Lakin Yeh Be Kush Had Tak App Nehi Jan Saktay Aur Yeh Sab Baat Main Larka Aur Larki K Hawalay Se Ka Reha Hoon Aur Jab Tak App Ko Kesi Asi Baat Ka Pata Chalta Hai Too Behoot Dair Ho Chuki Hoti Hai.....

        Main Samjta Hoon Ka App Ko Good Luck Hai Ka App Ko Aik He Baar Main Koi Achi Dost Mil Jaye Nehi Too Loog Sari Umer Es Ke Talash Kartay Hain Lakin Un Ko Acha Aur Sacha Dost Nehi Milta:)

        mai ne jo baat kahiye hai maine apni soch ke baare mai kahiy hai, mai apne cousins se hunsi mazaq kerti hoon, ya wo mujhe kerte hain... it is like jaisy mai apne brother se hunsi mazag kerti hoon...

        mai isko aik tarah se dosti ka Naam de rahi hoon.... (shaiyed aap logou ki nazar me naa ho:donno: ) Lekin mujhe yeh lagta hai... yehi chiez DOSTI hai (opposite gender mai)

        ager Dosti iss se ziada he ( I mean apni personal feelings ka izhaar hai) to phir wo Dosti nahi hai...wo dosti se bohat agaii ki baat hai.

        Comment

        • #34
          Re: Gender Issue In Friendship

          Originally posted by musaddaq View Post
          [B][COLOR=blue]
          dost kabhi bhi talash nahi kiya jate,
          Dosti ka process kya hia, in my view its as fllows,

          insaan kahin bhi jata hai to ek rush main hota hai phir with the passage of time wahaan woh logon ko jaan'ne lagta hai or jaise jaise waqt guzerta hai to woh limited logon keh kareeb hota jata hai, or aakhir kaar ek point aata hai keh uc ki yeh community bohat limited ho jati hai may be 1,2 or three, or wohi phir ek friendship ki buniyaad banti hai jiss keh baad trust bhi aata hia, feelings bhi aati hain or relations strong bhi hote hian,

          to iss liye yeh jo time pass hai na yeh dosti nahi hai, or opposite gender mian time pass ko flirtian kehte hain,
          :thmbup: agree bilkul thik kaha

          Comment

          • #35
            Re: Gender Issue In Friendship

            Originally posted by saraah View Post
            ASSLAMOALIKUM RESPECTED MEMBERS.........:rose

            HUM ME SE BOHAT SE LOUG SAMJHTAY HAIN K DOSTI K LIYE JINS KOI MAANAY NAE RAKHTI........INSAANI IQDAAR ZAYDA VALUABLE HAIN....
            AAP NE AKSAR SUNA HOGA.....ME DOSTI MARD AURAT DEKH K NAE KRTA/KRTI........DOSTI DOSTI HOTI HAI.....ETC ETC.........

            AAP YE BATAYEN... SOCIALLY AUR PSYCOLOGICALLY.......
            .ISS SE KYA FARAQ PARRTA HAI......???
            KYA FARAQ PARRTA HAI....???
            KIYON FARAQ PARRTA HAI???

            TEEN AGERS....APNAY JAWAABAT APNAY PAAS RAKHAIN....AUR BAQI LOGON K JAWAABAT GHOR SE PARRIAHN

            BE SERIOUS N LOGICAL
            Walaikum Assalam...
            Mein ne waise bhi koi comment nahi kurna tha is topic pe372-shed

            Comment

            • #36
              Re: Gender Issue In Friendship

              its depend on ur nature, agr ap smajhte ho k ap kisi k achay dost bn sktay hain to koi farq nhi prta k dost male hy ya female qk dosti insan se hoti hy os k gender se nhi

              Comment

              • #37
                Re: Gender Issue In Friendship

                Originally posted by love4annie2005 View Post
                its depend on ur nature, agr ap smajhte ho k ap kisi k achay dost bn sktay hain to koi farq nhi prta k dost male hy ya female qk dosti insan se hoti hy os k gender se nhi

                right:thmbup:
                Gham To Likha So Likha Taqdeer ny Meri Zindagi Main

                Ye Raton Ko Der Tk Neend Na Ana Kis Gunaah Ki Saza Hai

                Comment

                • #38
                  Re: Gender Issue In Friendship

                  Originally posted by musaddaq View Post
                  Nomi dear main bhi to yehi keh raha hoon keh yeh dosti hai he nahi, to iss liye isse to yahan as dosti quote kerne ka faida he nahi hai, uss cheez pe behas ka faida he nahi hota jo keh infact kuch ho he na

                  yaar yeh main bhi tumhain jitna kuch bhi keh raha hon practical he keh raha hoon, kabhi koi larka ya larki aap ki dosti keh dermiyan nahi aa sakti, kion keh yeh koi filmi dunia nahi hai keh jaise filmoon mian pata nahi hota keh dono ek ko he pasand ker raha hain, or hamari values to yeh hain keh ager dotoon ko pata lag jaye keh aap ka dost falan mian interested hai to woh kabhi uc ko iss nazer se nahi dekhta/dekhti. yeh sab jo mian keh raha hoon bilkul ek normal insaan ki feelings hian yeh, koi supernatural insan nahi
                  MERA KEHNAY KA MATLAB THA KA DARMEYAN AANAY KA MATLAB YEH HAI KA APP KA DOST APP K PASS KHARA HAI AUR WO APP SE KUSH BAAT KARNA CHATA HAI LAKIN APP APNI KESI DOST K SAATH PHONE PE BAAT KEYA JA REHAY HOO US DOST KE BAAT NEHI SUN REHAY YEH APP KO DOST APP KO KAHI LAY K JANA CHATA HAI JO K US K LEYA BEHOOT ZAROORI HAI LAKIN APP YEH KAHTAY HOO KA MUJAY TOO AJ US SE MILNAY JANA HAI ES LEYA MAIN NEHI JA SAKTA YEH APP K DOST APP KO US LARKI KA MAMLAYA MAIN MANA KARTA HAI LAIKN APP KO WO LARKI ETNI ACHI LARTI HAI KAI APP US DOST KE BAAT KO NEHI MANTAY....:)
                  MAIN ES LEHAZ SE BAAT KAR REHA THA AUR YEH HAKAKAT HAI BEHOOT SE ASI BATAIN MAIN SUN CHUKA HOON :)

                  Originally posted by musaddaq View Post
                  dost kabhi bhi talash nahi kiya jate,
                  Dosti ka process kya hia, in my view its as fllows,

                  insaan kahin bhi jata hai to ek rush main hota hai phir with the passage of time wahaan woh logon ko jaan'ne lagta hai or jaise jaise waqt guzerta hai to woh limited logon keh kareeb hota jata hai, or aakhir kaar ek point aata hai keh uc ki yeh community bohat limited ho jati hai may be 1,2 or three, or wohi phir ek friendship ki buniyaad banti hai jiss keh baad trust bhi aata hia, feelings bhi aati hain or relations strong bhi hote hian,
                  APP KO ES BAAT KO MAIN AJ KA DOAR K HESAAB SE 30% BE DRUST NEHI KAHTA KEU KA AJ KUL APP JIN LOOGOON SE MILTAY HO YA JIN K PASS REHTAY HOO WO AGAR APP SE DOSTI KARAIN GE TOO APP MIAN KUSH KHASS DAKHAIN GE TOO KARAIN GA WARNA NEHI KERAIN GE ES K BAR AKS AGAR APP NET KE DOSTI YA PHONE K DOSTI K BAAT KARO TOO WO US SE BEHTER HA KEU KA US MAIN JO APP SE DOSTI KARAY GA WO APP BAATOON KO SUNAY GA APP K KHAYALLAT PARAY GA NA KA YEH KA APP K PASS KEYA HAI APP DIKHNAY MAIN KESAY HO ETC. :)

                  Originally posted by musaddaq View Post
                  to iss liye yeh jo time pass hai na yeh dosti nahi hai, or opposite gender mian time pass ko flirtian kehte hain,
                  G BELKUL THEAK KAHA APP NE:thmbup:

                  LAKIN JAB TAK YEH PATA HA KA YEH FLIRTIAN HAI TAB TAK BEHOOT DAIR HO JATI HAI:donno:
                  sigpic

                  Comment

                  • #39
                    Re: Gender Issue In Friendship

                    Originally posted by Samra_Khan View Post
                    mai ne jo baat kahiye hai maine apni soch ke baare mai kahiy hai, mai apne cousins se hunsi mazaq kerti hoon, ya wo mujhe kerte hain... it is like jaisy mai apne brother se hunsi mazag kerti hoon...

                    mai isko aik tarah se dosti ka Naam de rahi hoon.... (shaiyed aap logou ki nazar me naa ho:donno: ) Lekin mujhe yeh lagta hai... yehi chiez DOSTI hai (opposite gender mai)

                    ager Dosti iss se ziada he ( I mean apni personal feelings ka izhaar hai) to phir wo Dosti nahi hai...wo dosti se bohat agaii ki baat hai.
                    :clap:WELL BEHOOT ACHI BAAT KEHA APP NE SAMRA G HAAN YEH KAH SAKTAY HAIN APP APNAY COUSINS K BARYA MAIN LAIK KESI DUSRAY PERSON K BARY MAIN APP YEH BAAT NEHI KAR SAKTAY KEUA KA HO SAKTA HAI K APP KA NAZDEEK YEH AIK DOSTI HE HOO LAIKN US K NAZDEEK NA HO:donno:
                    sigpic

                    Comment

                    • #40
                      Re: Gender Issue In Friendship

                      Originally posted by musaddaq View Post
                      in my view, faraq perrta hai, kion keh same gender mian dosti ki feelings kuch or hoti hian, un mian relation ki values bhi totally different hoti hian,
                      or jo log yeh kehta hain keh koi faraq nahi perrta bilkul ghalat kehte hian, kion keh dono ki demands he bilkul different hoti hian, dono ka point of view he different hota hai,
                      haan jahan tak yeh sawal hai keh dosti kerni chahia ya nahi yeh ek alag behas hai jiss mian bohat c social, religious cheezain aati hain,
                      lakin ek cheez to bilkul clear hai keh different gender mian dosti waisi nahi hoti jaise keh ek he gender main hoti hia
                      Originally posted by Samra_Khan View Post
                      Hum akser aisy bhi sunte aur dehkte hain ke male aur female ki dosti ... akhir dosti nahi rehti blqe kuch aur ban jaati he ....

                      Yeh to aik system hai jo natural hai ke . insaan humesha opposite gender se attract hota hai ... aur wo qudrati tor per doosre ko passand ki nigaah se dehke ga.

                      isliye meri nazar me jo log yeh kehte hain kai dosti dono se aik jaise hi hoti hai, wo Ghalat kehte hain :donno: aisa Mumkin nahi :rose

                      Red highlighted ke siwa mein her baat se agree kerta hoon
                      :thmbup:

                      Comment

                      • #41
                        Re: Gender Issue In Friendship

                        :rose

                        Comment

                        • #42
                          Re: Gender Issue In Friendship

                          walekumsalam

                          jesi dosti same gender me ho sakti he wese opposite me nahi ho sakti......jese meri frineds larkiyan hen to wo mere ghar ati hen..me jati hon....ham bohat sari baten share karte hen....kisi ko hmare milne par etraz nahi hota....na hamara deen hamen rokta he na hamara moashra....is k bar aks ager koi larka dost bnaun to372-shock.......kitni na mumkin baat lagti he:lahoul
                          haan yahan net par ham male n female ki takhsees keay bina kehte hen ham sab friends hen.....gup shup bhi karte hen...yahan tak mumkin he....lekin aam life me....no way:na:

                          Comment

                          • #43
                            Re: Gender Issue In Friendship

                            Originally posted by senorita View Post

                            372-hahabohat shukriya
                            :thmbup:

                            Comment

                            • #44
                              Re: Gender Issue In Friendship

                              Originally posted by munda_sialkoty View Post
                              372-hahabohat shukriya
                              kis baat ka?:embarasse

                              Comment

                              • #45
                                Re: Gender Issue In Friendship

                                Originally posted by senorita View Post
                                walekumsalam

                                jesi dosti same gender me ho sakti he wese opposite me nahi ho sakti......jese meri frineds larkiyan hen to wo mere ghar ati hen..me jati hon....ham bohat sari baten share karte hen....kisi ko hmare milne par etraz nahi hota....na hamara deen hamen rokta he na hamara moashra....is k bar aks ager koi larka dost bnaun to372-shock.......kitni na mumkin baat lagti he:lahoul
                                haan yahan net par ham male n female ki takhsees keay bina kehte hen ham sab friends hen.....gup shup bhi karte hen...yahan tak mumkin he....lekin aam life me....no way:na:
                                :thmbup::salam:
                                sigpic

                                Comment

                                Working...
                                X