Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Gender Issue In Friendship

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: Gender Issue In Friendship

    Originally posted by senorita View Post
    kis baat ka?:embarasse
    yahi ke tumharay views mazay kay thay
    :thmbup:

    Comment


    • #47
      Re: Gender Issue In Friendship

      Originally posted by munda_sialkoty View Post
      yahi ke tumharay views mazay kay thay
      achaa...sun kar khushi hui:hehe:

      Comment


      • #48
        Re: Gender Issue In Friendship

        Originally posted by senorita View Post
        achaa...sun kar khushi hui:hehe:
        mujay bhi bohat khushKI hui 372-haha
        :thmbup:

        Comment


        • #49
          Re: Gender Issue In Friendship

          Originally posted by dil_se_dil_tak View Post
          :thmbup::salam:
          :d:

          Comment


          • #50
            Re: Gender Issue In Friendship

            Originally posted by munda_sialkoty View Post
            mujay bhi bohat khushKI hui 372-haha
            :embarasse

            Comment


            • #51
              Re: Gender Issue In Friendship

              Mere khyal me Oposit jins se dosti us tarha se hamare muashre main nahin ho sakti...jis tarha same jin se hoti hai.... aur agar ho bhi jaey tu hamara muashra us ko accept nahien kerta .... friend ship me bhot see chaizain share kerni prti hain aur kuch cheezain aisi hain jo female male s ya male female se nahien share ker sakte
              sigpic

              Comment


              • #52
                Re: Gender Issue In Friendship

                Originally posted by saraah View Post
                ASSLAMOALIKUM RESPECTED MEMBERS.........:rose

                HUM ME SE BOHAT SE LOUG SAMJHTAY HAIN K DOSTI K LIYE JINS KOI MAANAY NAE RAKHTI........INSAANI IQDAAR ZAYDA VALUABLE HAIN....
                AAP NE AKSAR SUNA HOGA.....ME DOSTI MARD AURAT DEKH K NAE KRTA/KRTI........DOSTI DOSTI HOTI HAI.....ETC ETC.........

                AAP YE BATAYEN... SOCIALLY AUR PSYCOLOGICALLY.......
                .ISS SE KYA FARAQ PARRTA HAI......???
                KYA FARAQ PARRTA HAI....???
                KIYON FARAQ PARRTA HAI???

                TEEN AGERS....APNAY JAWAABAT APNAY PAAS RAKHAIN....AUR BAQI LOGON K JAWAABAT GHOR SE PARRIAHN

                BE SERIOUS N LOGICAL
                Walaikum salam Sarah!

                Sabhi ney achey points pey baat ki hai. Merey nazdeeq Islam ney hamein seedhi seedhi si kuch limits di hein jiss key baad mera nahi khayal key kuch kehney ko baqi rehta hai.
                " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                Comment


                • #53
                  Re: Gender Issue In Friendship

                  ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                  Comment


                  • #54
                    Re: Gender Issue In Friendship

                    Originally posted by musaddaq View Post
                    in my view, faraq perrta hai, kion keh same gender mian dosti ki feelings kuch or hoti hian, un mian relation ki values bhi totally different hoti hian,
                    or jo log yeh kehta hain keh koi faraq nahi perrta bilkul ghalat kehte hian, kion keh dono ki demands he bilkul different hoti hian, dono ka point of view he different hota hai,
                    haan jahan tak yeh sawal hai keh dosti kerni chahia ya nahi yeh ek alag behas hai jiss mian bohat c social, religious cheezain aati hain,
                    lakin ek cheez to bilkul clear hai keh different gender mian dosti waisi nahi hoti jaise keh ek he gender main hoti hia
                    Very nice! Main bhi yahee kehnay wala tha...jo aap nay already keh dia. Keep it up.:thmbup:


                    Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

                    Comment


                    • #55
                      Re: Gender Issue In Friendship

                      Originally posted by saraah View Post
                      ASSLAMOALIKUM RESPECTED MEMBERS.........:rose

                      HUM ME SE BOHAT SE LOUG SAMJHTAY HAIN K DOSTI K LIYE JINS KOI MAANAY NAE RAKHTI........INSAANI IQDAAR ZAYDA VALUABLE HAIN....
                      AAP NE AKSAR SUNA HOGA.....ME DOSTI MARD AURAT DEKH K NAE KRTA/KRTI........DOSTI DOSTI HOTI HAI.....ETC ETC.........

                      AAP YE BATAYEN... SOCIALLY AUR PSYCOLOGICALLY.......
                      .ISS SE KYA FARAQ PARRTA HAI......???
                      KYA FARAQ PARRTA HAI....???
                      KIYON FARAQ PARRTA HAI???

                      TEEN AGERS....APNAY JAWAABAT APNAY PAAS RAKHAIN....AUR BAQI LOGON K JAWAABAT GHOR SE PARRIAHN


                      BE SERIOUS N LOGICAL
                      meray dost aisay bhi hain jin ki female dost nahi jab itefaaq se female se baat karte hain tu kaanpnay lagtay hain mathay per paseena aajata hai....:khi:
                      barhaal faraq parta hai..... aur girls kay saath dosti zaroori hoti hai iss se insaan bahut achi cheezein seekhta hai lakin aksar female ki dosti muhabbat per khatam hoti hai......
                      :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

                      Comment


                      • #56
                        Re: Gender Issue In Friendship

                        aap sab ka bohat shukria...........aap ne apni qeemti araa se nawaaza...aur mostly members ne mussadaq ko qoute kiya...so thanks 4 sharing ur views mussadaq:thmbup:

                        majority ki raye se sabit hota hai k males female dosti masayal peda kr sakri hai....agar limits ka tayyun na kiya jaye tou....right....
                        aur ISLAM b yehi kehta hai.......jo k mukammal zaabta hayaat hai........:alhamd:

                        prayers 4 all of u...........:salam:


                        Originally posted by musaddaq View Post
                        in my view, faraq perrta hai, kion keh same gender mian dosti ki feelings kuch or hoti hian, un mian relation ki values bhi totally different hoti hian,
                        or jo log yeh kehta hain keh koi faraq nahi perrta bilkul ghalat kehte hian, kion keh dono ki demands he bilkul different hoti hian, dono ka point of view he different hota hai,
                        haan jahan tak yeh sawal hai keh dosti kerni chahia ya nahi yeh ek alag behas hai jiss mian bohat c social, religious cheezain aati hain,
                        lakin ek cheez to bilkul clear hai keh different gender mian dosti waisi nahi hoti jaise keh ek he gender main hoti hia
                        Last edited by saraah; 23 February 2009, 11:33.
                        شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                        Comment


                        • #57
                          Re: Gender Issue In Friendship

                          Originally posted by ummid View Post
                          :rose
                          agreed..........:thmbup:
                          شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                          Comment


                          • #58
                            Re: Gender Issue In Friendship

                            Originally posted by saraah View Post
                            aap sab ka bohat shukria...........aap ne apni qeemti araa se nawaaza...aur mostly members ne mussadaq ko qoute kiya...so thanks 4 sharing ur views mussadaq:thmbup:

                            majority ki raye se sabit hota hai k males female dosti masayal peda kr sakri hai....agar limits ka tayyun na kiya jaye tou....right....
                            aur ISLAM b yehi kehta hai.......jo k mukammal zaabta hayaat hai........:alhamd:

                            prayers 4 all of u...........:salam:
                            agar aap yeh kahna chahti hain k islam mein male female ki dosti jaiz hai agar limits tayyun kiye jain tu...... tu phir aap jee galat kah rahi hain aur iss mouzu ko kisi alam se aap discuss karlein....... 372-scare
                            :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

                            Comment


                            • #59
                              Re: Gender Issue In Friendship

                              Originally posted by rehman View Post
                              agar aap yeh kahna chahti hain k islam mein male female ki dosti jaiz hai agar limits tayyun kiye jain tu...... tu phir aap jee galat kah rahi hain aur iss mouzu ko kisi alam se aap discuss karlein....... 372-scare
                              ///

                              dono alag batain thin mr rehman......
                              me aalam fazil tou nae.....lakin basic cheezon ka ilam hai muje.........:alhamd:
                              شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                              Comment


                              • #60
                                Re: Gender Issue In Friendship

                                Originally posted by saraah View Post
                                ///

                                dono alag batain thin mr rehman......
                                me aalam fazil tou nae.....lakin basic cheezon ka ilam hai muje.........:alhamd:
                                :jazak:aap islam kay buniyadi baatein janti hain.....:thmbup: wese ab bhi mein tayyun wali baat per agreed nahi............ 372-shock
                                :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

                                Comment

                                Working...
                                X