Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Gender Issue In Friendship

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Gender Issue In Friendship

    Originally posted by Samra_Khan View Post
    thankss :salam:
    u r always come come:khi:

    Comment


    • #17
      Re: Gender Issue In Friendship

      Originally posted by Samra_Khan View Post
      Hum akser aisy bhi sunte aur dehkte hain ke male aur female ki dosti ... akhir dosti nahi rehti blqe kuch aur ban jaati he ....

      Yeh to aik system hai jo natural hai ke . insaan humesha opposite gender se attract hota hai ... aur wo qudrati tor per doosre ko passand ki nigaah se dehke ga.


      isliye meri nazar me jo log yeh kehte hain kai dosti dono se aik jaise hi hoti hai, wo Ghalat kehte hain :donno: aisa Mumkin nahi :rose
      DAIKHAIN SAMRA G APP ETNA BATAIN K DOSTI HOTI KAYA HAI DOSTI K LEYA KESI K DIL MAIN SACHI HONA ZAROORI HOTA HAI WO CHAHAY LARKA HO YA LARKI HAAN YEH BAAT APP KE THEAK HAI K OPPOSITE GENDER SE DOSTI MAIN KUSH FARIQ HOTA HAI LAKIN APP KEYA SAMAJTI HAIN K HER KOI JO KESI OPPOSITE GENDER SA DOSTI KARTA HAI US KE DOSTI KUSH AUR BAN JATI HAI MAIN NEHI MANTA INSAAN AJ KUL TOO BEHOOT SE LOOGON SE DOSTI KARTA HAI AIK LARKA 3,4 LARKIOON SE YEH ES SE BE ZAYADA LAKIN KEYA US KE SAB DOSTI KUSH AUR BAN JATI HAI AUR ESI TARHA AIK LARKI BE 3,4 YEH ES SEY ZAYADA TOO KEYA WO B?:mm:
      sigpic

      Comment


      • #18
        Re: Gender Issue In Friendship

        Originally posted by Samra_Khan View Post
        soch per bhi depend kerta hai, lekin pehle to yeh samjhna Zaroori hai kai Aapki Nazar mai Dosti kiya hai?
        DOSTI AIK ASA RISHTA HAI JO HER LALACH SE PAAK HOTA HAI AGAR KESI DOSTI MAIN LALACH HO TOO WO DOSTI NEHI REHTI DOKHA HOTA HAI DUSRAY K SAATH:donno:
        sigpic

        Comment


        • #19
          Re: Gender Issue In Friendship

          Originally posted by DIL_SE_DIL_TAK View Post
          DAIKHAIN SAMRA G APP ETNA BATAIN K DOSTI HOTI KAYA HAI DOSTI K LEYA KESI K DIL MAIN SACHI HONA ZAROORI HOTA HAI WO CHAHAY LARKA HO YA LARKI HAAN YEH BAAT APP KE THEAK HAI K OPPOSITE GENDER SE DOSTI MAIN KUSH FARIQ HOTA HAI LAKIN APP KEYA SAMAJTI HAIN K HER KOI JO KESI OPPOSITE GENDER SA DOSTI KARTA HAI US KE DOSTI KUSH AUR BAN JATI HAI MAIN NEHI MANTA INSAAN AJ KUL TOO BEHOOT SE LOOGON SE DOSTI KARTA HAI AIK LARKA 3,4 LARKIOON SE YEH ES SE BE ZAYADA LAKIN KEYA US KE SAB DOSTI KUSH AUR BAN JATI HAI AUR ESI TARHA AIK LARKI BE 3,4 YEH ES SEY ZAYADA TOO KEYA WO B?:mm:
          Yaar dekho it depends keh jiss se tum dosti ker raha ho woh aage se kaisa/kaisi hai, ager to woh bhi issi tarah kayion se dostian ker raha hain to phir to u can say keh there is no sinceirty, ab yeh na kehna keh ek se zaida dost kion nahi ho sakte, samra ne jo point kaha hai woh bilkul theek hia,
          or jo banda iss ko deny kerta hai woh jhoot bol raha hai

          Comment


          • #20
            Re: Gender Issue In Friendship

            Originally posted by Samra_Khan View Post
            Hum akser aisy bhi sunte aur dehkte hain ke male aur female ki dosti ... akhir dosti nahi rehti blqe kuch aur ban jaati he ....

            Yeh to aik system hai jo natural hai ke . insaan humesha opposite gender se attract hota hai ... aur wo qudrati tor per doosre ko passand ki nigaah se dehke ga.


            isliye meri nazar me jo log yeh kehte hain kai dosti dono se aik jaise hi hoti hai, wo Ghalat kehte hain :donno: aisa Mumkin nahi :rose
            agreeeeee:thmbup:
            Gham To Likha So Likha Taqdeer ny Meri Zindagi Main

            Ye Raton Ko Der Tk Neend Na Ana Kis Gunaah Ki Saza Hai

            Comment


            • #21
              Re: Gender Issue In Friendship

              Originally posted by DIL_SE_DIL_TAK View Post
              DAIKHAIN SAMRA G APP ETNA BATAIN K DOSTI HOTI KAYA HAI DOSTI K LEYA KESI K DIL MAIN SACHI HONA ZAROORI HOTA HAI WO CHAHAY LARKA HO YA LARKI HAAN YEH BAAT APP KE THEAK HAI K OPPOSITE GENDER SE DOSTI MAIN KUSH FARIQ HOTA HAI LAKIN APP KEYA SAMAJTI HAIN K HER KOI JO KESI OPPOSITE GENDER SA DOSTI KARTA HAI US KE DOSTI KUSH AUR BAN JATI HAI MAIN NEHI MANTA INSAAN AJ KUL TOO BEHOOT SE LOOGON SE DOSTI KARTA HAI AIK LARKA 3,4 LARKIOON SE YEH ES SE BE ZAYADA LAKIN KEYA US KE SAB DOSTI KUSH AUR BAN JATI HAI AUR ESI TARHA AIK LARKI BE 3,4 YEH ES SEY ZAYADA TOO KEYA WO B?:mm:

              dosti kaisi hai... internet per hai, phone per hai...college mai hai, ya kahien aur hai ... iss se to koi farq nahi parta... dosti kis qisam ki hai yeh depend kerta hai...

              u know..what i think... cousins mai bhi dosti hoti hai... class mai bhi dosti hoti hai... Jaha Dosti mai RESPECT hota he, wo dosti koi bura result nahi laati ..
              Last edited by *Samra*; 20 February 2009, 13:19.

              Comment


              • #22
                Re: Gender Issue In Friendship

                Originally posted by musaddaq View Post
                nomi Mujhe Tumhari Sab Batoon Se Shadeed Ikhtilaaf Hai

                pehli Baat Keh Dosti Ki Kion Jati Hia, Yeh Time Pass Nahi Hota, Ok, Make This Thing Very Clear,
                Musddaq Bhai Behoot Se Asay Loog Hain Jo Dosti Sirf Apna Time Guzarnay K Leya Kartay Hain Un K Leya Dosti Sirf Yeh Hoti Hai K Farig Time Main Un K Pass Koi Bathne Wala Ho Aur Kush Nehi
                Originally posted by musaddaq View Post
                dossri Jo Tum En Kaha Keh Khush Kismat Insaan Keh Liya Maanii Nahi Hote Yeh Bhi Bilkul Ghalat Hia,
                Es Baat Ke Tashree App Kar Dain Too Main Pher App Ko Coments Deta Hoon App Ke Baat Ka Keu K Mujay App Ke Baat Ke Samaj Nahi Ai K App Keya Kahna Chatay Hain


                Originally posted by musaddaq View Post
                dosti Sirf Dosti Hoti Hai, Or Dost Dukh, Sukh, Khushi Ghami Sab Main Ek Jaise He Rehta Hain,
                Keya App Ne Kabi Dekaha Hai Ka Her Koi Es Baat Pe Amal Karta Hai Jo App Ne Lekha Hai Aj Kal Too Behoot Se Batain Asi Sunnay Main Hain K Do Dostoon K Darmayaan Aik Larki Aa Jaye Too Wo Sab Kush Bool Jatay Hain Dost Ko Milna Too Door Daikhna Be Gavara Nehi Kartay Too App Kis Dosti Ke Baat Kartay Hain
                Originally posted by musaddaq View Post
                tum Ne Koi Aisi Ground Nahi Di Keh Jo Proof Kera Keh Iss Se Koi Faraq Nahi Perrta Feelings Wise...
                Sirf Aik Choti Se Baat Karu Ga Jo Main Ne Note Ke Hai

                Zindgi Main Kabi Kesi Insan Ke Talash Main Na Neklo Dost Mat Talash Karo Dard Aashna Talash Kero Keu K Dost Too Behoot Mil Jatay Hain Dard Aashna Nehi Miltay Jo Tumharay Dil K Ander Tak Goos K Tumharay Dukh Ka Saray Kantay Chun Sakain:)
                sigpic

                Comment


                • #23
                  Re: Gender Issue In Friendship

                  Originally posted by musaddaq View Post
                  in my view, faraq perrta hai, kion keh same gender mian dosti ki feelings kuch or hoti hian, un mian relation ki values bhi totally different hoti hian,
                  or jo log yeh kehta hain keh koi faraq nahi perrta bilkul ghalat kehte hian, kion keh dono ki demands he bilkul different hoti hian, dono ka point of view he different hota hai,
                  haan jahan tak yeh sawal hai keh dosti kerni chahia ya nahi yeh ek alag behas hai jiss mian bohat c social, religious cheezain aati hain,
                  lakin ek cheez to bilkul clear hai keh different gender mian dosti waisi nahi hoti jaise keh ek he gender main hoti hia
                  Walaikum asalam,

                  100% mera bhi yehi khiyal hai, very well answered :thmbup:


                  Comment


                  • #24
                    Re: Gender Issue In Friendship

                    Originally posted by itfreak View Post
                    Walaikum asalam,

                    100% mera bhi yehi khiyal hai, very well answered :thmbup:
                    Thanks janab:)

                    Comment


                    • #25
                      Re: Gender Issue In Friendship

                      Originally posted by DIL_SE_DIL_TAK View Post
                      Zindgi Main Kabi Kesi Insan Ke Talash Main Na Neklo Dost Mat Talash Karo Dard Aashna Talash Kero Keu K Dost Too Behoot Mil Jatay Hain Dard Aashna Nehi Miltay Jo Tumharay Dil K Ander Tak Goos K Tumharay Dukh Ka Saray Kantay Chun Sakain:)
                      right :thmbup:
                      Gham To Likha So Likha Taqdeer ny Meri Zindagi Main

                      Ye Raton Ko Der Tk Neend Na Ana Kis Gunaah Ki Saza Hai

                      Comment


                      • #26
                        Re: Gender Issue In Friendship

                        Originally posted by DIL_SE_DIL_TAK View Post

                        Sirf Aik Choti Se Baat Karu Ga Jo Main Ne Note Ke Hai

                        Zindgi Main Kabi Kesi Insan Ke Talash Main Na Neklo Dost Mat Talash Karo Dard Aashna Talash Kero Keu K Dost Too Behoot Mil Jatay Hain Dard Aashna Nehi Miltay Jo Tumharay Dil K Ander Tak Goos K Tumharay Dukh Ka Saray Kantay Chun Sakain:)

                        dard aashna bhi milna naa mumkin sa hota hai... aaj kal ki dunia me
                        Last edited by *Samra*; 20 February 2009, 13:24.

                        Comment


                        • #27
                          Re: Gender Issue In Friendship

                          Originally posted by saraah View Post
                          ASSLAMOALIKUM RESPECTED MEMBERS.........:rose

                          HUM ME SE BOHAT SE LOUG SAMJHTAY HAIN K DOSTI K LIYE JINS KOI MAANAY NAE RAKHTI........INSAANI IQDAAR ZAYDA VALUABLE HAIN....
                          AAP NE AKSAR SUNA HOGA.....ME DOSTI MARD AURAT DEKH K NAE KRTA/KRTI........DOSTI DOSTI HOTI HAI.....ETC ETC.........

                          AAP YE BATAYEN... SOCIALLY AUR PSYCOLOGICALLY.......
                          .ISS SE KYA FARAQ PARRTA HAI......???
                          KYA FARAQ PARRTA HAI....???
                          KIYON FARAQ PARRTA HAI???

                          TEEN AGERS....APNAY JAWAABAT APNAY PAAS RAKHAIN....AUR BAQI LOGON K JAWAABAT GHOR SE PARRIAHN


                          BE SERIOUS N LOGICAL
                          waleikum assalam
                          :mm:

                          Comment


                          • #28
                            Re: Gender Issue In Friendship

                            Originally posted by samra_khan View Post
                            dosti Kaisi Hai... Internet Per Hai, Phone Per Hai...college Mai Hai, Ya Kahien Aur Hai ... Iss Se To Koi Farq Nahi Parta... Dosti Kis Qisam Ki Hai Yeh Depend Kerta Hai...

                            U Know..what I Think... Cousins Mai Bhi Dosti Hoti Hai... Class Mai Bhi Dosti Hoti Hai... Jaha Dosti Mai Respect Hota He, Wo Dosti Koi Bura Result Nahi Laati ..
                            Originally posted by musaddaq View Post
                            yaar Dekho It Depends Keh Jiss Se Tum Dosti Ker Raha Ho Woh Aage Se Kaisa/kaisi Hai, Ager To Woh Bhi Issi Tarah Kayion Se Dostian Ker Raha Hain To Phir To U Can Say Keh There Is No Sinceirty, Ab Yeh Na Kehna Keh Ek Se Zaida Dost Kion Nahi Ho Sakte, Samra Ne Jo Point Kaha Hai Woh Bilkul Theek Hia,
                            Or Jo Banda Iss Ko Deny Kerta Hai Woh Jhoot Bol Raha Hai
                            Meray Khayal Main Musddaq Bhai App Ko Mari Baat K Kush Samaj Aai Ho Ge Samra K Es Reply Se

                            Ab Dekhain App Kesy Jaan Sakta Hian Aik Net Pe Aik Phone Pe Collage Main Hata Ka Main Too Yeh Kehta Hoon Ka App Apnay Couson K Baray Main Be Nehi Jan Saktay K Wo App Se Kis Nazreya Se Dosti Kar Rehai Hai Khair Main Cousin Ke Baat Too Nehi Karta Lakin Yeh Be Kush Had Tak App Nehi Jan Saktay Aur Yeh Sab Baat Main Larka Aur Larki K Hawalay Se Ka Reha Hoon Aur Jab Tak App Ko Kesi Asi Baat Ka Pata Chalta Hai Too Behoot Dair Ho Chuki Hoti Hai.....

                            Main Samjta Hoon Ka App Ko Good Luck Hai Ka App Ko Aik He Baar Main Koi Achi Dost Mil Jaye Nehi Too Loog Sari Umer Es Ke Talash Kartay Hain Lakin Un Ko Acha Aur Sacha Dost Nehi Milta:)
                            sigpic

                            Comment


                            • #29
                              Re: Gender Issue In Friendship

                              Originally posted by DIL_SE_DIL_TAK View Post
                              Musddaq Bhai Behoot Se Asay Loog Hain Jo Dosti Sirf Apna Time Guzarnay K Leya Kartay Hain Un K Leya Dosti Sirf Yeh Hoti Hai K Farig Time Main Un K Pass Koi Bathne Wala Ho Aur Kush Nehi
                              Nomi dear main bhi to yehi keh raha hoon keh yeh dosti hai he nahi, to iss liye isse to yahan as dosti quote kerne ka faida he nahi hai, uss cheez pe behas ka faida he nahi hota jo keh infact kuch ho he na

                              Originally posted by DIL_SE_DIL_TAK View Post
                              Es Baat Ke Tashree App Kar Dain Too Main Pher App Ko Coments Deta Hoon App Ke Baat Ka Keu K Mujay App Ke Baat Ke Samaj Nahi Ai K App Keya Kahna Chatay Hain


                              Originally posted by DIL_SE_DIL_TAK View Post
                              Keya App Ne Kabi Dekaha Hai Ka Her Koi Es Baat Pe Amal Karta Hai Jo App Ne Lekha Hai Aj Kal Too Behoot Se Batain Asi Sunnay Main Hain K Do Dostoon K Darmayaan Aik Larki Aa Jaye Too Wo Sab Kush Bool Jatay Hain Dost Ko Milna Too Door Daikhna Be Gavara Nehi Kartay Too App Kis Dosti Ke Baat Kartay Hain
                              yaar yeh main bhi tumhain jitna kuch bhi keh raha hon practical he keh raha hoon, kabhi koi larka ya larki aap ki dosti keh dermiyan nahi aa sakti, kion keh yeh koi filmi dunia nahi hai keh jaise filmoon mian pata nahi hota keh dono ek ko he pasand ker raha hain, or hamari values to yeh hain keh ager dotoon ko pata lag jaye keh aap ka dost falan mian interested hai to woh kabhi uc ko iss nazer se nahi dekhta/dekhti. yeh sab jo mian keh raha hoon bilkul ek normal insaan ki feelings hian yeh, koi supernatural insan nahi
                              Originally posted by DIL_SE_DIL_TAK View Post
                              Sirf Aik Choti Se Baat Karu Ga Jo Main Ne Note Ke Hai

                              Zindgi Main Kabi Kesi Insan Ke Talash Main Na Neklo Dost Mat Talash Karo Dard Aashna Talash Kero Keu K Dost Too Behoot Mil Jatay Hain Dard Aashna Nehi Miltay Jo Tumharay Dil K Ander Tak Goos K Tumharay Dukh Ka Saray Kantay Chun Sakain:)
                              dost kabhi bhi talash nahi kiya jate,
                              Dosti ka process kya hia, in my view its as fllows,

                              insaan kahin bhi jata hai to ek rush main hota hai phir with the passage of time wahaan woh logon ko jaan'ne lagta hai or jaise jaise waqt guzerta hai to woh limited logon keh kareeb hota jata hai, or aakhir kaar ek point aata hai keh uc ki yeh community bohat limited ho jati hai may be 1,2 or three, or wohi phir ek friendship ki buniyaad banti hai jiss keh baad trust bhi aata hia, feelings bhi aati hain or relations strong bhi hote hian,


                              to iss liye yeh jo time pass hai na yeh dosti nahi hai, or opposite gender mian time pass ko flirtian kehte hain,

                              Comment


                              • #30
                                Re: Gender Issue In Friendship

                                me leaving now for one meeting, baki baat iss topic pe next time keroon ga,:)

                                Comment

                                Working...
                                X