Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
ager yeh sab Naa hota
Collapse
X
-
-
-
Re: ager yeh sab Naa hota
Originally posted by Samra_Khan View PostSalam dear friends
aap se sawal he kai ager (aajkal ke zamaane mai bhi) Internet , Phone , Mobile na hota to aap kiya kerte ?
:eye:
Kiya aap kisi se baat kerne kai liye itniiiii dooor dooor tak safar kerte ?
aur sara Din kaise guzaarte?
Ilm haasil kerne kai liye kaha kaha maare pihrte :khi: :D:
:rose
ab aise he tumhare question ka answer hai keh yeh koi purani baat nahi hai keh 70s tak yeh facilities thin he nahi, to tab sab he bada cha way main guzara kerta tha, bulkeh in my view jab se yeh sab cheezain aayi hian insaan keh social problems bohat complex ho gaya hian, ek race chal parri hia doosroon ko peecha dikhane ki,
to in my view ager yeh cheezain na hotin to insaan zaida khush or satisfied tha or materialism bhi kam hoti
Comment
-
Re: ager yeh sab Naa hota
Originally posted by musaddaq View PostDekho samra chote hote se ek question jo akser mujh se pocha gaya keh ager pani na hota to hum kya kerta, to main akser kehta keh Allah Talah ne zahir hai phir uc ki need bhi nahi banani thi or ya phir kuch alternate hota,
ab aise he tumhare question ka answer hai keh yeh koi purani baat nahi hai keh 70s tak yeh facilities thin he nahi, to tab sab he bada cha way main guzara kerta tha, bulkeh in my view jab se yeh sab cheezain aayi hian insaan keh social problems bohat complex ho gaya hian, ek race chal parri hia doosroon ko peecha dikhane ki,
to in my view ager yeh cheezain na hotin to insaan zaida khush or satisfied tha or materialism bhi kam hoti
yeh baat aap ne achi ki kai social prob. ziada hogai hain.
muqabla aik doosre ka chizou me... koi yeh nahi sochta jin kai pass khane ko khana nahi , paani nahi, kapre nahi...unki kiya zindagi hai?/
Comment
Comment