Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

ager yeh sab Naa hota

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: ager yeh sab Naa hota

    Originally posted by Muhammad Ali Jawad View Post
    Mera khayal hai...insaan halat k mutabiq adjust ho jata hai..hamar fore father k door main ye sab cheezian nahi thee phir bhi ilm k muamlay main un ki maloomat hum say ziada hain...koi na koi tu source hota hi hai communication ka apsa main.

    Main jab fsc / b.com (aaj say 13/14 saal pehlay) main tha...uss waqat na mobile tha aur na internat..lykin phir bhi different sources k through hum loog information hasil kerta rahey.

    Originally posted by MuQadas View Post
    :) walikum salam
    jaysay pehlay log jia kartay thay ham bhi waisay hi jeetay us dor main bhi logon kuch mashgil howa kartay thay aur woh us main khush thay
    Originally posted by *Rida* View Post
    W Salam
    jaisay pehlay sab in cheezooN kay baghir zindgi guzartay thay ...waisay hi ham bhi guzar laitay ..... waisay abhi bhi is zamanay mein kuch loag aisay hain jo in saholiyaat ka istemal gunah samajhtay hain.... Aamish tribe etc.....
    jaisay woh sari asaaishaat kay baghir zinda hain ....ham bhi reh laitay.....
    jaisay ab light chali jati hai tu sab aisay kamooN mein masroof ho jatay hian....jo electricity kay baghir bhi kiye ja saktay hain.... sab ghar walay khoob sari batain karti hain.....ya ghar ka koi kaam... ya koi game etc.... aisi hi zindgi guzar jati....:D

    :rose

    Comment

    • #17
      Re: ager yeh sab Naa hota

      Originally posted by saraah View Post
      WASLAAM
      MUJE KO DABOYA MERE HONAY NE
      ME NA HOTA TOU KAY HOTA..............

      SHER GALAT HOSKTA HAI.........BT GALTI PE NA JAYEN......FORI TOR PE YEHI JAWAAB BAN PARRA.........shysmile
      :wk

      :rose

      Comment

      • #18

        acha jawab hai:khi:

        Comment

        • #19
          Re: ager yeh sab Naa hota

          Originally posted by Samra_Khan View Post
          :wk

          :rose
          Originally posted by MuQadas View Post
          acha jawab hai:khi:

          adaab
          شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

          Comment

          • #20
            Re: ager yeh sab Naa hota

            Originally posted by saraah View Post
            adaab
            saraah dear ... :kr: yeh aap waiter kiou ban jaati ho lolz

            Comment

            • #21
              Re: ager yeh sab Naa hota

              Originally posted by Samra_Khan View Post
              saraah dear ... :kr: yeh aap waiter kiou ban jaati ho lolz

              kiyon k me ek arsay se wait kr rahi hoon.............:lpop:
              شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

              Comment

              • #22
                Re: ager yeh sab Naa hota

                Originally posted by Samra_Khan View Post
                saraah dear ... :kr: yeh aap waiter kiou ban jaati ho lolz
                372-haha:kr:
                ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                Comment

                • #23
                  Re: ager yeh sab Naa hota

                  Originally posted by saraah View Post
                  kiyon k me ek arsay se wait kr rahi hoon.............:lpop:
                  :D: :rose achaa

                  Comment

                  • #24
                    Re: ager yeh sab Naa hota

                    Originally posted by aabi2cool View Post
                    372-haha:kr:
                    :zuban::zuban::zuban:

                    Originally posted by Samra_Khan View Post
                    :D: :rose achaa
                    adaab
                    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                    Comment

                    • #25
                      Re: ager yeh sab Naa hota

                      dear, yeh kerte hue lekin achi lagti ho :wk
                      Last edited by *Samra*; 19 February 2009, 11:27.

                      Comment

                      • #26
                        Re: ager yeh sab Naa hota

                        Originally posted by Aanchal View Post
                        or yeh machar jo bhinbhinatay pher rehay hain abbicool jesay in ka kia kartay

                        Inhein mein paal ke bara kerta ta ke yeh makhiyoon ka khoon choosta
                        :thmbup:

                        Comment

                        • #27
                          Re: ager yeh sab Naa hota

                          Originally posted by munda_sialkoty View Post
                          Inhein mein paal ke bara kerta ta ke yeh makhiyoon ka khoon choosta
                          ye maray haq main baat ki ya khilaaf 372-shed
                          ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                          Comment

                          • #28
                            Re: ager yeh sab Naa hota

                            Originally posted by aabi2cool View Post
                            ye maray haq main baat ki ya khilaaf 372-shed

                            us nay tu bas itna kaha kah woh ap ko paal raha ha372-hahaakhar ko aik dadu hi dadu kay kam aya372-shock

                            Comment

                            • #29
                              Re: ager yeh sab Naa hota

                              Originally posted by Samra_Khan View Post
                              Salam dear friends

                              aap se sawal he kai ager (aajkal ke zamaane mai bhi) Internet , Phone , Mobile na hota to aap kiya kerte ?

                              :eye:

                              Kiya aap kisi se baat kerne kai liye itniiiii dooor dooor tak safar kerte ?

                              aur sara Din kaise guzaarte?

                              Ilm haasil kerne kai liye kaha kaha maare pihrte :khi: :D:

                              :rose
                              Dekho samra chote hote se ek question jo akser mujh se pocha gaya keh ager pani na hota to hum kya kerta, to main akser kehta keh Allah Talah ne zahir hai phir uc ki need bhi nahi banani thi or ya phir kuch alternate hota,

                              ab aise he tumhare question ka answer hai keh yeh koi purani baat nahi hai keh 70s tak yeh facilities thin he nahi, to tab sab he bada cha way main guzara kerta tha, bulkeh in my view jab se yeh sab cheezain aayi hian insaan keh social problems bohat complex ho gaya hian, ek race chal parri hia doosroon ko peecha dikhane ki,
                              to in my view ager yeh cheezain na hotin to insaan zaida khush or satisfied tha or materialism bhi kam hoti

                              Comment

                              • #30
                                Re: ager yeh sab Naa hota

                                Originally posted by musaddaq View Post
                                Dekho samra chote hote se ek question jo akser mujh se pocha gaya keh ager pani na hota to hum kya kerta, to main akser kehta keh Allah Talah ne zahir hai phir uc ki need bhi nahi banani thi or ya phir kuch alternate hota,

                                ab aise he tumhare question ka answer hai keh yeh koi purani baat nahi hai keh 70s tak yeh facilities thin he nahi, to tab sab he bada cha way main guzara kerta tha, bulkeh in my view jab se yeh sab cheezain aayi hian insaan keh social problems bohat complex ho gaya hian, ek race chal parri hia doosroon ko peecha dikhane ki,
                                to in my view ager yeh cheezain na hotin to insaan zaida khush or satisfied tha or materialism bhi kam hoti

                                yeh baat aap ne achi ki kai social prob. ziada hogai hain.

                                muqabla aik doosre ka chizou me... koi yeh nahi sochta jin kai pass khane ko khana nahi , paani nahi, kapre nahi...unki kiya zindagi hai?/

                                Comment

                                Working...
                                X