Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

ager yeh sab Naa hota

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • ager yeh sab Naa hota

    Salam dear friends

    aap se sawal he kai ager (aajkal ke zamaane mai bhi) Internet , Phone , Mobile na hota to aap kiya kerte ?

    :eye:

    Kiya aap kisi se baat kerne kai liye itniiiii dooor dooor tak safar kerte ?

    aur sara Din kaise guzaarte?

    Ilm haasil kerne kai liye kaha kaha maare pihrte :khi:
    :D:

    :rose
    Last edited by *Samra*; 18 February 2009, 16:03.

  • #2
    Re: ager yeh sab Naa hota

    Originally posted by Samra_Khan View Post
    Salam dear friends

    aap se sawal he kai ager (aajkal ke zamaane mai bhi) Internet , Phone , Mobile na hota to aap kiya kerte ?

    :eye:

    Kiya aap kisi se baat kerne kai liye itniiiii dooor dooor tak safar kerte ? :D:

    :rose
    kabootar ja ja ja ja :eye:
    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

    Comment

    • #3
      Re: ager yeh sab Naa hota

      Originally posted by aabi2cool View Post
      kabootar ja ja ja ja :eye:
      kabootar to bas chala hi jata :khi:

      Comment

      • #4
        Re: ager yeh sab Naa hota

        Originally posted by Samra_Khan View Post
        Salam dear friends

        aap se sawal he kai ager (aajkal ke zamaane mai bhi) Internet , Phone , Mobile na hota to aap kiya kerte ?

        :eye:

        Kiya aap kisi se baat kerne kai liye itniiiii dooor dooor tak safar kerte ?

        aur sara Din kaise guzaarte?

        Ilm haasil kerne kai liye kaha kaha maare pihrte :khi:
        :D:

        :rose
        mein to makhiyaan maar raha hota, aur ub tak mein ne Aanchal, Fari, Senorita ko khatam ker chuka hota 372-haha
        :thmbup:

        Comment

        • #5
          Re: ager yeh sab Naa hota

          to kuch nahi hota....akher pehle log in sab k bina bhi achi tarah rehte the...me bhi rehti...tab zeada books parhti....koi or hobbies apnati....

          Comment

          • #6

            Ilm haasil kerne kai liye kaha kaha maare pihrte :khi: :D:

            :rose
            Walaikum Assalam...
            phir kitne maze ki life hoti ....

            kisi bunde se milne k lie agur safar kia jata to phir us milne me itni muhabbat hoti...jis tarah qadar kho deta he roz roz ka aana jana....issi tarah internet pe bhi ya phone wagera se bhi bunde k milne me wo josh nahi rehta...internet k bagier jub dor daraz safar kur k milte to buhat josh se milte muhabbat se milte....

            sara din maza ki life hoti ...jaisi gao me hoti he....sirf 2 hi kam hote..Allah Allah karna aur kheti bari kurna:hehe:

            aur in sub chezon k bagier ilm bhi maze k hote..jaise purane zamane me hote thay...aise k aik akhbar bechna wala bhi scientist bun jata tha

            Comment

            • #7

              Walikum Salam Khan Sahab :THANKS:

              Pher Sab sakoon me Allah Allah ker rehe hote hehe

              Comment

              • #8

                to ghar kay kaam hi kar rahi hoti bas :lol
                phone to ab bhi kam use karti houn to is ka faraq nahi parna koi ..han internet kay janay say afsoos hoo ga :rona: lekan ahista ahista sab bhool jata hai banda
                اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                Comment

                • #9
                  Re: ager yeh sab Naa hota

                  Originally posted by munda_sialkoty View Post
                  mein to makhiyaan maar raha hota, aur ub tak mein ne Aanchal, Fari, Senorita ko khatam ker chuka hota 372-haha
                  or yeh machar jo bhinbhinatay pher rehay hain abbicool jesay in ka kia kartay
                  اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                  اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                  Comment

                  • #10
                    Re: ager yeh sab Naa hota

                    Originally posted by Aanchal View Post
                    or yeh machar jo bhinbhinatay pher rehay hain abbicool jesay in ka kia kartay
                    LARKI HAMARAY SIR MAIN DRD HY hameen mut tang karo :fuming:
                    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                    Comment

                    • #11
                      Re: ager yeh sab Naa hota

                      Originally posted by senorita View Post
                      to kuch nahi hota....akher pehle log in sab k bina bhi achi tarah rehte the...me bhi rehti...tab zeada books parhti....koi or hobbies apnati....

                      :mm: yeh to hai... lekin koi zaroori pegham dena hota kisi ko to kaisy detien? :rose

                      Originally posted by MSA View Post
                      Walaikum Assalam...
                      phir kitne maze ki life hoti ....

                      kisi bunde se milne k lie agur safar kia jata to phir us milne me itni muhabbat hoti...jis tarah qadar kho deta he roz roz ka aana jana....issi tarah internet pe bhi ya phone wagera se bhi bunde k milne me wo josh nahi rehta...internet k bagier jub dor daraz safar kur k milte to buhat josh se milte muhabbat se milte....

                      sara din maza ki life hoti ...jaisi gao me hoti he....sirf 2 hi kam hote..Allah Allah karna aur kheti bari kurna:hehe:

                      aur in sub chezon k bagier ilm bhi maze k hote..jaise purane zamane me hote thay...aise k aik akhbar bechna wala bhi scientist bun jata tha

                      :D: :clap: bohat achi baat ki aapne. :rose

                      Originally posted by kutkutariyaan View Post
                      Walikum Salam Khan Sahab :THANKS:

                      Pher Sab sakoon me Allah Allah ker rehe hote hehe
                      :) to abhi nahi kerte kiya?

                      Originally posted by Aanchal View Post
                      to ghar kay kaam hi kar rahi hoti bas :lol
                      phone to ab bhi kam use karti houn to is ka faraq nahi parna koi ..han internet kay janay say afsoos hoo ga :rona: lekan ahista ahista sab bhool jata hai banda
                      :tasali: ab to internet kahien nahi jaraha dear... ager hota hi nahi to hum iskai aadi bhi naa hote :D:

                      Comment

                      • #12
                        Re: ager yeh sab Naa hota

                        Originally posted by Samra_Khan View Post
                        Salam dear friends

                        aap se sawal he kai ager (aajkal ke zamaane mai bhi) Internet , Phone , Mobile na hota to aap kiya kerte ?

                        :eye:

                        Kiya aap kisi se baat kerne kai liye itniiiii dooor dooor tak safar kerte ?

                        aur sara Din kaise guzaarte?

                        Ilm haasil kerne kai liye kaha kaha maare pihrte :khi: :D:

                        :rose

                        Mera khayal hai...insaan halat k mutabiq adjust ho jata hai..hamar fore father k door main ye sab cheezian nahi thee phir bhi ilm k muamlay main un ki maloomat hum say ziada hain...koi na koi tu source hota hi hai communication ka apsa main.

                        Main jab fsc / b.com (aaj say 13/14 saal pehlay) main tha...uss waqat na mobile tha aur na internat..lykin phir bhi different sources k through hum loog information hasil kerta rahey.

                        Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

                        Comment

                        • #13
                          Re: ager yeh sab Naa hota

                          :) walikum salam
                          jaysay pehlay log jia kartay thay ham bhi waisay hi jeetay us dor main bhi logon kuch mashgil howa kartay thay aur woh us main khush thay

                          Comment

                          • #14
                            Re: ager yeh sab Naa hota

                            Originally posted by Samra_Khan View Post
                            Salam dear friends

                            aap se sawal he kai ager (aajkal ke zamaane mai bhi) Internet , Phone , Mobile na hota to aap kiya kerte ?

                            :eye:

                            Kiya aap kisi se baat kerne kai liye itniiiii dooor dooor tak safar kerte ?

                            aur sara Din kaise guzaarte?

                            Ilm haasil kerne kai liye kaha kaha maare pihrte :khi:
                            :D:

                            :rose
                            W Salam
                            jaisay pehlay sab in cheezooN kay baghir zindgi guzartay thay ...waisay hi ham bhi guzar laitay ..... waisay abhi bhi is zamanay mein kuch loag aisay hain jo in saholiyaat ka istemal gunah samajhtay hain.... Aamish tribe etc.....
                            jaisay woh sari asaaishaat kay baghir zinda hain ....ham bhi reh laitay.....
                            jaisay ab light chali jati hai tu sab aisay kamooN mein masroof ho jatay hian....jo electricity kay baghir bhi kiye ja saktay hain.... sab ghar walay khoob sari batain karti hain.....ya ghar ka koi kaam... ya koi game etc.... aisi hi zindgi guzar jati....:D
                            For New Designers
                            وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                            Comment

                            • #15
                              Re: ager yeh sab Naa hota

                              Originally posted by Samra_Khan View Post
                              Salam dear friends

                              aap se sawal he kai ager (aajkal ke zamaane mai bhi) Internet , Phone , Mobile na hota to aap kiya kerte ?

                              :eye:

                              Kiya aap kisi se baat kerne kai liye itniiiii dooor dooor tak safar kerte ?

                              aur sara Din kaise guzaarte?

                              Ilm haasil kerne kai liye kaha kaha maare pihrte :khi: :D:

                              :rose
                              WASLAAM
                              MUJE KO DABOYA MERE HONAY NE
                              ME NA HOTA TOU KAY HOTA..............

                              SHER GALAT HOSKTA HAI.........BT GALTI PE NA JAYEN......FORI TOR PE YEHI JAWAAB BAN PARRA.........shysmile
                              شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                              Comment

                              Working...
                              X