Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

NaSeehat

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: NaSeehat

    Originally posted by senorita View Post
    zeada bura kia lagta he?naseehat ya serf un logon ka naseehat karna jo khud mian fazeehat hote hen?:mm:...hamare parents bhi kabhi kabhi esi naseehat karte hen jo wo khud nahi karte.....:donno:

    woh log jo sirf dosron ko tanay type ki nasehatain kartay hain jo khud amal nahi kartay mainay aik khaton ko dekh hai woh har waqt dosre larkion main buraiyan dhondte rehte hain aur koi unki larki ko kuch keh day too asaman sir pay utha layte hain:D:

    Comment


    • #17
      Re: NaSeehat

      Originally posted by soni kudi View Post
      haan kabhi kabar kisi ki naseehat buri blagti hai....khas tor pay un logo ki jo khood to woh sab nahi karty jis ki dusroun ko naseehat ki jati hai.....

      par koi achi naseehat pary to main sunti b houn or koshish karti houn k us pay amal b karoun...

      naseehat to kam hi karti houn...
      :thmbup:

      Comment


      • #18
        Re: NaSeehat

        Originally posted by fari View Post
        wsalam!


        bara maaza ata ha nasiehat suna nay ma:khi:mai tu agay se kahti bhi ho 'ji ji sahi kah rhay hain ap " bilkul theek" kiun kah me ko pata hota ha karna maina wohi ha jo maina soucha ha372-hahawasay khabi khabi logo ki nasiehat bhi man lati ho per khabi khabi:embarasse
        NAsiehat ma karti ho bas apnay chotay bhai ko kiun kah woh kesi aur ki sunta nahi siway meray:khi:mai us ko apni misal day kar baat karti ho kah dekho maina asay kia tu wasay howa tha ab tum dekh lo kiya karna ha :mm: ultimately woh wohi karta ha jo mai chahti ho:khi:
        khud ap wo karti ho jo ap chahti ho or bhai wo karta he jo ap chahti ho:mm:....ye to khula tizzaadddd he fari:hehe:

        Comment


        • #19
          Re: NaSeehat

          Originally posted by MuQadas View Post
          woh log jo sirf dosron ko tanay type ki nasehatain kartay hain jo khud amal nahi kartay mainay aik khaton ko dekh hai woh har waqt dosre larkion main buraiyan dhondte rehte hain aur koi unki larki ko kuch keh day too asaman sir pay utha layte hain:D:
          :lahoul chugli laga rehi hoo achi baat nehi hai:na:
          sigpic

          Comment


          • #20
            Re: NaSeehat

            Originally posted by nomi sialkoti View Post
            :lahoul chugli laga rehi hoo achi baat nehi hai:na:
            oh sorry main logon ki type bata rahi thi

            Comment


            • #21
              Re: NaSeehat

              Originally posted by MSA View Post
              Walaikum Assalam....

              mujhay sunna buhat bura lugta he....lekin sunni parti he...mujhy to lugta he dunya me sub se zyada nashehat me hi sunta ho:embarasse...infact koi mehman aaisa nahi hota jo bagier kisi nasehat k ghar se chala jay sub ko mein hi milta ho apni tajurba azmane k lie...abhi mien ne graduation nahi kia aur itni rai aane lagi k MBA kurna nahi MS kurna Nahi yeh kurna wo kurna aur khud kuch bh inahi kia hota372-haha..kher sunni perti he...un ko lugt ahe mein un ki nasehat sun raha hota ho jub k asal me mein uni mein ghoom raha ho ta he...

              kher mein nasehat nahi kurta...mujhay koi chota mila he nahi372-haha...aik dafa Zshan ko ki thi372-haha
              koi baat nahi ap k bhale k leay hi naseehat karte hen sab:tasali:kuch years k baad ap apne se choton ko ye sab naseehaten pass kar dena:hehe:

              Comment


              • #22
                Re: NaSeehat

                Originally posted by senorita View Post
                khud ap wo karti ho jo ap chahti ho or bhai wo karta he jo ap chahti ho:mm:....ye to khula tizzaadddd he fari:hehe:
                yeh na mumkin hain jhoot bool rehi hai:khi:
                sigpic

                Comment


                • #23
                  Re: NaSeehat

                  Originally posted by MuQadas View Post
                  oh sorry main logon ki type bata rahi thi
                  logoon ke nehi app ne sirf aik ke baat ke thee:na:
                  sigpic

                  Comment


                  • #24
                    Re: NaSeehat

                    Originally posted by Aanchal View Post
                    ham apni marzi say jeena chahtay hain isi leye kisi ki naseehat achi nahi lagti ...naseehat wo loog karian jo waqai main sincere hain hamray sath to sunna acha lagta hai or amal bhi karti houn ..warna ..........:D:
                    agar kisi ko naseehat karti houn to apnay personal experience ki base pay karti houn ..wo maan lay un ka faida :D
                    Anchal jab ham apni marzi ki life jeena chahte hen to dusre bhi to esa hi chahte hen....phir ham kion naseehat karte hen?:mm:

                    Comment


                    • #25
                      Re: NaSeehat

                      Originally posted by senorita View Post
                      koi baat nahi ap k bhale k leay hi naseehat karte hen sab:tasali:kuch years k baad ap apne se choton ko ye sab naseehaten pass kar dena:hehe:
                      kush years baad nai abi waqat aa chuka hai es per k yeh es kam ko sar anjaam day aur apnay sir se yeh sara booj utar k agay ke tayari keray:khi:
                      sigpic

                      Comment


                      • #26
                        Re: NaSeehat

                        Originally posted by nomi sialkoti View Post
                        logoon ke nehi app ne sirf aik ke baat ke thee:na:
                        aahan ghalte ki mainay
                        waisya appko kia pata kon khaton hain woh
                        apko pata haai agar banda khud amal karnay k bad nasehat karay to dosray pay ziyada asar hoga

                        Comment


                        • #27
                          Re: NaSeehat

                          Originally posted by nomi sialkoti View Post
                          aik hadees main hai ka ager app ko koi naseehat karta hai achi app janty hoo k wo theak kah reha hai aur app us ko yeh kahtay hoo k tum hud es per amal nehi karty es leya tum ko yeh kahne ka hak nehi hai too app sa bera gunegaar koi nehi hai..........:mm:
                          Ho sakta hai..yeh sahi hadees ho...lykin mera matlab yahi hai k naseehat ka asar uss waqat hi hota hai jab insaan uss per khud amal paira ho.

                          Aik waqya hai.....Hazrat Abdul Qadir jilani (r.a) k pass aik aurat apnay baitay k saath aee aur kehnay lagee mera baita bohut ziada gorr khata hi..aap bara-e-meherbani iss ku mana karain..Hazrat Abdul Qadir jilani (r.a) nay uss aurat say faramaya..k tum 02 din baad baitay k saath aana. Jab woh aurat 02 din baad un k pass ayee tu Abdul Qadir jilani (r.a) nay uss k baity ku naseehat ki k "baita ziada gorr na khaya karo..yeh sahi nahi hai sahat k liye" Uss aurat nay Hazrat Abdul Qadir jilani say kaha "ya hazrat aap maray baitay ku ye naseehat 02 din pehlay bhi ker saktay thay, phir 02 din baad iss ku ye naseehat kyuon ki"? Hazrat Abdul Qadir jilani (r.a) faramny lagy "Ay naik bakhat; 02 din pehlay tak main khud bhi bohut ziada gorr khata tha tu mainy soocha k jab tak main kud gorr khana kam nahi karon ga tab tak meri naseeha ka asar nahi hoga tumharay baitay per...iss liye pehlay khud khana kam kia aur phir naseehat ki tumahara baitay ku ta k meree naseehat kuch asar karay."


                          Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

                          Comment


                          • #28
                            Re: NaSeehat

                            Originally posted by senorita View Post
                            Anchal jab ham apni marzi ki life jeena chahte hen to dusre bhi to esa hi chahte hen....phir ham kion naseehat karte hen?:mm:
                            haan anchal betyo keyu karti hoo kesi ko naseehat :donno:


                            rita ge main app k saath hoon
                            sigpic

                            Comment


                            • #29
                              Re: NaSeehat

                              Originally posted by Muhammad Ali Jawad View Post
                              Ho sakta hai..yeh sahi hadees ho...lykin mera matlab yahi hai k naseehat ka asar uss waqat hi hota hai jab insaan uss per khud amal paira ho.

                              Aik waqya hai.....Hazrat Abdul Qadir jilani (r.a) k pass aik aurat apnay baitay k saath aee aur kehnay lagee mera baita bohut ziada gorr khata hi..aap bara-e-meherbani iss ku mana karain..Hazrat Abdul Qadir jilani (r.a) nay uss aurat say faramaya..k tum 02 din baad baitay k saath aana. Jab woh aurat 02 din baad un k pass ayee tu Abdul Qadir jilani (r.a) nay uss k baity ku naseehat ki k "baita ziada gorr na khaya karo..yeh sahi nahi hai sahat k liye" Uss aurat nay Hazrat Abdul Qadir jilani say kaha "ya hazrat aap maray baitay ku ye naseehat 02 din pehlay bhi ker saktay thay, phir 02 din baad iss ku ye naseehat kyuon ki"? Hazrat Abdul Qadir jilani (r.a) faramny lagy "Ay naik bakhat; 02 din pehlay tak main khud bhi bohut ziada gorr khata tha tu mainy soocha k jab tak main kud gorr khana kam nahi karon ga tab tak meri naseeha ka asar nahi hoga tumharay baitay per...iss liye pehlay khud khana kam kia aur phir naseehat ki tumahara baitay ku ta k meree naseehat kuch asar karay."
                              aik baat yaad rekhna hadees per amal karna zaroori hai ya waqya per jis ka yeh pata na ho ka wo theak hai k nahi

                              aur meray khayal main app yeh be jantay hoo ga k hadees kis ko kahtay hain :donno:
                              sigpic

                              Comment


                              • #30
                                Re: NaSeehat

                                Originally posted by MuQadas View Post
                                aahan ghalte ki mainay
                                waisya appko kia pata kon khaton hain woh
                                apko pata haai agar banda khud amal karnay k bad nasehat karay to dosray pay ziyada asar hoga
                                kesi aik fard k baray main baat karna chugli kehlati hai chahay us ko koi janta hai ya nehi

                                aur es baat ke kaya garanti hai ka banda hud amal kar ka naseehat karay too zayada asar hota hai:mm:
                                sigpic

                                Comment

                                Working...
                                X