Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

NaSeehat

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • NaSeehat

    Aslamoalikum:salam:
    koi hamen naseehat kare to achi kion nahi lagti?:embarasse
    jab hamen khud achi nahi lagti to dusron ko kion karte hen?:donno:
    ap naseehat sun kar kia karte hen?:mm:
    or ager apko kisi ko naseehat karni pare to best tareeka kia ikhtyar karen ge?

  • #2
    Re: NaSeehat

    walikum salam
    han nashatain suni bohat hai buri bhi lagte hai par mainay note kia hai kuch log jo dosron ko nasehatain kartay rehtay hain woh khud ko nahi dekhtay dosron pay ziyada nazrain rakhtay hain pata nahi aysa kion :donno: main kabhi kise ko nasehat nahi karte shayed hi kabhi nasehat ki hoo :na:

    Comment

    • #3
      Re: NaSeehat

      haan kabhi kabar kisi ki naseehat buri blagti hai....khas tor pay un logo ki jo khood to woh sab nahi karty jis ki dusroun ko naseehat ki jati hai.....

      par koi achi naseehat pary to main sunti b houn or koshish karti houn k us pay amal b karoun...

      naseehat to kam hi karti houn...
      sigpic

      Comment

      • #4
        Re: NaSeehat

        Originally posted by senorita View Post
        Aslamoalikum:salam:
        koi hamen naseehat kare to achi kion nahi lagti?:embarasse
        jab hamen khud achi nahi lagti to dusron ko kion karte hen?:donno:
        ap naseehat sun kar kia karte hen?:mm:
        or ager apko kisi ko naseehat karni pare to best tareeka kia ikhtyar karen ge?

        wsalam!

        bara maaza ata ha nasiehat suna nay ma:khi:mai tu agay se kahti bhi ho 'ji ji sahi kah rhay hain ap " bilkul theek" kiun kah me ko pata hota ha karna maina wohi ha jo maina soucha ha372-hahawasay khabi khabi logo ki nasiehat bhi man lati ho per khabi khabi:embarasse
        NAsiehat ma karti ho bas apnay chotay bhai ko kiun kah woh kesi aur ki sunta nahi siway meray:khi:mai us ko apni misal day kar baat karti ho kah dekho maina asay kia tu wasay howa tha ab tum dekh lo kiya karna ha :mm: ultimately woh wohi karta ha jo mai chahti ho:khi:

        Comment

        • #5

          Walaikum Assalam....

          mujhay sunna buhat bura lugta he....lekin sunni parti he...mujhy to lugta he dunya me sub se zyada nashehat me hi sunta ho:embarasse...infact koi mehman aaisa nahi hota jo bagier kisi nasehat k ghar se chala jay sub ko mein hi milta ho apni tajurba azmane k lie...abhi mien ne graduation nahi kia aur itni rai aane lagi k MBA kurna nahi MS kurna Nahi yeh kurna wo kurna aur khud kuch bh inahi kia hota372-haha..kher sunni perti he...un ko lugt ahe mein un ki nasehat sun raha hota ho jub k asal me mein uni mein ghoom raha ho ta he...

          kher mein nasehat nahi kurta...mujhay koi chota mila he nahi372-haha...aik dafa Zshan ko ki thi372-haha

          Comment

          • #6

            ham apni marzi say jeena chahtay hain isi leye kisi ki naseehat achi nahi lagti ...naseehat wo loog karian jo waqai main sincere hain hamray sath to sunna acha lagta hai or amal bhi karti houn ..warna ..........:D:
            agar kisi ko naseehat karti houn to apnay personal experience ki base pay karti houn ..wo maan lay un ka faida :D
            اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
            اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

            Comment

            • #7
              Re: NaSeehat

              Originally posted by fari View Post
              wsalam!

              bara maaza ata ha nasiehat suna nay ma:khi:mai tu agay se kahti bhi ho 'ji ji sahi kah rhay hain ap " bilkul theek" kiun kah me ko pata hota ha karna maina wohi ha jo maina soucha ha372-hahawasay khabi khabi logo ki nasiehat bhi man lati ho per khabi khabi:embarasse
              NAsiehat ma karti ho bas apnay chotay bhai ko kiun kah woh kesi aur ki sunta nahi siway meray:khi:mai us ko apni misal day kar baat karti ho kah dekho maina asay kia tu wasay howa tha ab tum dekh lo kiya karna ha :mm: ultimately woh wohi karta ha jo mai chahti ho:khi:
              beechara bahi :lol
              اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
              اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

              Comment

              • #8
                Re: NaSeehat

                Originally posted by MSA View Post
                Walaikum Assalam....

                mujhay sunna buhat bura lugta he....lekin sunni parti he...mujhy to lugta he dunya me sub se zyada nashehat me hi sunta ho:embarasse...infact koi mehman aaisa nahi hota jo bagier kisi nasehat k ghar se chala jay sub ko mein hi milta ho apni tajurba azmane k lie...abhi mien ne graduation nahi kia aur itni rai aane lagi k MBA kurna nahi MS kurna Nahi yeh kurna wo kurna aur khud kuch bh inahi kia hota372-haha..kher sunni perti he...un ko lugt ahe mein un ki nasehat sun raha hota ho jub k asal me mein uni mein ghoom raha ho ta he...

                kher mein nasehat nahi kurta...mujhay koi chota mila he nahi372-haha...aik dafa Zshan ko ki thi372-haha
                chaloo abhi naseehatian suntay rahoo pher jab baray hoo jana to apna badla lay leena naseehatian kar kar kay :lol
                اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                Comment

                • #9
                  Re: NaSeehat

                  Originally posted by senorita View Post
                  Aslamoalikum:salam:
                  koi hamen naseehat kare to achi kion nahi lagti?:embarasse
                  jab hamen khud achi nahi lagti to dusron ko kion karte hen?:donno:
                  ap naseehat sun kar kia karte hen?:mm:
                  or ager apko kisi ko naseehat karni pare to best tareeka kia ikhtyar karen ge?
                  waalikum asslam
                  hmmm..rita dear....muje tou naseehat itni buri nae lagti....haan illogical ho tou buri lagti hai.....ya phir uss ki jo khud mian fazeehat ho....
                  behtar tareeqa....ek qoul hai k kisi ki islaah krni ho tou pehlay uss se mohabbat kro......soooooo..........thats the way........:D:
                  aur yeh k naseehat krtay hue aglay banday ki self respect ka khayaal rakhiye....
                  شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                  Comment

                  • #10
                    Re: NaSeehat

                    Originally posted by senorita View Post
                    Aslamoalikum:salam:
                    koi hamen naseehat kare to achi kion nahi lagti?:embarasse
                    jab hamen khud achi nahi lagti to dusron ko kion karte hen?:donno:
                    ap naseehat sun kar kia karte hen?:mm:
                    or ager apko kisi ko naseehat karni pare to best tareeka kia ikhtyar karen ge?
                    Jo loog apanay aap ku turram khan samjhtay hain..zahir hay k unn ku kisse ki naseeehat bhi pasand nahi lagay gee. Aur yahee wajah hai k apna rooub jamany ki liye hum doosron ku naseehat kertay hain.

                    Naseehat sun ker amal kernay ki kaushish kerta hoon..lykin ye bhi dekhata hoon k woh khud kitan uss per ammal kerta hai. Tabhi uss ka asar ho sakta hai.

                    Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

                    Comment

                    • #11
                      Re: NaSeehat

                      wasalam... khush raho.... :rose

                      Comment

                      • #12
                        Re: NaSeehat

                        Originally posted by senorita View Post
                        Aslamoalikum:salam:
                        koi hamen naseehat kare to achi kion nahi lagti?:embarasse
                        jab hamen khud achi nahi lagti to dusron ko kion karte hen?:donno:
                        ap naseehat sun kar kia karte hen?:mm:
                        or ager apko kisi ko naseehat karni pare to best tareeka kia ikhtyar karen ge?
                        w/ salam

                        app kis ne keha k koi neseehat keray too acha nehi lagta agar wo waka he theak kah reha hai too acha keu nehi lagy ga

                        keu ka mujy neseehat achi lagti hai es leya main be naseehat karta hoon:lpop:

                        ager koi theak baat kerya too us ke baat manta hoon aur ager maray nazdeek wo baat theak na ho too main nehi manta

                        ager app kesi ko achi naseehat karty hain too app ko koi treeka doondnay ke zaroort nehi hai aur agar app bela vaja kesi ko tang karna chatay hain too app ko tareeka doondna parta hai:donno:
                        sigpic

                        Comment

                        • #13
                          Re: NaSeehat

                          Originally posted by MuQadas View Post
                          walikum salam
                          han nashatain suni bohat hai buri bhi lagte hai par mainay note kia hai kuch log jo dosron ko nasehatain kartay rehtay hain woh khud ko nahi dekhtay dosron pay ziyada nazrain rakhtay hain pata nahi aysa kion :donno: main kabhi kise ko nasehat nahi karte shayed hi kabhi nasehat ki hoo :na:
                          zeada bura kia lagta he?naseehat ya serf un logon ka naseehat karna jo khud mian fazeehat hote hen?:mm:...hamare parents bhi kabhi kabhi esi naseehat karte hen jo wo khud nahi karte.....:donno:

                          Comment

                          • #14
                            Re: NaSeehat

                            Originally posted by Muhammad Ali Jawad View Post
                            Jo loog apanay aap ku turram khan samjhtay hain..zahir hay k unn ku kisse ki naseeehat bhi pasand nahi lagay gee. Aur yahee wajah hai k apna rooub jamany ki liye hum doosron ku naseehat kertay hain.

                            Naseehat sun ker amal kernay ki kaushish kerta hoon..lykin ye bhi dekhata hoon k woh khud kitan uss per ammal kerta hai. Tabhi uss ka asar ho sakta hai.
                            aik hadees main hai ka ager app ko koi naseehat karta hai achi app janty hoo k wo theak kah reha hai aur app us ko yeh kahtay hoo k tum hud es per amal nehi karty es leya tum ko yeh kahne ka hak nehi hai too app sa bera gunegaar koi nehi hai..........:mm:
                            sigpic

                            Comment

                            • #15
                              Re: NaSeehat

                              Originally posted by senorita View Post
                              zeada bura kia lagta he?naseehat ya serf un logon ka naseehat karna jo khud mian fazeehat hote hen?:mm:...hamare parents bhi kabhi kabhi esi naseehat karte hen jo wo khud nahi karte.....:donno:
                              uper wala cheaue kerain main ne es baat ka beray main lekha hai:lpop:
                              sigpic

                              Comment

                              Working...
                              X