Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Khawaahish Ka Hasool

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Khawaahish Ka Hasool

    Originally posted by Samra_Khan View Post
    Punjabi Film ki Nakaam heroin ? :khi: mai to samjhti thi kai Punjabi Film ki heroins kabhi Naa kaam nahi hoti, balqe jo 20 saal pehle thien, abhi tak wo hi actresses qaiem hain. 372-shock
    Aap Bilkul galat samajhti thieeeen :ANYWORD:

    Wese kia aap apne aap ko Nayaab samajhti hain :soochan:

    Comment


    • #32
      Re: Khawaahish Ka Hasool

      Originally posted by Aanchal View Post
      hans to aap pehlay say rehay hain pher pouchnay ki kia zarorta hai :donno:
      ye baat u k feham se bala tar hy 372-haha
      ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

      Comment


      • #33
        Re: Khawaahish Ka Hasool

        Originally posted by aabi2cool View Post
        ye baat u k feham se bala tar hy 372-haha
        you ko bari sumjh hai jaise... :lpop:

        Comment


        • #34
          Re: Khawaahish Ka Hasool

          Originally posted by ummid View Post
          you ko bari sumjh hai jaise... :lpop:
          rehnay 2 main bizzti kardon ga phirrrrrrrrrr monh bana lo gi aysayyyy 372-shock
          ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

          Comment


          • #35
            Re: Khawaahish Ka Hasool

            Originally posted by aabi2cool View Post
            rehnay 2 main bizzti kardon ga phirrrrrrrrrr monh bana lo gi aysayyyy 372-shock
            you ko pata hi nahi chalta ke you dosro ki besti karte karte khud ki besti kar dete ho... :lpop:...

            Comment


            • #36
              Re: Khawaahish Ka Hasool

              Originally posted by ummid View Post
              you ko pata hi nahi chalta ke you dosro ki besti karte karte khud ki besti kar dete ho... :lpop:...
              main dosron ki bizzti ki baat naheen karraha u ki bizzti ki baat kar raha hon
              ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

              Comment


              • #37
                Re: Khawaahish Ka Hasool

                Originally posted by aabi2cool View Post
                main dosron ki bizzti ki baat naheen karraha u ki bizzti ki baat kar raha hon
                tu me dosri hi hoi na you ke liye tu... :lpop:

                Comment


                • #38
                  Re: Khawaahish Ka Hasool

                  Originally posted by kutkutariyaan View Post
                  Aap Bilkul galat samajhti thieeeen :ANYWORD:

                  Wese kia aap apne aap ko Nayaab samajhti hain :soochan:
                  jee nahi mai apne apko samra hi samjhti hoon :khi:

                  Comment


                  • #39
                    Re: Khawaahish Ka Hasool

                    Originally posted by ummid View Post
                    tu me dosri hi hoi na you ke liye tu... :lpop:
                    naheen tum mery liye pehli hi ho 372-haha
                    ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                    Comment


                    • #40
                      Re: Khawaahish Ka Hasool

                      Originally posted by aabi2cool View Post
                      naheen tum mery liye pehli hi ho 372-haha
                      :donno:

                      Comment


                      • #41
                        Re: Khawaahish Ka Hasool

                        Originally posted by ummid View Post
                        :donno:
                        teddy
                        ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                        Comment


                        • #42
                          Re: Khawaahish Ka Hasool

                          Originally posted by fari View Post
                          wsalam!


                          itna kiun souchti hain ap :khi:

                          khair khawish pori honay kay kuch diar bad hi charm khatam ho jata ha zayda se zyada do din ya tin din rahay ga! per qadar zaror hamesha barqrar rahti ha us chiz ya insaan ki
                          qol almost sahi hi ha kiun kah aik khawish pori ho tu phir ap us ko chor kar aur agay ki khawish kartay ho woh chiz mani kho dati ha
                          hmmm yani aap k liye b charm khatam hojata hai...theek......

                          Originally posted by rATSS View Post
                          waalaykum salam .....asa hergiz nahi ha or iss koal say mera hamesha ikhtelaaf raha ha or abhi tak jo jo main chaha or us main say jo paya ...kaafi arsa guzar jaanay kay bawajood bhi unkay liay chah ki pyaas wasi hi wasi ha...balkay meri nature main yay baat ha kay jo meri matlooba cheezain mujay millin ..milnay kay baad mujay unki ahmiat ka aor bhi andaza hua .......kiu saheli theek bola na apun:embarasse
                          hmmm...saheli....muje esay jawab ki hi umeed thi...theek hai...me galat kiyon kr kahoon..baat sahee galat ki nae...baat aap k views ki hai....aur HAZRAT ALI ka qoul hai k har shaks apnay tajurbay k mutabiq hi raye deta hai.............:thmbup:

                          Originally posted by MSA View Post
                          Walaikum Assalam....

                          ye to insaan ki fitrut he na...usse us cheez ki qadar nahi hoti jo us k pas hoti he...bulke us cheez k peechay bhagta he jo us k pas nahi hoti...
                          aisai jub koi khuwaish pori hojati he to us k bad koi dosri khuwaish janam le leti he...
                          per charm us khuwaish ka wo depend kurta he k khuwaish kaisi he....


                          aur quote kisi hud tuk sahi he:thmbup:
                          hmmm...right.....
                          kisi hadd tak...ok.......:thmbup:
                          Originally posted by nomi sialkoti View Post
                          w/salam saraah ge:)

                          ager mujy kesi cheaz ke khwaahish ho too wo us waqat tak rahti hai jab tak wo mujy mil nehi jate aur jab wo mil jate hai too kush pal us k pass hone ka ehsas hota ha us k baat koi value nehi rehti.....aur yeh kesi cheaz ke had tak hai

                          aur agar kesi insan ke baat ho too us ke kadar khamesha wasi he rehti hai jasi us ko pane se pehlay thee keu k main insan ko us ke haseyat ka mutabak he rekhta hoon aur khamesha usi jaga pe rekhta hoon jo aik baar us k leya sooch lata hoon.....:)

                          aur es qoul k bery main yahi kahu ga ka yeh dunia waloon k hesaab se theak keha gya hai lakin main es ko hud pe lagu nehi karta keu ka main es ka belkul bar-aks chalta hoon:)
                          achaa....yani cheez k hawalay se aur insaan k hawalay se aap ka alag experience hai.....ok.....:thmbup:

                          Originally posted by kutkutariyaan View Post
                          Walikum Salam Respected member :hansi

                          Wo Kehtey hain na k....."Excess of Every Thing is Bad" so Iss baat Madd-e-nazar rekhtey hue kisi bhi cheez ka charm kabhi bhi Khatam nahi hota...

                          Jab koi Cheez Mujhe muskil se miley (Wese Allah-Pak ka Shukar hai aaj tak har cheez begair maange he mili hai) to me uss ka Miss-Use nahi kerta.... Aik Asoool se use kerta hoon.... Or us ko use kerne ki Tamana dil me rekhta hoo.... Or youuu uss ka Charm Khatam nahi hota.... chiips



                          Bilkul theek Qoul hai... 100% Agree with it...

                          Shaid aap ko Yeah Qoul Samajh nahi aaya...


                          Last me unho ne kaha k.... "Mehboob wo nahi hota jise se aap shadi ker lain..... Bulke Mehboob to wo hai Jis se aap Shadi na ker saken.... Kio k Ager aap un se shadi ker lain gain to pher to wo MEHBOOB na raha.... Pher to wo Biwi ban gae" :soochan:


                          Issi terha jo cheez aap ko Mil jaee to Us ki aap k samne wo Value nahi rehti jo...Hasil hone se pehle thi :THANKS:
                          kuku bhai aapka jawaab hameen achaa laga....shysmile.......:thmbup::thmbup:


                          Originally posted by senorita View Post
                          insani fitrat he.....door k dhol suhane hi lagte hen
                          :thmbup:


                          Originally posted by ummid View Post
                          waalikumasalam.. khush raho..:rose


                          Or rahi baat is qol ki tu is qoul ke first half se hum agree nahi karteauqaat dastaras mein aane ke baad apni woqat khodeti hai :D
                          right...
                          ummid ji i think qoute me ne esay hi parrha thaa....:)
                          aur aap 1st half se agree nae krtin...theek.......
                          lakin end pe tou aap agree kr rahi hain.......uss k liye hi tou pehli baat kahi gyi hai...khair....
                          thanks.....:)
                          Originally posted by rehman View Post
                          meri jitni bhi khuwahishein poori hoe hain un mein se charm khatam nahi hoa aur charm baaki barqraar hai...... allahmudullah

                          saadi sahib ka ehteraam karta hoon aur vo bhi yakeenan sach kahtay hoongay.......
                          theek...aap k liye charm khatam nae hota....ok........:thmbup:


                          Originally posted by Samra_Khan View Post
                          dear saraah,

                          Mai to samjh'ti hoon ke jo chiez bohat duaou ke baad mili ho ya bohat Khawahish kerne per mili ho to uski Qadar bhi ziada hoti he.

                          yeh alag baat he ke hum ko jab koi chiez mil jaati he to hum uski qadar kerna nahi jaante. Balqe us ke milte hi doosri khawahishain kerne lag jaate hain.
                          righttttt...........:mm:
                          Originally posted by aabi2cool View Post
                          ghaliban yehi ya is se milta julta sawal aap pehly bhi kisi thred main pouch chuki hain?????????'
                          aabi bhai aap ne uss me proper reply kiya...........372-shed
                          agar nae kiya tou me uss waqt tak logon ko janjhorrti rahoon gi jab tak log proper reply nae kren ge.........
                          wesay wo khwahish ka hasool tou na ethaa:mm:khwaahish ki takmeel thaaa............372-haha


                          aap baraye mehrubani apna jawaab pesh kijiye...j niyyat changi e te........:fuming:
                          شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                          Comment

                          Working...
                          X