Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Khawaahish Ka Hasool

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Khawaahish Ka Hasool

    Asslamoalikum Respected Members....

    Sheikh Saadi Ka Qoul Hai....
    "tum Jo Chahtya Ho Ussay Paanay Ki Khwaahish Kabhi Na Kro....kiyon K Jab Wo Tumharay Hath Aaye Gi Tou Apna Roop Kho De Gi....chahay Wo Koi Cheez Ho Ya Insaan'

    mera Swaal yeh Hai K Jab Aapki Khwaahish Poori Hojati Hai....aur Aapko Aapki Matlooba Cheez Mil Jati Hai....uska Charm Kab Tak Barqrar Rehta Hai Aap K Liye.......?

    Aur Iss Qoul K Baaray Me Aap Kaya Kehaen Ge.....?:)
    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

  • #2
    Re: Khawaahish Ka Hasool

    Originally posted by saraah View Post
    Asslamoalikum Respected Members....

    Sheikh Saadi Ka Qoul Hai....
    "tum Jo Chahtya Ho Ussay Paanay Ki Khwaahish Kabhi Na Kro....kiyon K Jab Wo Tumharay Hath Aaye Gi Tou Apna Roop Kho De Gi....chahay Wo Koi Cheez Ho Ya Insaan'

    mera Swaal yeh Hai K Jab Aapki Khwaahish Poori Hojati Hai....aur Aapko Aapki Matlooba Cheez Mil Jati Hai....uska Charm Kab Tak Barqrar Rehta Hai Aap K Liye.......?

    Aur Iss Qoul K Baaray Me Aap Kaya Kehaen Ge.....?:)

    wsalam!


    itna kiun souchti hain ap :khi:

    khair khawish pori honay kay kuch diar bad hi charm khatam ho jata ha zayda se zyada do din ya tin din rahay ga! per qadar zaror hamesha barqrar rahti ha us chiz ya insaan ki
    qol almost sahi hi ha kiun kah aik khawish pori ho tu phir ap us ko chor kar aur agay ki khawish kartay ho woh chiz mani kho dati ha

    Comment


    • #3
      Re: Khawaahish Ka Hasool

      Originally posted by saraah View Post
      Asslamoalikum Respected Members....

      Sheikh Saadi Ka Qoul Hai....
      "tum Jo Chahtya Ho Ussay Paanay Ki Khwaahish Kabhi Na Kro....kiyon K Jab Wo Tumharay Hath Aaye Gi Tou Apna Roop Kho De Gi....chahay Wo Koi Cheez Ho Ya Insaan'

      mera Swaal yeh Hai K Jab Aapki Khwaahish Poori Hojati Hai....aur Aapko Aapki Matlooba Cheez Mil Jati Hai....uska Charm Kab Tak Barqrar Rehta Hai Aap K Liye.......?

      Aur Iss Qoul K Baaray Me Aap Kaya Kehaen Ge.....?:)
      waalaykum salam .....asa hergiz nahi ha or iss koal say mera hamesha ikhtelaaf raha ha or abhi tak jo jo main chaha or us main say jo paya ...kaafi arsa guzar jaanay kay bawajood bhi unkay liay chah ki pyaas wasi hi wasi ha...balkay meri nature main yay baat ha kay jo meri matlooba cheezain mujay millin ..milnay kay baad mujay unki ahmiat ka aor bhi andaza hua .......kiu saheli theek bola na apun:embarasse

      Comment


      • #4
        Re: Khawaahish Ka Hasool

        Walaikum Assalam....

        ye to insaan ki fitrut he na...usse us cheez ki qadar nahi hoti jo us k pas hoti he...bulke us cheez k peechay bhagta he jo us k pas nahi hoti...
        aisai jub koi khuwaish pori hojati he to us k bad koi dosri khuwaish janam le leti he...
        per charm us khuwaish ka wo depend kurta he k khuwaish kaisi he....


        aur quote kisi hud tuk sahi he:thmbup:

        Comment


        • #5
          Re: Khawaahish Ka Hasool

          Originally posted by saraah View Post
          Asslamoalikum Respected Members....

          Sheikh Saadi Ka Qoul Hai....
          "tum Jo Chahtya Ho Ussay Paanay Ki Khwaahish Kabhi Na Kro....kiyon K Jab Wo Tumharay Hath Aaye Gi Tou Apna Roop Kho De Gi....chahay Wo Koi Cheez Ho Ya Insaan'

          mera Swaal yeh Hai K Jab Aapki Khwaahish Poori Hojati Hai....aur Aapko Aapki Matlooba Cheez Mil Jati Hai....uska Charm Kab Tak Barqrar Rehta Hai Aap K Liye.......?

          Aur Iss Qoul K Baaray Me Aap Kaya Kehaen Ge.....?:)
          w/salam saraah ge:)

          ager mujy kesi cheaz ke khwaahish ho too wo us waqat tak rahti hai jab tak wo mujy mil nehi jate aur jab wo mil jate hai too kush pal us k pass hone ka ehsas hota ha us k baat koi value nehi rehti.....aur yeh kesi cheaz ke had tak hai

          aur agar kesi insan ke baat ho too us ke kadar khamesha wasi he rehti hai jasi us ko pane se pehlay thee keu k main insan ko us ke haseyat ka mutabak he rekhta hoon aur khamesha usi jaga pe rekhta hoon jo aik baar us k leya sooch lata hoon.....:)

          aur es qoul k bery main yahi kahu ga ka yeh dunia waloon k hesaab se theak keha gya hai lakin main es ko hud pe lagu nehi karta keu ka main es ka belkul bar-aks chalta hoon:)
          sigpic

          Comment


          • #6
            Re: Khawaahish Ka Hasool

            Originally posted by saraah View Post
            Asslamoalikum Respected Members....

            Sheikh Saadi Ka Qoul Hai....
            "tum Jo Chahtya Ho Ussay Paanay Ki Khwaahish Kabhi Na Kro....kiyon K Jab Wo Tumharay Hath Aaye Gi Tou Apna Roop Kho De Gi....chahay Wo Koi Cheez Ho Ya Insaan'

            mera Swaal yeh Hai K Jab Aapki Khwaahish Poori Hojati Hai....aur Aapko Aapki Matlooba Cheez Mil Jati Hai....uska Charm Kab Tak Barqrar Rehta Hai Aap K Liye.......?

            Aur Iss Qoul K Baaray Me Aap Kaya Kehaen Ge.....?:)
            Walikum Salam Respected member :hansi

            Wo Kehtey hain na k....."Excess of Every Thing is Bad" so Iss baat Madd-e-nazar rekhtey hue kisi bhi cheez ka charm kabhi bhi Khatam nahi hota...

            Jab koi Cheez Mujhe muskil se miley (Wese Allah-Pak ka Shukar hai aaj tak har cheez begair maange he mili hai) to me uss ka Miss-Use nahi kerta.... Aik Asoool se use kerta hoon.... Or us ko use kerne ki Tamana dil me rekhta hoo.... Or youuu uss ka Charm Khatam nahi hota.... chiips

            Aur Iss Qoul K Baaray Me Aap Kaya Kehaen Ge.....?:)
            Bilkul theek Qoul hai... 100% Agree with it...

            Shaid aap ko Yeah Qoul Samajh nahi aaya...

            Shaid.... Aap ko Pata ho Mirza Asad Ullah Kha Galib ne 4 Shaadiaa ki thie....
            Iss leye nahi k unko shoq tha....Wo aap k Isi jawab ko pane k leye ho gaeen :hansi
            Hua Kuch youu tha k.....
            1st Shaadi unke Parents me Bachpan me ker di....Wo unko pasand na aai to Unhoo ne Talaq de di...
            2nd un ko aik Larki Pasand aii usss se ker li....Wo bhi pasand na aii..
            3rd unho ne aik bohut he naik parveen larki ko ki jissey unhaooo ne bohut chaha sshadi se pehle.... lekin...
            4th to unho se kaaafi dair aik Larki se Isq ker k ki..... Magar baat wo na.... Unko wo bhi na bhaien .....

            Last me unho ne kaha k.... "Mehboob wo nahi hota jise se aap shadi ker lain..... Bulke Mehboob to wo hai Jis se aap Shadi na ker saken.... Kio k Ager aap un se shadi ker lain gain to pher to wo MEHBOOB na raha.... Pher to wo Biwi ban gae" :soochan:


            Issi terha jo cheez aap ko Mil jaee to Us ki aap k samne wo Value nahi rehti jo...Hasil hone se pehle thi :THANKS:

            Comment


            • #7
              Re: Khawaahish Ka Hasool

              insani fitrat he.....door k dhol suhane hi lagte hen

              Comment


              • #8
                Re: Khawaahish Ka Hasool

                waalikumasalam.. khush raho..:rose


                :D

                Comment


                • #9
                  Re: Khawaahish Ka Hasool

                  Originally posted by senorita View Post
                  insani fitrat he.....door k dhol suhane hi lagte hen
                  :-)
                  " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                  Comment


                  • #10
                    Re: Khawaahish Ka Hasool

                    Originally posted by Xai View Post
                    :-)
                    kia hua?:embarasse

                    Comment


                    • #11
                      Re: Khawaahish Ka Hasool

                      meinay apni life mein do teen khuwahishein ki aur vo Allah nay mujhe naseeb bhi kein(allahmudullah)....
                      pehli khuwahish thi mein mazeed taleem kayliye bahir jaon aur vo meri poori hoe aur singapore mein mba karnay ka moka mila....
                      dosri khuwahish thi kay achi job milay vo bhi meri poori hoe...
                      teesri khuwahish thi k eik achi car ho vo bhi meray pass hai....
                      chothi khuwahish yeh hai kay jo abhi poori nahi hoe kay eik achi si bivi ho jo khoobsurat beshak na ho lakin vo mujhe samjhe aur mein unko samjh sakon......

                      meri jitni bhi khuwahishein poori hoe hain un mein se charm khatam nahi hoa aur charm baaki barqraar hai...... allahmudullah

                      saadi sahib ka ehteraam karta hoon aur vo bhi yakeenan sach kahtay hoongay.......
                      Last edited by rehman; 10 February 2009, 17:12.
                      :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

                      Comment


                      • #12
                        Re: Khawaahish Ka Hasool

                        Originally posted by kutkutariyaan View Post
                        Walikum Salam Respected member :hansi

                        Wo Kehtey hain na k....."Excess of Every Thing is Bad" so Iss baat Madd-e-nazar rekhtey hue kisi bhi cheez ka charm kabhi bhi Khatam nahi hota...

                        Jab koi Cheez Mujhe muskil se miley (Wese Allah-Pak ka Shukar hai aaj tak har cheez begair maange he mili hai) to me uss ka Miss-Use nahi kerta.... Aik Asoool se use kerta hoon.... Or us ko use kerne ki Tamana dil me rekhta hoo.... Or youuu uss ka Charm Khatam nahi hota.... chiips



                        Bilkul theek Qoul hai... 100% Agree with it...

                        Shaid aap ko Yeah Qoul Samajh nahi aaya...

                        Shaid.... Aap ko Pata ho Mirza Asad Ullah Kha Galib ne 4 Shaadiaa ki thie....
                        Iss leye nahi k unko shoq tha....Wo aap k Isi jawab ko pane k leye ho gaeen :hansi
                        Hua Kuch youu tha k.....
                        1st Shaadi unke Parents me Bachpan me ker di....Wo unko pasand na aai to Unhoo ne Talaq de di...
                        2nd un ko aik Larki Pasand aii usss se ker li....Wo bhi pasand na aii..
                        3rd unho ne aik bohut he naik parveen larki ko ki jissey unhaooo ne bohut chaha sshadi se pehle.... lekin...
                        4th to unho se kaaafi dair aik Larki se Isq ker k ki..... Magar baat wo na.... Unko wo bhi na bhaien .....

                        Last me unho ne kaha k.... "Mehboob wo nahi hota jise se aap shadi ker lain..... Bulke Mehboob to wo hai Jis se aap Shadi na ker saken.... Kio k Ager aap un se shadi ker lain gain to pher to wo MEHBOOB na raha.... Pher to wo Biwi ban gae" :soochan:


                        Issi terha jo cheez aap ko Mil jaee to Us ki aap k samne wo Value nahi rehti jo...Hasil hone se pehle thi :THANKS:
                        :khi:

                        aap to khoob ghalib ko jaan'te hain
                        Last edited by *Samra*; 10 February 2009, 18:00.

                        Comment


                        • #13
                          Re: Khawaahish Ka Hasool

                          Originally posted by saraah View Post
                          Asslamoalikum Respected Members....

                          Sheikh Saadi Ka Qoul Hai....
                          "tum Jo Chahtya Ho Ussay Paanay Ki Khwaahish Kabhi Na Kro....kiyon K Jab Wo Tumharay Hath Aaye Gi Tou Apna Roop Kho De Gi....chahay Wo Koi Cheez Ho Ya Insaan'

                          mera Swaal yeh Hai K Jab Aapki Khwaahish Poori Hojati Hai....aur Aapko Aapki Matlooba Cheez Mil Jati Hai....uska Charm Kab Tak Barqrar Rehta Hai Aap K Liye.......?

                          Aur Iss Qoul K Baaray Me Aap Kaya Kehaen Ge.....?:)
                          dear saraah,

                          Mai to samjh'ti hoon ke jo chiez bohat duaou ke baad mili ho ya bohat Khawahish kerne per mili ho to uski Qadar bhi ziada hoti he.

                          yeh alag baat he ke hum ko jab koi chiez mil jaati he to hum uski qadar kerna nahi jaante. Balqe us ke milte hi doosri khawahishain kerne lag jaate hain.
                          Last edited by *Samra*; 10 February 2009, 18:01.

                          Comment


                          • #14
                            Re: Khawaahish Ka Hasool

                            Originally posted by saraah View Post
                            Asslamoalikum Respected Members....

                            Sheikh Saadi Ka Qoul Hai....
                            "tum Jo Chahtya Ho Ussay Paanay Ki Khwaahish Kabhi Na Kro....kiyon K Jab Wo Tumharay Hath Aaye Gi Tou Apna Roop Kho De Gi....chahay Wo Koi Cheez Ho Ya Insaan'

                            mera Swaal yeh Hai K Jab Aapki Khwaahish Poori Hojati Hai....aur Aapko Aapki Matlooba Cheez Mil Jati Hai....uska Charm Kab Tak Barqrar Rehta Hai Aap K Liye.......?

                            Aur Iss Qoul K Baaray Me Aap Kaya Kehaen Ge.....?:)
                            ghaliban yehi ya is se milta julta sawal aap pehly bhi kisi thred main pouch chuki hain?????????'
                            ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                            Comment


                            • #15
                              Re: Khawaahish Ka Hasool

                              Originally posted by Samra_Khan View Post
                              :khi:

                              aap to khoob ghalib ko jaan'te hain
                              Shair Ghalib ko Nahi janey ga to kia..... Massi Rishtey wali ko janey ga ? :uf mere Khuda:

                              Comment

                              Working...
                              X