Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Khawaahish Ka Hasool

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Khawaahish Ka Hasool

    Originally posted by kutkutariyaan View Post
    Shair Ghalib ko Nahi janey ga to kia..... Massi Rishtey wali ko janey ga ? :uf mere Khuda:
    :tasali:

    Comment


    • #17
      Re: Khawaahish Ka Hasool

      Originally posted by Samra_Khan View Post
      :tasali:
      Koi baat nahi...

      Allah-Pak or dain gain... :ANYWORD:

      Aap Ghonsala rekhain :dekou:

      Comment


      • #18
        Re: Khawaahish Ka Hasool

        Originally posted by kutkutariyaan View Post
        Koi baat nahi...

        Allah-Pak or dain gain... :ANYWORD:

        Aap Ghonsala rekhain :dekou:

        Comment


        • #19
          Re: Khawaahish Ka Hasool

          Originally posted by Samra_Khan View Post
          Kia hua :?:

          Comment


          • #20
            Re: Khawaahish Ka Hasool

            Originally posted by kutkutariyaan View Post
            Kia hua :?:
            kuch nahi :cwm:

            Comment


            • #21
              Re: Khawaahish Ka Hasool



              LOGO AB MAIN HANSOON K NA HANSOOON 372-haha372-haha372-haha
              ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

              Comment


              • #22
                Re: Khawaahish Ka Hasool

                Originally posted by aabi2cool View Post

                LOGO AB MAIN HANSOON K NA HANSOOON 372-haha372-haha372-haha
                hans to aap pehlay say rehay hain pher pouchnay ki kia zarorta hai :donno:
                اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                Comment


                • #23
                  Re: Khawaahish Ka Hasool

                  Originally posted by Samra_Khan View Post
                  kuch nahi :cwm:
                  Aap kon si Punjabi Film ki nakaaaaaaam heroen hai jo Peeengain daal rehe hain 372-haha

                  Comment


                  • #24
                    Re: Khawaahish Ka Hasool

                    Originally posted by Samra_Khan View Post
                    dear saraah,

                    Mai to samjh'ti hoon ke jo chiez bohat duaou ke baad mili ho ya bohat Khawahish kerne per mili ho to uski Qadar bhi ziada hoti he.

                    yeh alag baat he ke hum ko jab koi chiez mil jaati he to hum uski qadar kerna nahi jaante. Balqe us ke milte hi doosri khawahishain kerne lag jaate hain.
                    :lahoulAB APP KE ES BAAT KA KEYA MATLAB LAIN HUM :mm:
                    sigpic

                    Comment


                    • #25
                      Re: Khawaahish Ka Hasool

                      Originally posted by Aanchal View Post
                      hans to aap pehlay say rehay hain pher pouchnay ki kia zarorta hai :donno:
                      APP KO PAGAL BANAYA HAI US NE:khi:
                      sigpic

                      Comment


                      • #26
                        Re: Khawaahish Ka Hasool

                        Originally posted by nomi sialkoti View Post
                        :lahoulAB APP KE ES BAAT KA KEYA MATLAB LAIN HUM :mm:
                        is baat ka yehi matlab lijiye , wo chiez jiss tarah se Qadar kerne ka haq rakhti he , utna Haq usko dain. :D:

                        Comment


                        • #27
                          Re: Khawaahish Ka Hasool

                          Originally posted by kutkutariyaan View Post
                          Aap kon si Punjabi Film ki nakaaaaaaam heroen hai jo Peeengain daal rehe hain 372-haha
                          Punjabi Film ki Nakaam heroin ? :khi: mai to samjhti thi kai Punjabi Film ki heroins kabhi Naa kaam nahi hoti, balqe jo 20 saal pehle thien, abhi tak wo hi actresses qaiem hain. 372-shock

                          Comment


                          • #28
                            Re: Khawaahish Ka Hasool

                            Originally posted by Samra_Khan View Post
                            is baat ka yehi matlab lijiye , wo chiez jiss tarah se Qadar kerne ka haq rakhti he , utna Haq usko dain. :D:
                            wo too sab he daty hain lakin kush dair k leya keya asa nehi ho sakta ka khamesha us ke qader ke jaya jasa ka us ko hasil karne sa pehlay app k dil main thee

                            mera marlab insan se hai:mm:
                            sigpic

                            Comment


                            • #29
                              Re: Khawaahish Ka Hasool

                              Originally posted by Samra_Khan View Post
                              Punjabi Film ki Nakaam heroin ? :khi: mai to samjhti thi kai Punjabi Film ki heroins kabhi Naa kaam nahi hoti, balqe jo 20 saal pehle thien, abhi tak wo hi actresses qaiem hain. 372-shock
                              esi leya too keha hai ka app b ab tak nakam nehi hui hain:khi:
                              sigpic

                              Comment


                              • #30
                                Re: Khawaahish Ka Hasool

                                Originally posted by nomi sialkoti View Post
                                wo too sab he daty hain lakin kush dair k leya keya asa nehi ho sakta ka khamesha us ke qader ke jaya jasa ka us ko hasil karne sa pehlay app k dil main thee

                                mera marlab insan se hai:mm:
                                yeh to her insaan ki apni soch aur "Tarbiyat" per depend kerta hai. ke wo kisi Insaan ko paane ke baad uski Qadar kerta he kai nahi :rose

                                Comment

                                Working...
                                X