Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)
zabardast topic............:thmbup:
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Apna Muhasba (Self Accountablity)
Collapse
X
-
Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)
apnay app apni ghaltiyon pay nazar kam hi jate hai
ziyada tar insna yeh bat qoobol nahi kar partay k koi un say kahay k woh ghalat hain
dosra insna appko ziyada sahi bata sakta hai k app ain kia buraiyan hain
Leave a comment:
-
Apna Muhasba (Self Accountablity)
Dostoo,
Insaan ki zaat kabhi ideal or complete nahi hoti, her ek main kuch na kuch khamian hoti hain, or inhe ki wajah se akser hum log ghaltain bhi kerta hain yeh ghaltian kissi ka dil dukhane ki soorat main bhi ho sakti hian ya koi ghalat act kerna main bhi ya phir koi unusual reaction kerna ki soorat main bhi, to yahan hum yeh discuss kerain ge keh normally jab koi ghalti ho jaye kissi bhi format main to hum apna muhasba kaise kerta hain, or her insaan ic category main aata hai, so lets start...
Leave a comment: