Originally posted by Muhammad Ali Jawad
View Post
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Apna Muhasba (Self Accountablity)
Collapse
X
-
Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)
-
Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)
Originally posted by musaddaq View Postbohat acha views diya hian aap ne, or bilkul sahi approach hai,kion keh jo cheez aap ki nature mian ho usse badelte hua time lagat ahi, like kuch logon ko bohat jaldi ghussa aa jata hai, halankeh akser un ka kasoor nahi hota yeh un keh ander unintetionally ho jata hai, lakin iss se doosre suffer kerta hain, to ic situation main kafi time lag jata hai khud ko theek kerta hua, or i think kabhi kabhi 100% removal of such acts can't happen but upmost can be, by efforts
wasalam.
Leave a comment:
-
Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)
Originally posted by musaddaq View Postbohat khoob, or bohat acha views diya hain iss topic pe, or jab insaan apni correction kerta hai to uc main woh Allah Talah se hamesha help maangta hai, irrespective fo religion, kion keh Allah ke concept non-muslims keh liye different ho sakta hai, but ultimately they need someone from whom they ask for guidance other than human being.
Aap nay bhi bilkul sahi kaha. Iss ka saboot khud quran main maujood hai. Prophet Muhammad (s.w) k daur k kafir aur mushrik bhi sakhat mushkil waqat main Allah hi say madad talab kertay thay.
Allah faramata hai;
"Jab yeh kaffir samandar k toofan main ghir jatay hain tu khaliss Allah hi ku pookartay hain (aur kissee zaat ku nahi pookartay). Lykin jab Allah unn ku uss toofan say bachaa ker khooshki per lay aata hai tu ye kafiir uss Allah k saath apnay shareek therany lagtay hain. Unqareeb Allah inn ku inn k amal ki bina per jahanum main dalay ga" (surah -younas)
Waslam!
Leave a comment:
-
Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)
Originally posted by saraah View Posttheek kaha issi trah faaslay barrtay chalay jatay hain......slowely n gradually............
wese baat wohi ajati hai...logon ki qisam ki......ghor o fikar krnay walay.....aur bus u he chlay chlnay walay log.....
in othjer words aap ye b keh saktya hain.....tention lene walay log aur tention dene walay log....... :lol
Leave a comment:
-
Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)
Originally posted by musaddaq View Poste un fellows ko morally kho deta hian, ya phir next person kissi majboori ki wajah se mazeed behas nahi kerta, lakin ghalti apni jagah pe he rehti hia, or with the passage of time woh berh bhi jati hia, kion keh ghalat cheez bhi achi cheez ki tarah slowly evolve hoti hai, just like the traditions, customs and etc...
wese baat wohi ajati hai...logon ki qisam ki......ghor o fikar krnay walay.....aur bus u he chlay chlnay walay log.....
in othjer words aap ye b keh saktya hain.....tention lene walay log aur tention dene walay log....... :lol
Leave a comment:
-
Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)
Originally posted by Muhammad Ali Jawad View PostInsaan khata ka putla hai, shaaid iss ki wajah yeh hai k hum ku Allah nay adam ki aulaad banaya. Aur Adam (a.s) say bhi khata hoi thi. Lykin sab say bari cheez yeh hai k unn ku forran apni uss ghalti ka ahsas hoa aur Allah say toba ker leee aur maufee mang lee aur Allah k nazdeek bargazeeda ho gaye.
Jab k doosry taraf shaitan (devil) tha jiss nay hat dharmee dekhai aur Allah ki rehmat say maayoos ho gaya. Aur uss ka shoomar nafarmano main ho gaya..
Agar hum Adam (a.s) ki parwee kertay hain tu yaqnan sirf Allah hi k nazdeek he nahi bulkay uss ki makhlooq k nazdeek bhi izzat ki nigah say dekhain jayin gay.
Aur agar hum Sahaitan ki parwee kertay hain tu sirf Allah hi k nazdeek nahi bulkay uss ki makhlooq k nazdeek bhi zaleel ho jain gay.
Waslam!
Leave a comment:
-
Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)
Originally posted by saraah View Post[/b]
ji mussadaq.....aap ki aakhri baat bilkul theek...me yeh b likhna chaha rahi thi.....
waqai esa hota hai........then it varies na.....aap unn ko jatla dou...ya phir khamosh hojao ya phir ignore krdou ....it depends.....k saamnay walay k sath rishta kya hai......aur situation kya hai...
doosra yeh k nahi zaroori nae.....k ehsaas hi dilaya jaye.....ALLAH NE INSAAN ko samjh boojh b tou di haiu tou aap ko andaza hojata ahi....agar aap tajziya krnay ki salahiat rakhtay ho tou.....u wl come to know k aap kahan galti kar rahay ho.....
Leave a comment:
-
Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)
Originally posted by musaddaq View Post:clap:very nice views, lakin jo main ne aap k jawab se samjha hai keh normally jab tak ehsas na dilaya jaye tab tak insaan ko lagta hai keh woh theek hai, or yeh bata kafi hadd tak correct bhi hai, kion keh zaroori nahi keh doosre bol keh bata keh he ehsas dilain, yeh un keh next attitude se, behavior se bhi pata lag jata hai keh they didn't liked ur way, but may eb sometimes they r wrong or iss baare main unhain islah ki zaroorat ho
ji mussadaq.....aap ki aakhri baat bilkul theek...me yeh b likhna chaha rahi thi.....
waqai esa hota hai........then it varies na.....aap unn ko jatla dou...ya phir khamosh hojao ya phir ignore krdou ....it depends.....k saamnay walay k sath rishta kya hai......aur situation kya hai...
doosra yeh k nahi zaroori nae.....k ehsaas hi dilaya jaye.....ALLAH NE INSAAN ko samjh boojh b tou di haiu tou aap ko andaza hojata ahi....agar aap tajziya krnay ki salahiat rakhtay ho tou.....u wl come to know k aap kahan galti kar rahay ho.....
Leave a comment:
-
Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)
Originally posted by musaddaq View PostDostoo,
Insaan ki zaat kabhi ideal or complete nahi hoti, her ek main kuch na kuch khamian hoti hain, or inhe ki wajah se akser hum log ghaltain bhi kerta hain yeh ghaltian kissi ka dil dukhane ki soorat main bhi ho sakti hian ya koi ghalat act kerna main bhi ya phir koi unusual reaction kerna ki soorat main bhi, to yahan hum yeh discuss kerain ge keh normally jab koi ghalti ho jaye kissi bhi format main to hum apna muhasba kaise kerta hain, or her insaan ic category main aata hai, so lets start...
Jab k doosry taraf shaitan (devil) tha jiss nay hat dharmee dekhai aur Allah ki rehmat say maayoos ho gaya. Aur uss ka shoomar nafarmano main ho gaya..
Agar hum Adam (a.s) ki parwee kertay hain tu yaqnan sirf Allah hi k nazdeek he nahi bulkay uss ki makhlooq k nazdeek bhi izzat ki nigah say dekhain jayin gay.
Aur agar hum Sahaitan ki parwee kertay hain tu sirf Allah hi k nazdeek nahi bulkay uss ki makhlooq k nazdeek bhi zaleel ho jain gay.
Waslam!
Leave a comment:
-
Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)
Originally posted by Nisa* View PostAssalam O Alaikum,
ap ney bahut achay topic pe baat karney ka muqa dia hay
pehlay tho ap ka bahut shukriya
ap ney baat zameer ki kii hay tho bilkul aisa mery sath hota hay
agar muj sey koi ghalti hojae tho bahut ziada taqlef muje hoti hay aur mai apney ap ko aur shaytan ko malamat karti ho Allah swt sey maufi mangti ho aur dobara ghalti na karney ki koshish karti ho lakin har bar aisa nahi ho pata kabhi woh ghalti dobara bhi hojati hay aur aisa agar do ya teen martaba hojae tab mai Allah swt sey aisa na karney ka wada aur dua karti ho is tareqey sey aisa phir nahi hota kiu k har bar woh wada yaad rehta hay
k yeh wada mera Allah swt sey hay
Allah swt humay Hidayat dey Ameen
wasalam .
Leave a comment:
-
Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)
Originally posted by saraah View Postji tou ab aatay hain jawab ki taraf........
apna muhasiba bohat zaroori hai........shurooaat kesae hotin hain....hmmm...hum se galtiyaan hoti rehti hain...theek....lakin iska idraak hona bohat zaroori hai....aur phir etraaf....isi ka naam ehtisaab hai.....phir next step hai sudhaar ka..islaah ka ...jo tasleem k baad hi aaye ga na.....aur u know mussaddaq....log zayda tar apni galtiyon ka etraaf nae krtay unain tasleem nae krtay.....tou phir yeh process kesay shuru hoga....nae hoskta na.....?
ehtisaab b wohi log kren ge...jo sood o zayaan ka hiasaab rakahin ge...wrna chal so chal.....
yess..yeh kaam me tawaatar k sath krti hoon.........:alhamd:.....aap ne poocha kesay.....
bohat dafa mere harsh attitude ki waja se kuch doston ki dilazaari hui....muje ehsaas dilaya gya....me ne tasleem kiya...yesss.....me ne tasleem kiya.....etraaf kiya.....next time wo galti nae hui.....:)
iss k ilawa aur b misalain hain.....lakin haan.....aap realistically dekhain tou har cheez nahi badal sakti....kiyon k insaan ...insaan hi rehta hai...farishta nae ban sakta.....yehi uski barrai hai...k
farishtay se behtar hai insaan ban,na
magar iss me parrti hai mehnat zayda...........
Leave a comment:
-
Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)
Originally posted by itfreak View Postyes kafi had taq yehi karta hoon, jab taq ghalti ki talafi nahi kar loon bechaini rehti hai, iss liay foran talafi karain, you will feel better, kabhi kabhi kafi mushkil ho jata hai, lekin agar himat kar keh aik bar talafi kar lein to bechaini nahi hoti, pursukon ko jata hai insan
u knw keh insan keh khud se zaiada koi usse nahi jaanta, or niyat kaisi hai yeh bhi, iss liye insan khud he apne aap ko theek ekr sakta hai or bigarr bhi sakta hai:)
Leave a comment:
-
Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)
Assalam O Alaikum,