Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Apna Muhasba (Self Accountablity)

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • musaddaq
    replied
    Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)

    Originally posted by Xai View Post
    nature ko aap kaisey define kertey ho?
    nature and habbit main faraq hai keh
    Habbits waqt or halaaat keh saath saath badelti rehti hain
    lakin nature irrespective to everything change nahi hoti

    Leave a comment:

  • Z.
    replied
    Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)

    Originally posted by musaddaq View Post
    dekhain nature completely nahi badel sakti, but kissi extent tak badli ja sakti hai, or yeh KHUDI kissi or sense mian hia, iss nature ki sense mian nahi
    nature ko aap kaisey define kertey ho?

    Leave a comment:

  • musaddaq
    replied
    Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)

    Originally posted by Xai View Post
    :-)

    leykin jab Iqbal kehtey hien key "Khudi ko ker buland itna..." do you see what i mean??

    Insaan ko choice di gai hai issi liye uss ka apni nature ko badalna na badalna uss key apney hath mey hai... Agar aik insaan apney >"self" pey kaam karey tau ye mumkin hia
    dekhain nature completely nahi badel sakti, but kissi extent tak badli ja sakti hai, or yeh KHUDI kissi or sense mian hia, iss nature ki sense mian nahi

    Leave a comment:

  • Z.
    replied
    Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)

    Originally posted by musaddaq View Post
    do u think keh jo cheezain nature main hoon un se ek baar main chhutkara mil jata hai?
    Originally posted by senorita View Post
    nahi
    :-)

    leykin jab Iqbal kehtey hien key "Khudi ko ker buland itna..." do you see what i mean??

    Insaan ko choice di gai hai issi liye uss ka apni nature ko badalna na badalna uss key apney hath mey hai... Agar aik insaan apney >"self" pey kaam karey tau ye mumkin hia

    Leave a comment:

  • *Samra*
    replied
    Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)

    acha thrEAD he

    Jaab HUm apna muhasba kart'e he'n to hum ko phir Maloomm ho'ta he kai, hum se Bura koi Nahi !!

    Leave a comment:

  • musaddaq
    replied
    Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)

    Originally posted by saraah View Post
    TOUBA HAI..LOG ITNI BATAIN KR KR THAKTAY NAE........:pagal:
    ab apna self defence kerna to her ze-shaour ka farz-e-awaleen hai na, log iss ko zaiada batain kerna keh deta hain

    Leave a comment:

  • saraah
    replied
    Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)

    Originally posted by musaddaq View Post
    :khi:woh to main ne already ker diya hua hia,
    Originally posted by musaddaq View Post
    itni kismat kahan hamari
    Originally posted by musaddaq View Post
    g aap lecture de sakti hain, hum ne ears main cotton beads daal li hainteddy
    Originally posted by musaddaq View Post
    inhon ne bhi woh add dekh li ho gi na, jiss mian kehte hain keh iss se behter sirf khamoshi
    Originally posted by musaddaq View Post
    acha to yeh baat hai:mm:
    Originally posted by musaddaq View Post
    :kr:haan yeh theek kaha hai, ek shurrli or ek chhuri
    Originally posted by musaddaq View Post
    sachai:lpop:

    Originally posted by musaddaq View Post
    itni kismat kahan hamari
    TOUBA HAI..LOG ITNI BATAIN KR KR THAKTAY NAE........:pagal:

    Leave a comment:

  • musaddaq
    replied
    Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)

    Originally posted by saraah View Post

    aap ki batai hui gazal suntay hue kahin me daar e fani se kooch hi na kr jaoon.........

    itni kismat kahan hamari

    Leave a comment:

  • musaddaq
    replied
    Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)

    Originally posted by saraah View Post
    OH BERRA TAR JAYE FARIYE......EH KEE KEH DITTA EE.........372-haha
    Originally posted by fari View Post
    372-shockmaina kuch gghalat kaha372-haha
    nahi to, tum ne kabhi simple ghalat kaha hai kya jo ab kaho gi,

    bulkeh tum hamesha bilkul he ghalat kehti ho:khi:

    Leave a comment:

  • musaddaq
    replied
    Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)

    Originally posted by saraah View Post
    OH BERRA TAR JAYE FARIYE......EH KEE KEH DITTA EE.........372-haha
    sachai:lpop:

    Leave a comment:

  • musaddaq
    replied
    Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)

    Originally posted by fari View Post
    churail tum hogay ...tum fikar na karo bhabhi se kah kar tumharay andar ki churail kay dant hath tang sab torwaon gi 372-haha

    jawab kiya diana ha bas ini khamoshi hi kafi ha 372-haha

    jab tak ap asi makhloq ka sath dati rhi gi woh lahore ana nahi band karay ga
    Originally posted by Muhammad Ali Jawad View Post
    Tumhara name FARI k bajaye CHORRI (Knife) hona chahye!:mm:
    :kr:haan yeh theek kaha hai, ek shurrli or ek chhuri

    Leave a comment:

  • musaddaq
    replied
    Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)

    Originally posted by saraah View Post
    inki entry lahore me bund ki jaye.......khwamkhah lahore ko badnam krtay hain phir tou.....:khi:

    Originally posted by fari View Post

    jab tak ap asi makhloq ka sath dati rhi gi woh lahore ana nahi band karay ga
    acha to yeh baat hai:mm:

    Leave a comment:

  • musaddaq
    replied
    Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)

    Originally posted by fari View Post

    jawab kiya diana ha bas ini khamoshi hi kafi ha 372-haha

    inhon ne bhi woh add dekh li ho gi na, jiss mian kehte hain keh iss se behter sirf khamoshi

    Leave a comment:

  • musaddaq
    replied
    Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)

    Originally posted by saraah View Post

    ji mussdaq jawaaz hota hai na........kya ab me aap ko lecture doon........

    .........

Working...
X