Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Apna Muhasba (Self Accountablity)

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)

    Originally posted by musaddaq View Post
    poochhte hain keh aap pls woh jawaz batain, kion keh baki batain ot personal ho sakti hian na:khi:
    chalo dekhtain ha saraah kiya batati hain372-haha

    Originally posted by musaddaq View Post
    hummain to pehle he saal pata lag gaya tha372-haha
    asi chizo ka pata pehlay chal jay tu acha hota ha 372-hahawarna plakhay mai hi rakhta ha ya

    Originally posted by musaddaq View Post
    oye nalaik kabhi kabhi dushmano ko bhi saath mil jana chahia jab 3rd dushman se muqabla karna ho to, jaise he next dushman khatam hum wapis apne morchoon main aa jain ge:kr:

    tum aur aamir is liya sath mil jata home kay muqablay tum bakhsay nahi ja saktay ab

    Comment


    • Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)

      Originally posted by musaddaq View Post
      yeh conclusion sab kuch hone keh baad dena ka kya faida,jab chirriyan chug gayin khet
      koi baat nahi.. hum aap ke liye naya khait lagayenge.. :lol
      filhaal am leaving...
      aap khush rahein.. apna or bhabhi ka khayal rakhein.. or me ko jaldi se phuppu banaye... :D
      Allah haafiz...

      Comment


      • Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)

        Originally posted by fari View Post
        chalo dekhtain ha saraah kiya batati hain372-haha
        chalo lets hope for the worst, kion keh best to ho nahi sakta:kr:

        Comment


        • Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)

          Originally posted by musaddaq View Post
          halankeh main itna achha hoon, tumhian mera sath dena chahia, lakin jahan dushmani ki baat aayi, wahin tum leader ban gayin

          dekho tum mar khao is se achi baat kiya ho sakti ha pori dunia kay shitano ko ibrat milay gi kah asi chizo ko asay saza milti ha 372-haha

          Comment


          • Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)

            Originally posted by fari View Post


            asi chizo ka pata pehlay chal jay tu acha hota ha 372-hahawarna plakhay mai hi rakhta ha ya
            or baad main phir iss keh bahane sunn'ne wale hote hian:khi:

            Comment


            • Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)

              Originally posted by musaddaq View Post
              chalo lets hope for the worst, kion keh best to ho nahi sakta:kr:

              372-haha372-hahaworst as well as interesting 372-haha

              Comment


              • Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)

                Originally posted by fari View Post

                tum aur aamir is liya sath mil jata home kay muqablay tum bakhsay nahi ja saktay ab
                tumhare saath to kabhi dushmani ki he nahi hum ne, itni tameez se tumhian churail kehta hain, keh churrial ka ser bhi sharmindagi se jhuk jata ho ga, keh ager tumhain bhi churail kaha hai to woh to asal churrail to kuchh pyari hoti hia na

                Comment


                • Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)

                  Originally posted by ummid View Post
                  koi baat nahi.. hum aap ke liye naya khait lagayenge.. :lol
                  filhaal am leaving...
                  aap khush rahein.. apna or bhabhi ka khayal rakhein.. or me ko jaldi se phuppu banaye... :D
                  Allah haafiz...
                  TC AH:phool:

                  Comment


                  • Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)

                    Originally posted by fari View Post
                    372-haha372-hahaworst as well as interesting 372-haha
                    lekin yeh bahmi mushawrat keh sath jawab dain ge372-haha

                    Comment


                    • Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)

                      [quote=saraah;953814]haan me ne wo gana sun liya thaa na

                      in se nain mila k dekho
                      yeh dhoka b kha k dekho..........:lpop:

                      quote]

                      Originally posted by fari View Post


                      372-hahaap kasa wala dhoka kha kar bathi ha humay bhi batian 372-shock
                      fari pagal kurrie her cheez ka jawaz hota hai na, to aise nahi pochhte:khi:

                      Comment


                      • Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)

                        Originally posted by musaddaq View Post
                        :lahoulAllah re Ghalatfehmian, yeh to lahore main enter ho 4 chalaan katwa leta hai,
                        inki entry lahore me bund ki jaye.......khwamkhah lahore ko badnam krtay hain phir tou.....:khi:



                        Originally posted by musaddaq View Post
                        to ab gana sun'ne band ker dain, or koi ghazal sunn lain, jo hum recommend ker sakte hian:khi:

                        or yeh logon se lerrna seekh raha hai na, seekhne dain kaam aaye ga iss bechare keh:dance:
                        aap ki batai hui gazal suntay hue kahin me daar e fani se kooch hi na kr jaoon.........

                        [quote=musaddaq;953883]
                        Originally posted by saraah View Post
                        haan me ne wo gana sun liya thaa na

                        in se nain mila k dekho
                        yeh dhoka b kha k dekho..........:lpop:

                        quote]


                        fari pagal kurrie her cheez ka jawaz hota hai na, to aise nahi pochhte:khi:
                        ji mussdaq jawaaz hota hai na........kya ab me aap ko lecture doon........

                        Originally posted by musaddaq View Post
                        :mm:
                        shadi krwa k b aap sochnay k qabil hain.........372-haha
                        شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                        Comment


                        • Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)

                          Originally posted by musaddaq View Post
                          tumhare saath to kabhi dushmani ki he nahi hum ne, itni tameez se tumhian churail kehta hain, keh churrial ka ser bhi sharmindagi se jhuk jata ho ga, keh ager tumhain bhi churail kaha hai to woh to asal churrail to kuchh pyari hoti hia na
                          churail tum hogay ...tum fikar na karo bhabhi se kah kar tumharay andar ki churail kay dant hath tang sab torwaon gi 372-haha

                          Originally posted by musaddaq View Post
                          lekin yeh bahmi mushawrat keh sath jawab dain ge372-haha
                          jawab kiya diana ha bas ini khamoshi hi kafi ha 372-haha

                          Originally posted by saraah View Post
                          inki entry lahore me bund ki jaye.......khwamkhah lahore ko badnam krtay hain phir tou.....:khi:
                          372-haha
                          jab tak ap asi makhloq ka sath dati rhi gi woh lahore ana nahi band karay ga

                          Comment


                          • Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)

                            Originally posted by fari View Post
                            churail tum hogay ...tum fikar na karo bhabhi se kah kar tumharay andar ki churail kay dant hath tang sab torwaon gi 372-haha



                            jawab kiya diana ha bas ini khamoshi hi kafi ha 372-haha



                            jab tak ap asi makhloq ka sath dati rhi gi woh lahore ana nahi band karay ga
                            Tumhara name FARI k bajaye CHORRI (Knife) hona chahye!:mm:


                            Allah-o-Akbar Kabeera, Wal Hamdulillaah-e-Kaseera, Subhan Allah-e-Bukratan-wa-Aseela

                            Comment


                            • Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)

                              Originally posted by fari View Post
                              jab tak ap asi makhloq ka sath dati rhi gi woh lahore ana nahi band karay ga
                              OH BERRA TAR JAYE FARIYE......EH KEE KEH DITTA EE.........372-haha
                              شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                              Comment


                              • Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)

                                Originally posted by saraah View Post
                                OH BERRA TAR JAYE FARIYE......EH KEE KEH DITTA EE.........372-haha

                                372-shockmaina kuch gghalat kaha372-haha

                                Comment

                                Working...
                                X