Originally posted by *Rida*
View Post
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Apna Muhasba (Self Accountablity)
Collapse
X
-
Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)
-
Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)
Originally posted by *Rida* View Posthmmm....main bhi agar koi ghalti karti hoon tu mujhay bai chaini rehti hai.....foran us ki talafi karti hoon.... mairay khayal mein agar koi shakhs khud hi say apna ehtisaab kar lay...tu dosroon kay aagay jawabday honay ki nobat nahin aaati.......aur apna aap bhi mutamain rehta hai.....
Leave a comment:

or ghalti ka ehsas iss se pehle ho jana chahia keh kuch toot na jaye
Leave a comment:
-
Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)
Originally posted by musaddaq View PostDostoo,
Insaan ki zaat kabhi ideal or complete nahi hoti, her ek main kuch na kuch khamian hoti hain, or inhe ki wajah se akser hum log ghaltain bhi kerta hain yeh ghaltian kissi ka dil dukhane ki soorat main bhi ho sakti hian ya koi ghalat act kerna main bhi ya phir koi unusual reaction kerna ki soorat main bhi, to yahan hum yeh discuss kerain ge keh normally jab koi ghalti ho jaye kissi bhi format main to hum apna muhasba kaise kerta hain, or her insaan ic category main aata hai, so lets start...
Leave a comment:
-
Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)
Originally posted by senorita View Postbohat sari baton me to 100% ho jata he lekin kabhi kabhi kuch baton me percentage kam zeada hoti rehti he
Leave a comment:
-
Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)
Originally posted by senorita View Postapni ghalti k bare me sochti hon....khud ko danti bhi hon samjhati bhi hon or next dobara esa na karne ka azam karti hon or Allah se dua karti hon k meri madad kare.
Leave a comment:
-
Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)
Originally posted by musaddaq View PostDostoo,
Insaan ki zaat kabhi ideal or complete nahi hoti, her ek main kuch na kuch khamian hoti hain, or inhe ki wajah se akser hum log ghaltain bhi kerta hain yeh ghaltian kissi ka dil dukhane ki soorat main bhi ho sakti hian ya koi ghalat act kerna main bhi ya phir koi unusual reaction kerna ki soorat main bhi, to yahan hum yeh discuss kerain ge keh normally jab koi ghalti ho jaye kissi bhi format main to hum apna muhasba kaise kerta hain, or her insaan ic category main aata hai, so lets start...
Leave a comment:
-
Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)
Originally posted by <> View Postapnay app apni ghaltiyon pay nazar kam hi jate hai
ziyada tar insna yeh bat qoobol nahi kar partay k koi un say kahay k woh ghalat hain
dosra insna appko ziyada sahi bata sakta hai k app ain kia buraiyan hain
Leave a comment:
Leave a comment: