Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)
dekhain yeh to almost sab he keh raha hain keh woh apni ghalti ko maan keh usse theek kerne ki koshish kerta hian, i think humain yeh bhi discuss kerna chahia keh woh kon se areas hain generally jahan hum weak hain
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Apna Muhasba (Self Accountablity)
Collapse
X
-
Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)
Originally posted by MSA View PostMujay Aam tour pe pata hota he k mein flan kam galut kur raha ho-to koshish kurta ho ko eradicate kurne ki ugli dafa se-aur us kam ki touba bhi kur leta ho galti kurte waqt:)-aur jaha tuk bat he kisi ka dil dhukana ki apne action se-to mein to aisa bunda hi nahi k kisi ka dil dukha sako:$-agur kabhi galti meri hi hoti he to sorry kur leta ho aur muk muka ka rasta nikal leta ho provided that wo bunda mujh se bat kurna chahta ho:) aur in case meri galti nahi hoti to phir bhi me sorry kur leta ho k rola mukke :) awein aik sorry se bunda ki izzut girti thori he;)....
in short mein aik acha lurka ho atleast is mamle me:hehe:
he na:embarasse
wohi to main kaha na tusi achy larky ho..:rose
Leave a comment:
-
Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)
Jab tak hum apna muhasba nahi kerte hum Ghaltiou kai daldal mai khud phanste jaate hain...hum yehi samjh rahe hote hain, kai doosra Ghalat he,.saari Khaamia doosre mai hi hain..
jab hum apna muhasba kerte hain, to humai andaza hota hai kai baqi saab to bilkul thik hain, ghalti humari hai, yaa kamzoori humare ander he...
ab humari zimedaari hojaati he kai hum ...apni un kamzoriou ko door kerain
Leave a comment:
-
Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)
Mujay Aam tour pe pata hota he k mein flan kam galut kur raha ho-to koshish kurta ho ko eradicate kurne ki ugli dafa se-aur us kam ki touba bhi kur leta ho galti kurte waqt:)-aur jaha tuk bat he kisi ka dil dhukana ki apne action se-to mein to aisa bunda hi nahi k kisi ka dil dukha sako:$-agur kabhi galti meri hi hoti he to sorry kur leta ho aur muk muka ka rasta nikal leta ho provided that wo bunda mujh se bat kurna chahta ho:) aur in case meri galti nahi hoti to phir bhi me sorry kur leta ho k rola mukke :) awein aik sorry se bunda ki izzut girti thori he;)....
in short mein aik acha lurka ho atleast is mamle me:hehe:
he na:embarasse
Leave a comment:
-
Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)
Originally posted by fari View Postghalat karo tu khud hi pata chal jata ha kah ghalat kia hamai phir apnay oper ghusa nikalti ho
achi tarhan aik do din tak phir thek ho jati hon:lpop:aksar woh ghaltiyan dobara nhi karti koi nahi hi ghalti kar dati ho:lahoul
haan bohat acha karti ho...was kyakhood ko marti ho:khi:
nai galti hi karti ho na woh to nahi na jis se nuksan hyuwa ho..or phir nai galti se b touba kati ho gi naa.....meri payari fariteddy
Leave a comment:
-
Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)
Originally posted by fari View Postghalat karo tu khud hi pata chal jata ha kah ghalat kia hamai phir apnay oper ghusa nikalti ho
achi tarhan aik do din tak phir thek ho jati hon:lpop:aksar woh ghaltiyan dobara nhi karti koi nahi hi ghalti kar dati ho:lahoul
Leave a comment:
-
Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)
Originally posted by soni kudi View Postmujhy jab lagta hai k main galati ki....or mari wajha se koi hurt huwa to mari puri koshish hoti hai ke main us bandy se sorry kar lo..or ainda kabhi woh galati na karoun
Leave a comment:
-
Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)
Originally posted by musaddaq View PostDostoo,
Insaan ki zaat kabhi ideal or complete nahi hoti, her ek main kuch na kuch khamian hoti hain, or inhe ki wajah se akser hum log ghaltain bhi kerta hain yeh ghaltian kissi ka dil dukhane ki soorat main bhi ho sakti hian ya koi ghalat act kerna main bhi ya phir koi unusual reaction kerna ki soorat main bhi, to yahan hum yeh discuss kerain ge keh normally jab koi ghalti ho jaye kissi bhi format main to hum apna muhasba kaise kerta hain, or her insaan ic category main aata hai, so lets start...
ghalat karo tu khud hi pata chal jata ha kah ghalat kia hamai phir apnay oper ghusa nikalti ho
achi tarhan aik do din tak phir thek ho jati hon:lpop:aksar woh ghaltiyan dobara nhi karti koi nahi hi ghalti kar dati ho:lahoul
Leave a comment:
-
Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)
mujhy jab lagta hai k main galati ki....or mari wajha se koi hurt huwa to mari puri koshish hoti hai ke main us bandy se sorry kar lo..or ainda kabhi woh galati na karoun
Leave a comment:
-
Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)
Originally posted by <> View Postbat apki shai hai insna ka zameer usay malamat karta hai
agar aik beta apni maa ko bemar halat main bilkul nahi poch raha
2 behnain apas main shaded nafrat main mubtela hogain
kuch khawateen main hasad o jalan ki aag unhay yeh sochnay nahi day rahi k woh ghalat hain to unka zameer kahan hai jo unhay nahi batata k woh ghalat hain
apkay sawal say yehi log meray zehan main aay to mainay likh dia
Leave a comment:
-
Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)
Originally posted by musaddaq View Postdekho Muqadas, insaan keh ander ek zameer naam ki cheez bhi hoti hia, or apni ghalti ka ehsas khud se zaiada kissi ko nahi ho sakta, haan yeh ho sakta hai keh aap ko foran ussi waqt ehsas na ho, but baad main when u see circumstances or results may be tab aap ko ehsas ho, so insan khud se behter koi uc ki accountability nahi ker sakta, thats for sure
agar aik beta apni maa ko bemar halat main bilkul nahi poch raha
2 behnain apas main shaded nafrat main mubtela hogain
kuch khawateen main hasad o jalan ki aag unhay yeh sochnay nahi day rahi k woh ghalat hain to unka zameer kahan hai jo unhay nahi batata k woh ghalat hain
apkay sawal say yehi log meray zehan main aay to mainay likh dia
Leave a comment:
-
Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)
Originally posted by musaddaq View Postexcellent quoting according to situation and infact truth
Leave a comment:
Leave a comment: