Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Apna Muhasba (Self Accountablity)

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • saraah
    replied
    Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)

    aamir beating about the bush baohat hogyi....hun jawab dewo.........

    Leave a comment:

  • Mr. Sialkoty
    replied
    Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)

    Originally posted by musaddaq View Post
    yaar yeh invertor hai:khi:
    Yani mera shuk sahi nikla
    Last edited by Mr. Sialkoty; 23 January 2009, 08:45.

    Leave a comment:

  • musaddaq
    replied
    Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    Tu ne sona se pehlay minus (-) kyoon lagaya he, yani tu kahin mujay negative sense mein sona to nahi keh raha :embarasse:embarasse
    yaar yeh invertor hai:khi:

    Leave a comment:

  • Mr. Sialkoty
    replied
    Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)

    Originally posted by musaddaq View Post
    -(sona)

    chal huun bol
    Tu ne sona se pehlay minus (-) kyoon lagaya he, yani tu kahin mujay negative sense mein sona to nahi keh raha :embarasse:embarasse

    Leave a comment:

  • musaddaq
    replied
    Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    Pehlay mujay sona keh :embarasse
    -(sona)

    chal huun bol

    Leave a comment:

  • Mr. Sialkoty
    replied
    Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)

    Originally posted by musaddaq View Post
    mera koja dost, chal hun das de
    Pehlay mujay sona keh :embarasse

    Leave a comment:

  • musaddaq
    replied
    Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    Yaar tu ghusa kyoon hota he, pyaar se keh na :embarasse
    mera koja dost, chal hun das de

    Leave a comment:

  • Mr. Sialkoty
    replied
    Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)

    Originally posted by musaddaq View Post
    to ab de do na:fuming:
    Yaar tu ghusa kyoon hota he, pyaar se keh na :embarasse

    Leave a comment:

  • musaddaq
    replied
    Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    Tu ne ager likha hota ke aap apna muhasba kese kerte hein to mein tujay apnay baray mein information de bhi sakta tha :embarasse
    to ab de do na:fuming:

    Leave a comment:

  • Mr. Sialkoty
    replied
    Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)

    Originally posted by musaddaq View Post
    Dostoo,
    Insaan ki zaat kabhi ideal or complete nahi hoti, her ek main kuch na kuch khamian hoti hain, or inhe ki wajah se akser hum log ghaltain bhi kerta hain yeh ghaltian kissi ka dil dukhane ki soorat main bhi ho sakti hian ya koi ghalat act kerna main bhi ya phir koi unusual reaction kerna ki soorat main bhi, to yahan hum yeh discuss kerain ge keh normally jab koi ghalti ho jaye kissi bhi format main to hum apna muhasba kaise kerta hain, or her insaan ic category main aata hai, so lets start...

    :embarasseaye ki keh dita e
    jaldi se apne keemte comments de:tasali:

    Leave a comment:

  • Mr. Sialkoty
    replied
    Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)

    Originally posted by musaddaq View Post
    per aaj tak tujh main behtari koi nahi dekhi main ne,

    ab insanoon ki tarah complete answer kr,
    :embarasseaye ki keh dita e

    Leave a comment:

  • musaddaq
    replied
    Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    mujay apni ghalti ka forun ilm ho jata he aur phir mein apna mohasba ker leta hoon

    hun gul ker :D:
    per aaj tak tujh main behtari koi nahi dekhi main ne,

    ab insanoon ki tarah complete answer kr,

    Leave a comment:

  • Mr. Sialkoty
    replied
    Re: Apna Muhasba (Self Accountablity)

    Originally posted by musaddaq View Post
    dekhain yeh to almost sab he keh raha hain keh woh apni ghalti ko maan keh usse theek kerne ki koshish kerta hian, i think humain yeh bhi discuss kerna chahia keh woh kon se areas hain generally jahan hum weak hain
    Yaar mein Engineering mein week hoon :embarasse

Working...
X