Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Sharab

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Sharab

    Originally posted by senorita View Post
    ameen
    lekin ese logon ki waja se sab par Allah ka ghusa nazail hota he to ham kitne kasoor war hen is tarah ki baton me?:mm:ager koi hamare samne koi bura kaam kare to ham khamoshi ikhtyar kar lete hen k hamen kia:donno:bure ko bura kehna chor dia gya he is leay burai karne wale kisi ka dar ya sharam mehsoos nahi karte:mm:
    haN bajaa...gehuuN ke saath ghun to pistaa hii hai...ghun ka akia qusoor sivaaye iske k us cheez kaa saath hai uskaa jise pis jaanaa hai...Allah ne to farmaayaa hai aur Hukm diyaa hai k ham logoN ko achchhaaii kii taraf bulaayeN aur buraaii se rokeN...magar eyh kaam ham ne aadhaa hii kiyaa...iskii ek jeetii jaagtii misaal TableeGhii jamaa'at hai...meraa un se hamesha yehii ashaal rahaa hai k aap buraaiyoN ko rokne ke liye apnii speech emN kuchh kahaa kareN to vo farmaate haiN k ham Hikmat aur maslaHat se kaam le rahe haiN ... ek baar yeh masjid aa jaayeN to sab Khud hii chhoR deNge...aaj 70 saal to ho gaye yehii kahte huye unko...maiN en to aaj tak na dekhaa...aur to aur...maiN to aise aise muslims roz dekhtaa hUN jo namaaz roza bhii karte haiN, Khairata bhii karte ahiN magar zakaat nahiIN dete aur saath hii saath rishwat khorii, Ghalat kaam sabhii to kar rahe haiN..side by side Haraam kaam...to kiuN na aaye 'azaab...ab AfGhanistan ko hii dekh lijiye...yeh lambii lambii daaRhii hai magar drugs kaa kaam kar rahe haiN...guns kaa kaam kar rahe haiN, sood Khorii kar rahe haiN...

    kis kis ko roiye
    :(

    Fall view from inside my car
    near my work place :)

    Comment


    • #17
      Re: Sharab

      Originally posted by senorita View Post
      Allah na kare jo ap ya yahan ka koi member esi neech harkaten kare....:lahoul
      wo to theek he per tum ne bataya nahi Rita :embarasse
      :thmbup:

      Comment


      • #18
        Re: Sharab

        Originally posted by senorita View Post
        Aslamoalikum:salam:

        thread ka tytle dekh kar shaed ap pareshan ho jaen k aj senorita ko kia ho gya he..kesi buri cheez ka naam le lia:embarasse...mazrat...lekin me ne last days kuch books parhen apne seyasat danon k bare me,poets k bare me,army Gens k bare me to mujhe aik cheez bohat numaya nazar aei k in me zeada tar log sharab peete the or peete hen:mm:aik muslim mulk or muslims ho kar....aik bilkul haram or mamnooh cheez akher kion?jitna pig khana haram he utna hi sharab peena bhi haram he.lekin pakistan me bohat se log is shughal ko apnaey huey hen jin me bohat se shurfaa bhi ate hen:mm:
        waalikum asslam....
        senorita yeh bilkul b qabil etraaz topic nae chuna tum ne......n u r right....u know yeh yahan ki high gentry ka culture bn chuka hai...unki mehfilen iss k bina na mukammal hain.....yeh aankhon dekhi baat hai...aamir ne shyd kaha...pk me esa kuch nae...BT IT IS....india ki ek mOvie aayi thi....naam bhool gyi hoon....uss me 'page'....ka word aata thaa..iwl mention later.....it was all abt high gentry..n there activities......wo sab kuch pk me hota hai.....
        aur muzammat......u know rita...might is right.......
        شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

        Comment


        • #19
          Re: Sharab

          Originally posted by senorita View Post
          nahi bure ko zarur bura kahen..ye us k sath bhala ho ga..shaed kabhi us ko burai ka ehsas ho jaey:donno:
          yup burai ko to bura kehna chaie....infact hades bhi he k agur app hath se burai ka muqabla nahi kur sakte to zaban se kurein....:salam:

          Comment


          • #20
            Re: Sharab

            Yaar App log grapes khatay ho aur ham juice pitay kiya bora hoya. lol
            ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

            Comment


            • #21
              Re: Sharab

              vicher javey jay yaar tey peeni paindi aey372-haha

              Comment


              • #22
                Re: Sharab

                Originally posted by BUS U HE View Post
                vicher javey jay yaar tey peeni paindi aey372-haha
                372-haha372-haha
                koi hal nahi372-haha

                Comment


                • #23
                  Re: Sharab

                  Originally posted by munda_sialkoty View Post
                  Pakistan mein Sharab aam nahi he, atleast mein ne kabi bhi kisi achay hotel mein bhi nahi dekhi.

                  2 Islamic countries UAE aur EGYPT jana hua mera wahan pe Sharab bohat aam he. Especially Abu Dhabi Airport pe he bar banai gai he. Dubai ke hotels mein Sharab aam milti he, Duty Free Shops mein. Egypt mein her almost her achay hotel mein. Pakistani Airlines mein nahi dekhi lekin Itehad Airlines jo ke UAE based he wahan pe sharab serve ki jati he aur hamaray muslim bhai shookiyaa peetay huay dikhai dete hein. Sharam ki baat he ke loog haram cheez ko baray fakhar ke saath noosh kerte hein
                  yaar main jab serena hotel mey job karta tha tou waha speciall aik bar bani hui thi jaha per saki khood apne haathoo se paimanay bhar ker daita tha372-haha

                  Comment


                  • #24
                    Re: Sharab

                    Sis yahan se he to maloom hota hai k kaun nafs per qaboo apye hue hai aur kaun qaboo nahi pa saka jab nafs per qaboo nahi rehta banda kuch bhulana chhata hay to kabhi usay nimaz air Rab ayd nahi aaye ga k yeh bhi gham bhula skate hain woh janab seedha is ki janib lapke ga k yeh kuch lamhat k liye madhosh ker deti hai afsos k muslim janne k bawajood yeh sab ker rahay hain

                    kayi batein haram hain

                    Mard epr sonna pehnna haram hai

                    Ham laug goldsmith fmaily se hain mard sonay ki chain,rings yeh sba pehan ker bais e fakahr sumtimes gir e baan khol ker rkahte hai jab k islam main yeh jaiz nahi per hamari family mean mere bhai,walid aur kuch aur laug gold nahi pehnte q haram hai yeh baqaida jante hain k gunah ahi pehnna is ko nahi pehnte q?

                    isi liye k woh akhray main kiye ajnay waly sawalon se darte hain k qabar main jana hai aj fashion k liye pehne gay kal yeh galay ak toq bane ga kaha jata hai na AMAL KA DAROMADAR NIYATON PER HAI"

                    BUS JIS KI NIYAT SAF SUTHRI AUR NAFS EPR QABOO HAI WOH KABHI HARAM CHIZON PER NAHI LAPKE GA aur na he gham ghalat kerne k liye haram chiz ko soche ga ab hamein ay dnahi aa raha k Farman tha kis ka pe ritna yad hai k kaha gaya tha k tum apna aik qadam nafs epr rakh do to dusra seedha janat main jaye ga :-) umeed hai smajh aa gaya ho ga ha kya kehna chhatay hain :-) kuch ghalat kaha ho to mazrat khawan hain




                    Comment


                    • #25
                      Re: Sharab

                      Originally posted by BUS U HE View Post
                      vicher javey jay yaar tey peeni paindi aey372-haha
                      :lahoul....TERE KOLO EHO UMEED SI ITALY.........
                      شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                      Comment


                      • #26
                        Re: Sharab

                        Originally posted by saraah View Post
                        :lahoul....TERE KOLO EHO UMEED SI ITALY.........
                        372-hahapaivasta reh shajer se umeed-e.bahara'n rakh:khi:

                        Comment


                        • #27
                          Re: Sharab

                          [quote=senorita;918450]Aslamoalikum:salam:

                          aik muslim mulk or muslims ho kar....aik bilkul haram or mamnooh cheez akher kion?[/quote]
                          اس کا جواب میرے تازہ ترین اشعار میں ۔ ۔ ۔ ۔


                          ہوتی ہے کیا شراب میں لذت نہ پوچھیئے
                          چُھٹتی نہیں یہ کافر منہ کو لگی ہوئی
                          جب سے ہوا مسلماں غافل قضا سے
                          تب سے شَرابِ احمر منہ کو لگی ہوئی
                          ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                          Comment


                          • #28
                            Re: Sharab

                            Originally posted by senorita View Post
                            Aslamoalikum:salam:

                            thread ka tytle dekh kar shaed ap pareshan ho jaen k aj senorita ko kia ho gya he..kesi buri cheez ka naam le lia:embarasse...mazrat...lekin me ne last days kuch books parhen apne seyasat danon k bare me,poets k bare me,army Gens k bare me to mujhe aik cheez bohat numaya nazar aei k in me zeada tar log sharab peete the or peete hen:mm:aik muslim mulk or muslims ho kar....aik bilkul haram or mamnooh cheez akher kion?jitna pig khana haram he utna hi sharab peena bhi haram he.lekin pakistan me bohat se log is shughal ko apnaey huey hen jin me bohat se shurfaa bhi ate hen:mm:
                            walaikum salam
                            Shurfaa kaun :mm: ... Mazzey ki baat ye hai key log ye excuse detey ehiN key asal mey sharab peena haram nahi hai leykin ye haram ho jati hai jab aap apney hawaas khoney lago :d

                            Sigh!!
                            Last edited by Z.; 18 December 2008, 21:42. Reason: ... !! Error Error !!
                            " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                            Comment


                            • #29
                              Re: Sharab

                              Originally posted by Xenja View Post
                              walaikum salam
                              Shurfaa kaun :mm: ... Mazzey ki baat ye hai key log ye excuse detey ehiN key asal mey sharab peena haram nahi hai leykin ye haram ho jati hai jab aap apney hawaas na khoney lago :d

                              Sigh!!
                              :donno:
                              ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                              Comment


                              • #30
                                Re: Sharab

                                Originally posted by Xenja View Post
                                walaikum salam
                                Shurfaa kaun :mm: ... Mazzey ki baat ye hai key log ye excuse detey ehiN key asal mey sharab peena haram nahi hai leykin ye haram ho jati hai jab aap apney hawaas na khoney lago :d

                                Sigh!!
                                372-hahala pila day saqia paimana paimanay k baad .hosh k batain karain gay hosh mey anay k baad............372-haha
                                shurafa k liye372-haha

                                Comment

                                Working...
                                X