Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Sharab

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Sharab

    Originally posted by aabi2cool View Post
    :donno:
    paa jee aisa xenya ne nahi shurafa kehtay hain:D:

    Comment


    • #32
      Re: Sharab

      Originally posted by aabi2cool View Post
      :donno:
      yani unconsciousness
      Originally posted by BUS U HE View Post
      372-hahala pila day saqia paimana paimanay k baad .hosh k batain karain gay hosh mey anay k baad............372-haha
      shurafa k liye372-haha
      Bohot ignorant log bhar gaye hein dunya mey. Apney kaamo ko justify kerney key liye pata nahi kidher kidher sey excuses dhoond key laatey heiN
      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

      Comment


      • #33
        Re: Sharab

        Originally posted by aabi2cool View Post
        :donno:
        Ahh!!
        I have edited it ... ab sahih ho gi post hopefully...
        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

        Comment


        • #34
          Re: Sharab

          Originally posted by D@y W@lk3r View Post
          Yaar App log grapes khatay ho aur ham juice pitay kiya bora hoya. lol
          Grapes ka juice to mein bhi pasand kerta hoon, per sharaab nahi :na:
          :thmbup:

          Comment


          • #35
            Re: Sharab

            Originally posted by BUS U HE View Post
            yaar main jab serena hotel mey job karta tha tou waha speciall aik bar bani hui thi jaha per saki khood apne haathoo se paimanay bhar ker daita tha372-haha
            Hun mein fair laa lawaan chitter
            :thmbup:

            Comment


            • #36
              Re: Sharab

              Originally posted by Bint E Aadam View Post
              Sis yahan se he to maloom hota hai k kaun nafs per qaboo apye hue hai aur kaun qaboo nahi pa saka jab nafs per qaboo nahi rehta banda kuch bhulana chhata hay to kabhi usay nimaz air Rab ayd nahi aaye ga k yeh bhi gham bhula skate hain woh janab seedha is ki janib lapke ga k yeh kuch lamhat k liye madhosh ker deti hai afsos k muslim janne k bawajood yeh sab ker rahay hain

              kayi batein haram hain

              Mard epr sonna pehnna haram hai

              Ham laug goldsmith fmaily se hain mard sonay ki chain,rings yeh sba pehan ker bais e fakahr sumtimes gir e baan khol ker rkahte hai jab k islam main yeh jaiz nahi per hamari family mean mere bhai,walid aur kuch aur laug gold nahi pehnte q haram hai yeh baqaida jante hain k gunah ahi pehnna is ko nahi pehnte q?

              isi liye k woh akhray main kiye ajnay waly sawalon se darte hain k qabar main jana hai aj fashion k liye pehne gay kal yeh galay ak toq bane ga kaha jata hai na AMAL KA DAROMADAR NIYATON PER HAI"

              BUS JIS KI NIYAT SAF SUTHRI AUR NAFS EPR QABOO HAI WOH KABHI HARAM CHIZON PER NAHI LAPKE GA aur na he gham ghalat kerne k liye haram chiz ko soche ga ab hamein ay dnahi aa raha k Farman tha kis ka pe ritna yad hai k kaha gaya tha k tum apna aik qadam nafs epr rakh do to dusra seedha janat main jaye ga :-) umeed hai smajh aa gaya ho ga ha kya kehna chhatay hain :-) kuch ghalat kaha ho to mazrat khawan hain
              chooti chooti baaton pe moaafiyaan na maanga karo
              :thmbup:

              Comment


              • #37
                Re: Sharab

                Originally posted by Xenja View Post
                yani unconsciousness

                Bohot ignorant log bhar gaye hein dunya mey. Apney kaamo ko justify kerney key liye pata nahi kidher kidher sey excuses dhoond key laatey heiN

                xenia ager tum bohat ziada sust nahi ho to in dono pe laathi charge karo 372-haha
                :thmbup:

                Comment


                • #38
                  Re: Sharab

                  sharaab kii agar statistics uThaa kar dekheN to aapko andaaza hogaa k iske nataa'ij kis qadar door-ras haiN...koi aisa jurm nahiiN yaa accident nahiiN jis meN alcohol na mulawwis ho...Drunk Driving se le kar aacidental fire. :( kab aayegaa in ko hosh?

                  Fall view from inside my car
                  near my work place :)

                  Comment


                  • #39
                    Re: Sharab

                    Originally posted by saraah View Post
                    waalikum asslam....
                    senorita yeh bilkul b qabil etraaz topic nae chuna tum ne......n u r right....u know yeh yahan ki high gentry ka culture bn chuka hai...unki mehfilen iss k bina na mukammal hain.....yeh aankhon dekhi baat hai...aamir ne shyd kaha...pk me esa kuch nae...BT IT IS....india ki ek mOvie aayi thi....naam bhool gyi hoon....uss me 'page'....ka word aata thaa..iwl mention later.....it was all abt high gentry..n there activities......wo sab kuch pk me hota hai.....
                    aur muzammat......u know rita...might is right.......
                    or yehi high gentry rule bhi karti he or dushmanon se ja kar mil bhi jati he

                    Comment


                    • #40
                      Re: Sharab

                      Originally posted by Bint E Aadam View Post
                      Sis yahan se he to maloom hota hai k kaun nafs per qaboo apye hue hai aur kaun qaboo nahi pa saka jab nafs per qaboo nahi rehta banda kuch bhulana chhata hay to kabhi usay nimaz air Rab ayd nahi aaye ga k yeh bhi gham bhula skate hain woh janab seedha is ki janib lapke ga k yeh kuch lamhat k liye madhosh ker deti hai afsos k muslim janne k bawajood yeh sab ker rahay hain

                      kayi batein haram hain

                      Mard epr sonna pehnna haram hai

                      Ham laug goldsmith fmaily se hain mard sonay ki chain,rings yeh sba pehan ker bais e fakahr sumtimes gir e baan khol ker rkahte hai jab k islam main yeh jaiz nahi per hamari family mean mere bhai,walid aur kuch aur laug gold nahi pehnte q haram hai yeh baqaida jante hain k gunah ahi pehnna is ko nahi pehnte q?

                      isi liye k woh akhray main kiye ajnay waly sawalon se darte hain k qabar main jana hai aj fashion k liye pehne gay kal yeh galay ak toq bane ga kaha jata hai na AMAL KA DAROMADAR NIYATON PER HAI"

                      BUS JIS KI NIYAT SAF SUTHRI AUR NAFS EPR QABOO HAI WOH KABHI HARAM CHIZON PER NAHI LAPKE GA aur na he gham ghalat kerne k liye haram chiz ko soche ga ab hamein ay dnahi aa raha k Farman tha kis ka pe ritna yad hai k kaha gaya tha k tum apna aik qadam nafs epr rakh do to dusra seedha janat main jaye ga :-) umeed hai smajh aa gaya ho ga ha kya kehna chhatay hain :-) kuch ghalat kaha ho to mazrat khawan hain
                      bilkul theek kaha...thanx 4 ur reply dear:)

                      Comment


                      • #41
                        Re: Sharab

                        [QUOTE=aabi2cool;919110]
                        Originally posted by senorita View Post
                        Aslamoalikum:salam:

                        aik muslim mulk or muslims ho kar....aik bilkul haram or mamnooh cheez akher kion?[/quote]
                        اس کا جواب میرے تازہ ترین اشعار میں ۔ ۔ ۔ ۔


                        ہوتی ہے کیا شراب میں لذت نہ پوچھیئے
                        چُھٹتی نہیں یہ کافر منہ کو لگی ہوئی
                        جب سے ہوا مسلماں غافل قضا سے
                        تب سے شَرابِ احمر منہ کو لگی ہوئی
                        aik to in shairon ne bhi is buri cheez ko bohat fantasice kia he:lahoul:lahoul
                        or jahan tak lazat ki baat he me suna he is ka taste bohat bura or smell bhi behad buri hoti he:embarasseor rahi baat ghaflat ki to Qaza k ane me kia der he lag pata jaey ga

                        Comment


                        • #42
                          Re: Sharab

                          Originally posted by Xenja View Post
                          walaikum salam
                          Shurfaa kaun :mm: ... Mazzey ki baat ye hai key log ye excuse detey ehiN key asal mey sharab peena haram nahi hai leykin ye haram ho jati hai jab aap apney hawaas khoney lago :d

                          Sigh!!
                          shurfa wohi jo samjhte hen ye dunya un k leay bani he,jo kisi qanoon ko nahi mante...or jo Allah ki haram ki hui cheez ko ghalat salat dlail de kar apne par halal kar lete hen...hawas khoen ya na khoen jab Allah ne aik cheez bilkul katai tor par manah farma di to muslims ko sharam ani chaey.....
                          thanxx 4 ur reply:)

                          Comment


                          • #43
                            Re: Sharab

                            Originally posted by D@y W@lk3r View Post
                            Yaar App log grapes khatay ho aur ham juice pitay kiya bora hoya. lol
                            ye to ab Allah se pochna pare ga:donno:

                            Comment


                            • #44
                              Re: Sharab

                              Originally posted by SherAli View Post
                              sharaab kii agar statistics uThaa kar dekheN to aapko andaaza hogaa k iske nataa'ij kis qadar door-ras haiN...koi aisa jurm nahiiN yaa accident nahiiN jis meN alcohol na mulawwis ho...Drunk Driving se le kar aacidental fire. :( kab aayegaa in ko hosh?
                              ji or history se pata chalta he k jo muslim hukmaran is me doobe rahe unhon ne dunya me zilat uthai..or hosh shaed tab aey jab hosh ka waqt khatam ho jaey:embarasse

                              Comment


                              • #45
                                Re: Sharab

                                Originally posted by senorita View Post
                                ji or history se pata chalta he k jo muslim hukmaran is me doobe rahe unhon ne dunya me zilat uthai..or hosh shaed tab aey jab hosh ka waqt khatam ho jaey:embarasse
                                bilkul bajaa farmaayaa...maiN ne bhaiyoN kii guftugu sunii hai aur unkaa kahna hai k jab Bangladesh meN Pakistan meN surrender kiyaa thaa to us waqt General Yahya Khan ne jo awaam se Khitaab kiyaa thaa unkii aawaaz se saaf zaahir thaa k vo nashe kii Haalat meN the...shaayad Bangladesh banne kaa unheN nihaayat GHan raaha hogaa...shame!

                                Fall view from inside my car
                                near my work place :)

                                Comment

                                Working...
                                X