Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Vat do u think about wedding?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: Vat do u think about wedding?

    Originally posted by Spy009
    I can go longer discussion ...but better to divert:tang:

    Be cool :rose
    phir too mazaaa aai ga .....do not divert
    i m soo cool
    boys rr not cool:tang:

    Comment


    • #47
      Re: Vat do u think about wedding?

      Originally posted by Masood
      Nahin to:embarasse main to soch raha hoon keh aap ki replies ko reply karoon
      bilkuuul bajaa socha aapne :tasali:

      Comment


      • #48
        Re: Vat do u think about wedding?

        Originally posted by Barish
        bilkuuul bajaa socha aapne :tasali:
        .... kya reply kar bhi doon ??
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • #49
          Re: Vat do u think about wedding?

          Originally posted by Masood
          .... kya reply kar bhi doon ??
          :hathora khaali sochne se kia hoo ga...apkii baat mujhhh tak pohanch jai giii kiya? :fuming:

          Comment


          • #50
            Re: Vat do u think about wedding?

            Originally posted by Barish
            :hathora khaali sochne se kia hoo ga...apkii baat mujhhh tak pohanch jai giii kiya? :fuming:
            hmmm yeh bhi hai - chalein ham apni baat aap tak pohanchatey hain - magar zara waqfey key baad :)
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment


            • #51
              Re: Vat do u think about wedding?

              Originally posted by Barish
              Assalam-o-Alikum every1!!

              Aj kal wedding season chal raha hai,jahan dekho shadian ho rahi hain,Eid ke baad wasse bhi season start ho jata hai na....:)

              Mera ik aam sa sawal hai per shaid buhat important sawal bhi hai...ke...

              Ap shadi ke baare main kia sochte hain?
              shadi kerna hamare MAZHAB main hum per farz hai...

              per ap ka kia khiyaal hai shaddi kerni chahiye ya nahin?

              Kia shaadi ke baad zindagi main accha change ata hai ya nahin?

              i think this thread is mostly related 2 the married couples...wase ap bachlers bhi reply ker sakte hain apni soch n observation ke mutaabiq:D:

              Kia ap mai se koi aisa hai jo shadi k against ho?
              ager hai to plz do reply n tell us the xact reason.

              KHUSH RAHIYYE
              hmm shadi karni chaye ...aik to yeh kay aap ka aik acha doost milta hai aap kay life patner ki shakal main...aap kay har qadam pay sath deenay wala (yeh alag baat hai kitnay loog is pay poora utratay hain or kitnay nahi)..
              doosri baat yeh kay aap ki jo cheezian hain aap kay paas jo ilm hai aap ko bad in cheezoun ka kia hoo ga ? koon istamal karey ga isay ? aap kay bad yeh sab bhi khutm hoo jaye ga na ...aap ki aulad hoo gee to aap ko kaam ko agay jarai reakh sakye gee ...
              اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
              اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

              Comment


              • #52
                Re: Vat do u think about wedding?

                Shaadi bilkul karni chahaye ....shaadi ke baad bohat saari tabdeeliya hoti hai....
                jaisay ke
                1-aap kay andar zimaidari ka ehsaas barhta hai.
                2-aap kay kharchay barhjaatay hai :D
                3-aap ki pasand aur napasand mei tabdeeli aati hai.


                iskay ilaawa bhi aur bohat si tabdeeliya hai jo aati hai jaisay jaisay mujhe koi aur tabdeeli nazar aati :insha: mei aap sub se share karonga. :)

                Khush rahaye
                Allah-hafiz

                Comment


                • #53
                  Re: Vat do u think about wedding?

                  Originally posted by Aanchal
                  hmm shadi karni chaye ...aik to yeh kay aap ka aik acha doost milta hai aap kay life patner ki shakal main...aap kay har qadam pay sath deenay wala (yeh alag baat hai kitnay loog is pay poora utratay hain or kitnay nahi)..
                  doosri baat yeh kay aap ki jo cheezian hain aap kay paas jo ilm hai aap ko bad in cheezoun ka kia hoo ga ? koon istamal karey ga isay ? aap kay bad yeh sab bhi khutm hoo jaye ga na ...aap ki aulad hoo gee to aap ko kaam ko agay jarai reakh sakye gee ...
                  pehla point buhaat accha bataya sis...ager koi poora utree tab:)
                  orr cheezin to maadi hain...woo istamall hoon yaa nahii...doesnt matter na?:)

                  perr ager waqai after marriage apki wife ya apk husband...ik acche friend kii tarah rahein too life buhaat khoobsoorat baan sakti hai kiyoon ke dosti jiss rishtee ki bunyaad hoo wo rishta hamesha qaim-o-daim rehta hai:)

                  Comment


                  • #54
                    Re: Vat do u think about wedding?

                    Originally posted by jums
                    Shaadi bilkul karni chahaye ....shaadi ke baad bohat saari tabdeeliya hoti hai....
                    jaisay ke
                    1-aap kay andar zimaidari ka ehsaas barhta hai.
                    2-aap kay kharchay barhjaatay hai :D
                    3-aap ki pasand aur napasand mei tabdeeli aati hai.


                    iskay ilaawa bhi aur bohat si tabdeeliya hai jo aati hai jaisay jaisay mujhe koi aur tabdeeli nazar aati :insha: mei aap sub se share karonga. :)

                    Khush rahaye
                    Allah-hafiz
                    Hmmmm
                    zimmedaari ka berna iik accha point hai...perr kuch log without marriage bhi buhat responsible hoote hain:).....pasand orr na pasand main kesee a jaata hai change??? ......kharcha berna....-ve chaange:hathora

                    jii zaroor humin intizaar rahee ga:)

                    KHUSH RAHIYYEE AAP BHII!!
                    Allah Hafiz!

                    Comment


                    • #55
                      Re: Vat do u think about wedding?

                      Aap bolti bohat ho :zuban:

                      Originally posted by Barish
                      wat about those jo shaadi se pehle shaadi se darre hoe hoote hain??ke pata nahii baqqi ki life kese guzre gi..
                      Zindagi surprises ka naam hai. Kab kis morr per konsa surprise milley ham nahin jaantey. Lehaza shadi sey pehley yeh soch ker khofzada hona keh shadi key baad ki life (aur wife :lol) kaisi ho gi, yeh merey nazdeek pagalpan hai. Fact yeh hai keh kal kisi ney nahin dekhi, un'dekhi kal ka khof dilon peh rakh ker apney aap ko kamzor bnaa lein, yehi drust nahin. Insaan ko har waqt har lamha har muqaam per kisi "unhoni" baat ko milney key liye tayyar rehna chahiye. Unexpected moments sey guzar kar hi life (aur wife :lol) ko sanwarna ashraful-makhlooqiyaat hai :)

                      Baat phir wohi per aa jati hai keh shadi aik aisa phal hai jisney khaya woh bhi pechhtaya jisney na khaya woh bhi pechhtaya - ya iskey ulat, jisney khaya woh bhi khush raha jinsey na khaya woh bhi khush raha :)

                      Ab kuchh batein kahoon ga jo shayid "ghair mohazzab" lagein.

                      Baligh honey key baad ham insaan apni mukhalif jins ki kashish mehsoos kartey hain. (ofcourse NOT EVERY PERSON THINKS ABOUT IT - BUT GENERALLY). Larkon ka sar-e-aam larkiyon ko tang karna mehaz aik shararat hi nahin, dil'lagi hi nahin balkey aik chaska hota ho jo woh poora kartey hain. Isi tarha aaj kal larkiyaan khud larkon ko apney janib tawajoh dilati hain, libaas sey, harkaat sey, chaal sey, baton sey... Yeh "nadani" ki umer hoti hai, siraf "hasil" karney ka ehsaas hota hai. Magar wasool karney key baad jo faraeez hotey hain, unsey yeh fiker door hoti hai.

                      Yehi woh charme hai. Jis mein koi ghalti sarzad na ho jaey, is dar sey larkey aur larkiyon ki shadiyaan ki jati hai. Shadi key baad key chand maah isi charme ya nashey mein guzar jatey hain, magar jab "real" life apna asar dikhana shuru karti hai to woh nasha maand parna shuru ho jata hai. Sochon jo pehley bardasht ho jati thi woh ab clash hoti hain. Yehi wajah hai keh aik doosrey mein woh kashish nahin mehsoos hoti jo shadi sey pehley hoti thi, aur jaisa main ney shuru mein kaha tha, jo cheez mil jaey uski qadar kho jati hai.

                      Zaroorat is amar ki hai zehni tor per larkey aur larki ko itna mature kiya jaey keh ussey ehsaas ho keh shadi ki kya kya zimmeydari hai. Tarbiyat mein yeh baat shamil honi chahiye keh shadi mehz 2 bolon key parhney ya jismon key milap ka naam nahin, balkey yeh zindagi hai. Aur zindagi ki khoobsurati insaan khud bnata hai. Aapis mein bahimi soch develope karney ki zaroorat hai aur qurbani deney key jazbey ko ubharney ki zaroorat hai. Compromising shadi ka buniyadi asool hai.


                      Originally posted by Barish
                      to soorat to sab ki hi buhat acchi hai kiyon ke sab ko banana wala KHALIQ jo ik hai or ye to hamara KHALIQ hii jaanta hai ke hamare ander kiya khoobsorti posheeda hai
                      Dekhin Barish! Khaliq ney har cheez takhleeq ki hai. Khaliq ney har seerat bnaee hai. Lekin ham insaan jab apney khaliq ki baat ko nahin maantey to insaan ki soorat ko kaisey qabool kar lein? Hamara moashra bohat ajeeb sa moashra hai. Ham (generally) lecture detey hain keh har cheez Allah ki bnaee hui hai, magar jab waqt parta hai to ham har sabaq bhool jatey hain. Kal hi TV per aik program dekh raha tha. Is mein aik classical exemple dikhaee gaee hai hamarey moashrey ki keh badi behan rang-o-shakal ko ghareeb hai, aur chhoti behan utni hi khoobsurat hai. Badi behan ka rishta nahin hota keh jo rishta aata hai woh chhoti ko pasand kar kertey hain aur badi ko nahin. Seerat kaun dekhta hai??? Merey apney mohalley mein (pakistan) aisi aik misaal hai keh larki budhi ho jati hai magar uska rishta nahin hota. Ham log kehney key aur hain aur karney key aur. Khaaliq ki agar ham baat maanein to ham zaleel-o-ruswa na hon.


                      Achhi soch hai aap ki - Allah aap ki soch mein pukhtagee dey. Ameen.

                      Originally posted by Barish
                      Wassse nature ka khoobsorat hona ziada zaroori hai,wassse nature ke khoobsorat log buhat kamm hote hain na is jahaan main ziada terr to dhooka hai na dunya main?
                      Nature mein khoobsurati aati hai jab duniya ko heech maan liya jaey aur iskey faani honey ko apney qol-o-fail mein shamil kar liya jaey aur sachey Rab ki sachi sachi baton ko mazbooti sey pakar liya jaey. Jab doosrey insaan key wajood ko tasleem kar liya jaey keh us mein bhi khoobi hai, khami hai, to ander ki khoobsurati khud'bakhud aa jati hai. Zaroorat is amar ki hai keh apni khudi ko samjha jaey, insaan ki tashkeel ki wajah ko samjha jaey. Duniya ki haqeeqat ko jaan liya jaey aur aakhrat ko apney zameer mein basaa liya jaey to ander shfaaf ho jata hai.

                      Sab sey pehli baat to yeh keh aap ko koi majboor nahin kar sakta (mazhabi, qanooni tor per) keh aap aik anjabi sey biyah karo. Aap ko us sey milney ka poora ikhtiyaar hai. Baqi aap ko apney buzurgon per itna yaqin hona chahiye keh woh aap key liye jo sochein gey achha sochein gey. Phir aap ko aik achhi beti ban ker unka faisla drust sabit karna ho ga. Bohat mushkil hai magar na'mumkin nahin. Aur jab larkiyaan ya larkey yehi kar key dikha dein to waldein ko aik sakoon milta hai. Unki aakhrat aasan ho jati hai keh unki beti apney ghar mein khush hai.
                      Larki ko Allah Tala ney nazuk pedah kiya hai, aur yehi larkiyoon ki khoobsurati aur kashish hai keh woh nazuk hain. Lekin aik haqeeqat hai keh larkiyaan bohat bardasht rakhti hain aur badi sey badi qurbani deney sey bhi daregh nahin kartin. Larkey fitri tor per sakhtdil hotey hain magar ehsaas rakhtey hain aur feeling bhi.
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment


                      • #56
                        Re: Vat do u think about wedding?

                        Hmmmm perh liaa repply...
                        Nicee Reply....per main tafseelaan jawab aajj nahii de paoon gii becozz 2moroow i've my paper:tauba

                        orrr mai ageer ziaada naa boloon to lerkiii hon...yee kese pata chaale ga?:kr:

                        Comment


                        • #57
                          Re: Vat do u think about wedding?

                          Originally posted by Barish
                          2moroow i've my paper

                          orrr mai ageer ziaada naa boloon to lerkiii hon...yee kese pata chaale ga?
                          Newspaper??? chalein hamari duaein aap key saath hain :)

                          aur haan aap na bhi bolein to hamein patah chal jaey ga keh larkiyaan 2 minut khamosh nahin rah saktin :zuban:
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment


                          • #58
                            Re: Vat do u think about wedding?

                            Originally posted by Masood
                            Newspaper??? chalein hamari duaein aap key saath hain :)

                            aur haan aap na bhi bolein to hamein patah chal jaey ga keh larkiyaan 2 minut khamosh nahin rah saktin :zuban:
                            newspaper hii samajh lain....remove politics,instep/showbizz n add bussiness n marketing:lol .......:kr:

                            mujhee bhii lagg rahaa hai ke ap lerrke hain kiyoon ke lerkee bhi ye kahee begher nahiii reh sakte ke "lerkian 2 mins bhii khamosh nahii reh saktin":kr: :kr: :kr:

                            Comment


                            • #59
                              Re: Vat do u think about wedding?

                              Originally posted by Barish
                              newspaper hii samajh lain....remove politics,instep/showbizz n add bussiness n marketing
                              Yani totaly bore paper :lol :lol :lol
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment


                              • #60
                                Re: Vat do u think about wedding?

                                Originally posted by Masood
                                Yani totaly bore paper :lol :lol :lol
                                papers too hoote hii boore hain:embarasse :tauba
                                orrr bechaare humm students

                                Comment

                                Working...
                                X