Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Vat do u think about wedding?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Vat do u think about wedding?

    Originally posted by Hala
    thanks barish sis pasand karni ka........ yeah shadi shooda zandagi ko kamyab banany ki lieyy donoo tarf si sincerety and understanding lazamy bat haii ... agar dono mein yeh sefat hoon to zandagi kushi si quzar jayigee :rose
    jii......yahii ik aham point hai sis!!:)

    according 2 my observation.......girls main ye cheez ziada n boys main kam hoti hai....dono sides per hooni chahiye....phir sab thiik rehta hai:)

    ALLAH TALLA sab ki lives ko khoobsorat banai b4 n after marriage AMEEN!

    Comment


    • #17
      Re: Vat do u think about wedding?

      Originally posted by Masood

      Sab sey pehli baat yeh sochni chahiye keh Islam mein nikah ko ahmiyyat kyun di jati hai. Hazrat Aadam AS ki pedaish key baad jab woh jannat mein rehney laggey to unhi fitri tor per "kisi cheez" ki kami rehti thi. Aik "bechaini" thi unhein, kon si bechaini yeh to woh bhi nahin jaantey they. Magar Allah Tabarak-o-Tala ney nasl-e-insaani ko aagey bharhaney ka iradah kar rakha tha aur uski zaat ko yeh bhi ilm tha keh aisa kaisey mumkin hai. Yeh aik aurat aur mard key bghair mumkin nahin, mard ki tashkeel to ho gaee, magar aurat ki tashkeel abhi baqi thi. Yehi woh "bechaini" thi jo Aadam key dil mein rehti thi keh "koi ho". Phir jab unki talab bharhi to Allah Tala ney unki pasli sey hazrat Hawa ko pedah kar key unkey samney laa kharra kiya. Apni jins sey mutzaad jins dekh kar Aadam hairan bhi huwey aur khush bhi. To Allah Tala ney unka nikah baandha key bghair nikah key aurat ki sohbat haram hai. Yeh woh buniyadi qaeedah hai hamarey mazhab ka jahan halaal aur haram per bohat tawajoh di gaee hai, aurat bhi halaala hai magar siraf woh jinki sey nikah huwa ho.


      Good answer...:thmbup:

      Aik haqeeqat hai keh jo cheez mil jaey uski qadar kho jati hai.
      Tabhi to shaadiyan tooTti hain, rishton mein dararen paida hoti hian...iske liye "understanding" ki zaroorat padti hai.

      Yani Wife Husband mein understanding is the base of married life.

      pehley sochon ka mehwar aur tha ab un mein koi doosra bhi shamil hai.
      Thik issi liye zaroorat padti hai...
      Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
      Hamarey naam ka patthar zaroor milega

      Comment


      • #18
        Re: Vat do u think about wedding?

        Originally posted by Barish
        jii......yahii ik aham point hai sis!!:)

        according 2 my observation.......girls main ye cheez ziada n boys main kam hoti hai....dono sides per hooni chahiye....phir sab thiik rehta hai:)

        ALLAH TALLA sab ki lives ko khoobsorat banai b4 n after marriage AMEEN!
        I am not agreed....

        Jaise ke aapko pata hai sabhi jagah ek jaisi nahin hoti, iska opposite bhi hota hai ke sincerity and understanding boys mein zyadah hota hai instead of girls, but not equally everywhere.

        So its depend upon couple, boys n girls.
        Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
        Hamarey naam ka patthar zaroor milega

        Comment


        • #19
          Re: Vat do u think about wedding?

          Originally posted by Spy009
          Abhi nahin huwi hai, jab hoga tab experience bataonga...:hathora iska aur naa jaane kiska kiska.

          Jaise ek sahab ne puchha (according to hindu) shaadi shuda aurton ki pehchan hai uski maang mein sindoor hona, shaadi shuda mardon ki kya pehchan hai
          usne jawab diya : uska chehra latka huwa hota hai, raunaq ja chuki hoti hai.

          Jahan tak main samajhta hoon ke shaadi farz nahin sunnat hai, dusri yeh ke iski zaroorat padti hai, suppose koi ladka ya ladki jab 35-40 ya 50 ho jaye yaa iss se bhi zyadah umr ho jaye, tab usse lagta hoga ke wo budha ho raha hai aur unke budhape ki dekhbhal koun karega. Agar wo beemar ho jata hai to unka dawa daaroo koun karega, shayad issi liye yeh Qudrat ki qanoon hai ke shaadi kare aur aulad wala ho take wo aulad uske budhape ka sahara bane, uske khandan chalaye,

          Jo samajhtey hain budhape ka sahara na bane, lekin phir bhi shaadi ki zaroorat padti hi hai. Kya aisa nahin lagta ke koi bahut hi qareeb ho, hamdard ho...shayad isi liye "Ek saathi ki zaroorat padti hai har ek ko..."
          ap to b4 marriage mujhe ziada khush lag rahe hain:lol
          Nice joke....:kr:
          boys ko lagta hai ke after marriage wo phass jaate hain or qabil-e-rehem ho jaate hain jab k aisa nahi hota orr aisa hona bhi nahi chahiye....
          girls itni drawnii ya itnii buri + zaalim nahi hotin ke boys ka yee haal ker dain after marriage?
          balke buhat se gharon main girls buhat se love n apni poorii care se apna ghar(susraal) chala rahi hoti hain per phir bhi boys un se satisfied nahii hoote....uttne loving n caring nahii hote jitna wo girl unk liye hoti hai....aise main after marriage life buhat ajeeb hoo jaati hai....
          i think dono ko ik dosre se cooperate kerna chahiye
          girl ko ziada co-operation ki zarorat hoti hai kiyon ke wo ik new enviroment mai jaati hai per boys ko bhi thoora sa khiyaal rakhna chahiye....

          Shadii zaroori hai....per after marriage life ko khoobsorat hona chahiye...jahan koi nafrat,koi misunderstanding koi carelessness na ho...:)

          this is wat i wanna say:)

          Comment


          • #20
            Re: Vat do u think about wedding?

            Originally posted by Spy009
            I am not agreed....

            Jaise ke aapko pata hai sabhi jagah ek jaisi nahin hoti, iska opposite bhi hota hai ke sincerity and understanding boys mein zyadah hota hai instead of girls, but not equally everywhere.

            So its depend upon couple, boys n girls.
            yes thats y i mentioned that it is ACCORDING 2 MY OBSERVATION...

            actually jahan boys ziada loving n caring hote hain in comparason 2 girls wahan ik term use hoti hai jisse henpecked husbands kaha jaata hai...joruu ke ghulaam.....n i hate these sort of males who r henpecked...:embarasse

            Wife should obey every order of husband if she thinks the order is valid n correct...

            ik balance hoona chahiye.....ya to males joru ke ghulaam ho jaate hain ya bilkul rude....??:cc:
            aisa nahi hona chahiye....

            Comment


            • #21
              Re: Vat do u think about wedding?

              Originally posted by Barish
              ap to b4 marriage mujhe ziada khush lag rahe hain:lol
              Nice joke....:kr:
              Jee har koi shaadi se pehle khush hota hai...azaad jo rahta hai, baad mein har chiz ka jawab do, kahan gaye thay, itni der kyon kar di, achchey suit boot kyon pehan rahe ho...aur pata nahin kya kya...


              Shadii zaroori hai....per after marriage life ko khoobsorat hona chahiye...jahan koi nafrat,koi misunderstanding koi carelessness na ho...:)

              this is wat i wanna say:)
              Me too think as same as in your quote.
              Allah swt se dua karta hoon ke sabhi ka married life hansi khushi se guzre.
              Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
              Hamarey naam ka patthar zaroor milega

              Comment


              • #22
                Re: Vat do u think about wedding?

                Originally posted by Spy009
                Jee har koi shaadi se pehle khush hota hai...azaad jo rahta hai, baad mein har chiz ka jawab do, kahan gaye thay, itni der kyon kar di, achchey suit boot kyon pehan rahe ho...aur pata nahin kya kya...

                Me too think as same as in your quote.
                Allah swt se dua karta hoon ke sabhi ka married life hansi khushi se guzre.
                .....Aisa to nahi hota bachlor boys to buhat afsoos mai hote hain specially ap kabhi in boys ko kisee ki shadi main NIKKAH k waqt dekh lain.....jese mayoos faces in k hoote hain....aisa lagta hai buhat hi mayoos hain or foran shadi kerna chahte hain per sab ko KHUSHI zaahir kerte hain ke hum azad hain jab k buhat afsorda hote hain ye boys b4 marriage:(

                AMEEN!

                Comment


                • #23
                  Re: Vat do u think about wedding?

                  Originally posted by Barish
                  .....Aisa to nahi hota bachlor boys to buhat afsoos mai hote hain specially ap kabhi in boys ko kisee ki shadi main NIKKAH k waqt dekh lain.....jese mayoos faces in k hoote hain....aisa lagta hai buhat hi mayoos hain or foran shadi kerna chahte hain per sab ko KHUSHI zaahir kerte hain ke hum azad hain jab k buhat afsorda hote hain ye boys b4 marriage:(

                  AMEEN!
                  :zuban: ghalat baat
                  Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                  Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                  Comment


                  • #24
                    Re: Vat do u think about wedding?

                    Originally posted by Spy009
                    :zuban: ghalat baat
                    Angoor khatte hoote hain

                    Comment


                    • #25
                      Re: Vat do u think about wedding?

                      Originally posted by Barish
                      Angoor khatte hoote hain

                      Assalaam o alekum,

                      ager larkoon ke liye angoor khatte hain to larkiyoon ke saath bhi aisa hootaa hai naa :lol :zuban: :zuban: aur jahaan tak aapki baat hai ke girls itni daraawni nahin to hooti to sabhi boys bhi itnien khuafnaaq nahin hoote jitnaa aap larkiyaan samajhti hain :tang:
                      :tang: RISK IS MY BUSINESS

                      DANGER IS MY GAME

                      DONT PLAY WITH ME
                      BCOZ KHURRAM IS MY NAME :tang:

                      Kisi nien bhi to naa dekha nigaah bher ke Mujhe

                      Gaya phir aaj kaa din bhi udaas ker ke mujhe

                      Comment


                      • #26
                        Re: Vat do u think about wedding?

                        Originally posted by khurram_shaikh
                        Assalaam o alekum,

                        ager larkoon ke liye angoor khatte hain to larkiyoon ke saath bhi aisa hootaa hai naa :lol :zuban: :zuban: aur jahaan tak aapki baat hai ke girls itni daraawni nahin to hooti to sabhi boys bhi itnien khuafnaaq nahin hoote jitnaa aap larkiyaan samajhti hain :tang:
                        Walikum Assalsam!!

                        lerkion ke liye to khatte angoor bhi meethe n sweet hote hain coz lerkian khud jo itni sweet hoti hain

                        lerke to drawne hoote hain...buhat se facts ye kehte hain...lerke rude,careless hoote hain unko ghussa bhi ziada ata hai....:donno:
                        girls can compromize...but boys cant:cc:

                        Comment


                        • #27
                          Re: Vat do u think about wedding?

                          Originally posted by Barish
                          Walikum Assalsam!!

                          lerkion ke liye to khatte angoor bhi meethe n sweet hote hain coz lerkian khud jo itni sweet hoti hain

                          lerke to drawne hoote hain...buhat se facts ye kehte hain...lerke rude,careless hoote hain unko ghussa bhi ziada ata hai....:donno:
                          girls can compromize...but boys cant:cc:
                          Assalaam o alekum,

                          sorry to say yehaan aap kuch hud tak ghalat hain aur main aapse muttafiq nahin achchey bure sab mien hoote hain chaahe wo larke hon ya larkiyaan taali ek haath se nahin bajti barish ji :)
                          :tang: RISK IS MY BUSINESS

                          DANGER IS MY GAME

                          DONT PLAY WITH ME
                          BCOZ KHURRAM IS MY NAME :tang:

                          Kisi nien bhi to naa dekha nigaah bher ke Mujhe

                          Gaya phir aaj kaa din bhi udaas ker ke mujhe

                          Comment


                          • #28
                            Re: Vat do u think about wedding?

                            ye behass chor dein key larkey compromise ker saktey hein key larkey--kyoon key aap sab ab barhey ho gaye hein :P

                            stick to the topic

                            inshAllah
                            " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                            Comment


                            • #29
                              Re: Vat do u think about wedding?

                              Originally posted by Barish
                              jii......yahii ik aham point hai sis!!:)

                              according 2 my observation.......girls main ye cheez ziada n boys main kam hoti hai....dono sides per hooni chahiye....phir sab thiik rehta hai:)

                              ALLAH TALLA sab ki lives ko khoobsorat banai b4 n after marriage AMEEN!
                              :dua :dua :dua
                              u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

                              :pr:

                              Comment


                              • #30
                                Re: Vat do u think about wedding?

                                Originally posted by Barish
                                Angoor khatte hoote hain
                                Believe me "Angoor to khattey hain" wali fitrat ladkon mein nahin paayi jaati
                                and I am sure ke yeh fitrat ladkiyon mein bahut payi jaati hai.
                                Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                                Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                                Comment

                                Working...
                                X