Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Lamhon Ka Qaraz

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Lamhon Ka Qaraz

    Originally posted by aabi2cool View Post
    aji aqal to aani jani cheez hy ik din aahi jay gi magar loly pop to roz roz naheen na milta :wk
    tou lolly pop aapko diya kis ne hai.........:lpop:......yeh mera hai aur mera hi rahay ga
    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

    Comment


    • #32
      Re: Lamhon Ka Qaraz

      Originally posted by saraah View Post
      tou lolly pop aapko diya kis ne hai.........:lpop:......yeh mera hai aur mera hi rahay ga
      جئے میں منگاں
      تے میں کس مان توں منگاں
      تے دس کی میرے وچ میرا
      تے جئے میں منگاں
      تے توں دے دیویں
      دس کی گھٹ جاندا تیرا
      :embarasse:embarasse:embarasse
      Last edited by aabi2cool; 2 November 2008, 11:43.
      ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

      Comment


      • #33
        Re: Lamhon Ka Qaraz

        Originally posted by aabi2cool View Post
        جئے میں منگاں

        تے میں کس مان توں منگاں
        تے دس کی میرے وچ میرا
        تے جئے میں منگاں
        تے توں دے دیویں
        دس کی گھٹ جاندا تیرا

        :embarasse:embarasse:embarasse
        es tou pehlaan k mera lolly pop ghat jaway.......hun mere te wajib hogya e k me eh kam kran............
























        pr nae krskdi na...........tussi mere veer ji jo hoye aabi bhai.:embarasse
        شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

        Comment


        • #34
          Re: Lamhon Ka Qaraz

          Originally posted by saraah View Post
          es tou pehlaan k mera lolly pop ghat jaway.......hun mere te wajib hogya e k me eh kam kran............
          pr nae krskdi na...........tussi mere veer ji jo hoye aabi bhai.:embarasse
          ja tera khak na raway subhu subhu veer e keh ditta ee chal hun keh eed itta e tay koi gal naee rakh apna loly pop apnay kolay :embarasse
          ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

          Comment


          • #35
            Re: Lamhon Ka Qaraz

            Originally posted by saraah View Post
            ASSLAMOALIKUM

            "LAMHAY KI QUWWAT PAR NAZAR HO TOU HAR GUZARTA LAMHA AAP KO MAQROOZ KRTA CHALA JATA HAI...."

            kya aap ne kbhi lamhon ka qaraz chukanay ko koshish ki hai....?

            .........har guzrta hua lamha ek tajurba hai jissay agr mehfooz kr diya jaye tou aanay walo k liye sang e meel ya mashal e raah ka kaam de skta hai....tou kiya aap lss haqeeqat ka idraak krtay hue lamha lamha pighalti zindagi k KUCH DINON ka qaraz chukanay ki koshish kren ge....aap nae smjhtay yeh aapka faraz hai.....?

            aap jo seekhtay han ...zindagi se ...uss ko kis trah aagay muntaqil kr rahay han.....uss ko kis trah mehfooz kr rahay han?

            jesay ek teacher(devouted).......ki misaal.....wo jo seekhtaa hai ....uss se agay kyi chiraag jala deta hai....kya aap ne kabhi chiraag jalanay ko koshish ki ha....


            agr baat aap ki samjh se bahir hai...tou yahan aanay ki zaehmat na kren....

            be serious

            Wa salaam

            Ghalban is per meri pehley nazar nahin parri thi :)

            Well.... Pegham -Seekho aur Sikhao :)
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment


            • #36
              Re: Lamhon Ka Qaraz

              Originally posted by Masood View Post
              Wa salaam

              Ghalban is per meri pehley nazar nahin parri thi :)

              Well.... Pegham -Seekho aur Sikhao :)
              ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

              Comment


              • #37
                Re: Lamhon Ka Qaraz



                Baba ji kii hoya? - twada cigar tey naii muk geya?



                @topic:



                Saraah main bachpan hi sey yeh baat socha karta tha keh Allah Pak ney mujhey jo ilm diya hai (agar kuchh diya hai) to ussey main doosron mein kaisey baant sakta hoon? Aur kis tarha doosron sey mazeed ilm haasil kar sakta hoon...

                Main ney hamesha akhbaron aur kitabon key woh tarashey kaat ker apney paas rakhey hain jo mujhey achhey lagey hain. Phir bachpan mein unhein kitbaon mein chaspaan kar key albums bnaya karta tha aur doston ko parhney key liyey diya karta.

                Jab sey internet ka fazeelat haasil hui hai, bohat kaam aasan ho geya hai. Pegham usi tarrap ki aik karri hai. Ab mazeed bohat kuchh karney ko dil hai magar dil ab kuchh uthh geya hai :) Halaat hi aisey ho gaey hain keh ab kuchh karney ko dil nahin karta...

                Lekin phir dil mein aata hai keh yeh lamhaat tujh per qarz hain. Tu apna kaam kiyey ja - shayid yehi tera maqsad hai...
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment


                • #38
                  Re: Lamhon Ka Qaraz

                  Originally posted by saraah View Post
                  ASSLAMOALIKUM

                  "LAMHAY KI QUWWAT PAR NAZAR HO TOU HAR GUZARTA LAMHA AAP KO MAQROOZ KRTA CHALA JATA HAI...."

                  kya aap ne kbhi lamhon ka qaraz chukanay ko koshish ki hai....?

                  .........har guzrta hua lamha ek tajurba hai jissay agr mehfooz kr diya jaye tou aanay walo k liye sang e meel ya mashal e raah ka kaam de skta hai....tou kiya aap lss haqeeqat ka idraak krtay hue lamha lamha pighalti zindagi k KUCH DINON ka qaraz chukanay ki koshish kren ge....aap nae smjhtay yeh aapka faraz hai.....?

                  aap jo seekhtay han ...zindagi se ...uss ko kis trah aagay muntaqil kr rahay han.....uss ko kis trah mehfooz kr rahay han?

                  jesay ek teacher(devouted).......ki misaal.....wo jo seekhtaa hai ....uss se agay kyi chiraag jala deta hai....kya aap ne kabhi chiraag jalanay ko koshish ki ha....


                  agr baat aap ki samjh se bahir hai...tou yahan aanay ki zaehmat na kren....
                  be serious
                  Walekum Salam:hii:
                  hhhmmm me ne jo zindagi me seekha me wo doosron tak esa pohanchane ki koshish karti hun k us baat ko khud par lagoo karti hun,hamara amal hi hamare ird gird rehne walon ko ager kuch sukha de to behter,baki abhi khud seekhne k mrahal me hun:)

                  Comment


                  • #39
                    Re: Lamhon Ka Qaraz

                    well jana soucha jaye to humri ek ek saans ek ek lamhay ki maqrooz hoti chali jati hain insan some time bohat uljah jata hain itna k lamho ko souchne ki furset b nhe hoti aur jeb usy yaad ata hain to shyed kafi door nikal chka hota hain wo meri yeh wish rahi hain jo main ny hasil kia ascha ya bura tajurba us sy kisi aur b agah zaror keron mery pass ho feelings hain wo share keron mery pass jitna b ilam hain usy doseron tak muntaqil keron per resty main bohat sary mushkilaat hain main ny yeh seb soucha to hain per amli toor per abi kuch nhe kia kiyon k main sjmjhti hon k khali hath ly ker insan kuch nhe ker sakta is liya inshaHALLAH zindagi aur lamho ka qerz ager utar saki to zaror utaron g
                    ab aur gerdish-e- taqdeer kiya sitaye ge lota ke ishq mai naam o nishaan bethain hei

                    sigpic

                    Comment


                    • #40
                      Re: Lamhon Ka Qaraz

                      Walaikum Assalaam

                      Wah Saraah jee bohat hi khoobsurat topic ka aaghaz kia tha aap nay, sur shurkiya MASOOD ka jinhoo nay hum sab ko iss bhoolay huay topic ki jaanib gamzan farmaya.


                      Insaan zindagi bhar seekhta rehta hay aur guzarta hua lamha aik yaadgaar ban kar usskay saath humesha rehta hay, kuch yaahain talkh haqeqat ki tarah hoti hain jo humehsa uss ka peecha karti rehti hain aur kuch yaadain bohat khushgawaar hoti hay jinn ka peecha insaan khudh karta rehta hay... yaani talkh lamhay aur khoobsurat lamhay.... yeh dono hi insaan ko humesha yaad rehtay hain aur MADFOON YADASHT ki tarah aanay walay dino main kahin na kahin woh unn ki parachayi dhoondnay ki koshish karta hay.....


                      Zindagi aik TALEEM GAH hay jahan hum ayay din kuch na kuch seekhtay hain aur meri yehi koshish hoti hay kay apni maloomat ko auroon tak muntaqil karoon aur apni ghaltiyon say sabaq lay kar apnay aap ko auroon ko aik sahi, sacha aur acha message doon.... bas issi kawish ka nateeja iss site ko join karna hay aur bhi dosray public forum hain jahan main seekhnay aur sikhaanay ki koshsih karta hoon.


                      Kabhi kabhi tou aisa lagta hay jaisay main lamhoon ka nahin lamhay meray maqrooz hain kiyonki shayed main nay apni zaat ki takmeel per itna dehan nahin dia jitna auroon ki khushi ka rakha hay, main apnay aap say mutmaiyn hoon yehi waja hay kay aaj main khushi say keh sakta hoon kay main nay lamhoon ko apna qarzdaar nahin honay dia kiyonki main nay kabhi lamhoon say apni zaat ki takmeel chayi hi nahin!!!!

                      May ALLAH SWT light and guide our ways AMEEN


                      Originally posted by saraah View Post
                      ASSLAMOALIKUM

                      "LAMHAY KI QUWWAT PAR NAZAR HO TOU HAR GUZARTA LAMHA AAP KO MAQROOZ KRTA CHALA JATA HAI...."

                      kya aap ne kbhi lamhon ka qaraz chukanay ko koshish ki hai....?

                      .........har guzrta hua lamha ek tajurba hai jissay agr mehfooz kr diya jaye tou aanay walo k liye sang e meel ya mashal e raah ka kaam de skta hai....tou kiya aap lss haqeeqat ka idraak krtay hue lamha lamha pighalti zindagi k KUCH DINON ka qaraz chukanay ki koshish kren ge....aap nae smjhtay yeh aapka faraz hai.....?

                      aap jo seekhtay han ...zindagi se ...uss ko kis trah aagay muntaqil kr rahay han.....uss ko kis trah mehfooz kr rahay han?

                      jesay ek teacher(devouted).......ki misaal.....wo jo seekhtaa hai ....uss se agay kyi chiraag jala deta hai....kya aap ne kabhi chiraag jalanay ko koshish ki ha....


                      agr baat aap ki samjh se bahir hai...tou yahan aanay ki zaehmat na kren....

                      be serious
                      Last edited by thefire1; 21 November 2009, 09:47.
                      sigpic

                      Comment


                      • #41
                        Re: Lamhon Ka Qaraz

                        Originally posted by saraah View Post
                        ASSLAMOALIKUM
                        .........
                        kya aap ne kabhi chiraag jalanay ko koshish ki ha....


                        walaikum salam,

                        Jee sarah! Mey jo kuch seekhti hun wo aagey muntaqil ker deti hun. Seekhna aur Seekhana meri zindagi k aham juz hein. :rose
                        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                        Comment


                        • #42
                          Re: Lamhon Ka Qaraz

                          Originally posted by Z. View Post
                          [/CENTER]

                          walaikum salam,

                          Jee sarah! Mey jo kuch seekhti hun wo aagey muntaqil ker deti hun. Seekhna aur Seekhana meri zindagi k aham juz hein. :rose
                          laikin mujhy to aaj tuk khuch sekhaya hi naheen aap nay :think:
                          ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                          Comment


                          • #43
                            Re: Lamhon Ka Qaraz

                            Originally posted by aabi2cool View Post
                            laikin mujhy to aaj tuk khuch sekhaya hi naheen aap nay :think:
                            " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                            Comment


                            • #44
                              Re: Lamhon Ka Qaraz

                              Originally posted by Z. View Post
                              jawab daynay se pehly hi thuk gai ho 372-haha
                              ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                              Comment


                              • #45
                                Re: Lamhon Ka Qaraz

                                Originally posted by aabi2cool View Post
                                jawab daynay se pehly hi thuk gai ho 372-haha
                                As Doc. bhai says:

                                Give a little Respect!
                                " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                                Comment

                                Working...
                                X