Re: Lamhon Ka Qaraz
Beyshak LamhouN ka qarz hum per hota hai
Kuch seekhay , kuch bin seekhay har tarah k lamhay hamari zindgee mein
aatay hein, hum onn ka haqq tabhi adaa kar skatay hein jab hum on ko
Jazb kar k Lotaanay walay banein
Jazb kar k Aagay Puhanchanay walay baneiN
Like a Sponge

Magar hamein yehan deykhna hai k Hum jazb tu buhat kuch kartay hein
Positive and negative , Har tarah k raviyay ,,,
Magar Kia hamein sabhi kuch aagay Lotaa deyna hai ?
KioN k Qarz hai, Bhoja hai so otaar-naa Tu hai na !
Tu aisay mein Surely hamein Apni positiveness ko Mazeed Ojaagar karna hai
Tu lamhoN se hasil shuda Masbat soach definitely
Hamein Pass karnni chahiyay
Tabhi Charagh se charagh roshan hotay hein
ToofanoN ko agay pass karnay se Jaltay howay charagh bhi bujh ja-ya kartay hein! Baqi Aynda ! InshaAllah! :)
Comment