Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Lamhon Ka Qaraz

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Lamhon Ka Qaraz


    Beyshak LamhouN ka qarz hum per hota hai
    Kuch seekhay , kuch bin seekhay har tarah k lamhay hamari zindgee mein
    aatay hein, hum onn ka haqq tabhi adaa kar skatay hein jab hum on ko
    Jazb kar k Lotaanay walay banein
    Jazb kar k Aagay Puhanchanay walay baneiN
    Like a Sponge
    Magar hamein yehan deykhna hai k Hum jazb tu buhat kuch kartay hein
    Positive and negative , Har tarah k raviyay ,,,
    Magar Kia hamein sabhi kuch aagay Lotaa deyna hai ?
    KioN k Qarz hai, Bhoja hai so otaar-naa Tu hai na !
    Tu aisay mein Surely hamein Apni positiveness ko Mazeed Ojaagar karna hai
    Tu lamhoN se hasil shuda Masbat soach definitely
    Hamein Pass karnni chahiyay
    Tabhi Charagh se charagh roshan hotay hein
    ToofanoN ko agay pass karnay se Jaltay howay charagh bhi bujh ja-ya kartay hein! Baqi Aynda ! InshaAllah! :)

    Comment


    • #17
      Re: Lamhon Ka Qaraz

      Originally posted by saraah View Post
      ASSLAMOALIKUM

      "LAMHAY KI QUWWAT PAR NAZAR HO TOU HAR GUZARTA LAMHA AAP KO MAQROOZ KRTA CHALA JATA HAI...."

      kya aap ne kbhi lamhon ka qaraz chukanay ko koshish ki hai....?

      .........har guzrta hua lamha ek tajurba hai jissay agr mehfooz kr diya jaye tou aanay walo k liye sang e meel ya mashal e raah ka kaam de skta hai....tou kiya aap lss haqeeqat ka idraak krtay hue lamha lamha pighalti zindagi k KUCH DINON ka qaraz chukanay ki koshish kren ge....aap nae smjhtay yeh aapka faraz hai.....?

      aap jo seekhtay han ...zindagi se ...uss ko kis trah aagay muntaqil kr rahay han.....uss ko kis trah mehfooz kr rahay han?

      jesay ek teacher(devouted).......ki misaal.....wo jo seekhtaa hai ....uss se agay kyi chiraag jala deta hai....kya aap ne kabhi chiraag jalanay ko koshish ki ha....


      agr baat aap ki samjh se bahir hai...tou yahan aanay ki zaehmat na kren....
      be serious
      Originally posted by ummid View Post
      waalaikumasalam... khush raho..

      who kya kahete hain:







      me ne seriously jawab de diya mish... :blush:
      A very good question and a very precise answer :thmbup:
      :thmbup:

      Comment


      • #18
        Re: Lamhon Ka Qaraz

        Originally posted by munda_sialkoty View Post
        A very good question and a very precise answer :thmbup:
        fittay monh tera . .balk dur fittay mon balk taqreeban sara e fittay monh aatay satyh hi annay wah tareef kardi sawal to bohat acha tha magar jawab gandum ka jawab chanay wal tha
        ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

        Comment


        • #19
          Re: Lamhon Ka Qaraz

          Originally posted by aabi2cool View Post
          fittay monh tera . .balk dur fittay mon balk taqreeban sara e fittay monh aatay satyh hi annay wah tareef kardi sawal to bohat acha tha magar jawab gandum ka jawab chanay wal tha
          Chal ager yeh baat he to mein ainda sawal aur jawaab perh ke comment diya karon ga 372-haha
          :thmbup:

          Comment


          • #20
            Re: Lamhon Ka Qaraz

            Originally posted by munda_sialkoty View Post
            Chal ager yeh baat he to mein ainda sawal aur jawaab perh ke comment diya karon ga 372-haha
            372-haha372-haha372-haha
            ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

            Comment


            • #21
              Re: Lamhon Ka Qaraz

              Originally posted by aabi2cool View Post
              372-haha372-haha372-haha
              372-haha372-haha372-haha
              :thmbup:

              Comment


              • #22
                Re: Lamhon Ka Qaraz

                Originally posted by BUS U HE View Post
                chiragh jalanay k liye konsa oil chahiye hota hai pleej tell me:D:
                italy pehlay tou itna achaaa swaal krnay par inaam wasool kro

                ab shaair ne kiya khoob kaha hai

                ab jis k jee me aaye wohi paaye roshni
                hum ne tou dil jala k sar e aam rakh diya

                lakin tum tou esay "dil jalay" hi nae ho..........aghrchay dialogue brray maartay ho"dil jalay".....k.:khi:
                شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                Comment


                • #23
                  Re: Lamhon Ka Qaraz

                  Originally posted by ummid View Post
                  waalaikumasalam... khush raho..

                  who kya kahete hain:




                  isi liye zaroori nahi ke jo kuch aap ne sikha ho who aap aage barhaane ke chakaro mein pare rahe.. Insaan ki zindagi ager sumjhte ke aap kisi ko zabrdasti kuch sikha sakte hain ya chiraagh bannne ke
                  Or rahi baat lamho ke qarz ki tu.. yara jub tak saansein chal rahi hai humari zindagi se waqt apna qarz khud hi chukka lega

                  me ne seriously jawab de diya mish... :blush:
                  ummid ji.......aap k"serious" jawaab ka shukria.teddy
                  aap ne mutzaad aar`aa ka izhaar b kiya...
                  baat hai apnay faraz ko smjhnay aur ada krnay ki.baazoo pakrr pkarr k tou me b nae smjhti kisi ko sikhaya jata hai...ya sikhaya jaye..
                  tajurbay ki baat aap ne khoob kahai......har bnda khuli kitaab nae hota ummid ji....
                  .chiraag talay andhera ho tou koi chiraagh jalanay ka soch b na eskta ....aur sochna hamaqat b hai.......khud chiraagh jalay tou hi jalanay ka kaam kr skta hai....aur yeh khyaal b tabhi aata hai....k ab mazeed chiraagh jalayen jayen....taa k har simat ujaala hojaye.....
                  k apnay hissay ki shama jalana buri baat nae.........:)
                  شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                  Comment


                  • #24
                    Re: Lamhon Ka Qaraz

                    Originally posted by Gul View Post
                    Walekum salam

                    Buhat khoobsoorat baat ..
                    Insan k alfaz oss k khiyal ki Numandgi kartay Hein
                    MashaAlalh! aap ka querry style Buhat Khoob hai
                    aur kafi intelligent hai !:jazak:
                    :phool:
                    bohat shukria Gul:embarasse

                    Originally posted by Gul View Post

                    Beyshak LamhouN ka qarz hum per hota hai
                    Kuch seekhay , kuch bin seekhay har tarah k lamhay hamari zindgee mein
                    aatay hein, hum onn ka haqq tabhi adaa kar skatay hein jab hum on ko
                    Jazb kar k Lotaanay walay banein
                    Jazb kar k Aagay Puhanchanay walay baneiN
                    Like a Sponge






                    Magar hamein yehan deykhna hai k Hum jazb tu buhat kuch kartay hein





                    Positive and negative , Har tarah k raviyay ,,,





                    Magar Kia hamein sabhi kuch aagay Lotaa deyna hai ?





                    KioN k Qarz hai, Bhoja hai so otaar-naa Tu hai na !





                    Tu aisay mein Surely hamein Apni positiveness ko Mazeed Ojaagar karna hai





                    Tu lamhoN se hasil shuda Masbat soach definitely





                    Hamein Pass karnni chahiyay





                    Tabhi Charagh se charagh roshan hotay hein





                    ToofanoN ko agay pass karnay se Jaltay howay charagh bhi bujh ja-ya kartay hein! Baqi Aynda ! InshaAllah! :)



                    apnay shayraana andaaz me aap ne khoob kaha....:thmbup:
                    jazb ki baat hi hai.......jab aapko pta chlta hai k ab jazab bohat hogya...aab lotaanay ka waqt aagya hai....tou hi shama se shama se roshan ho gi......
                    haan ji me aap ki baat se itefaaq krti hun k sab kuch nae lotaya ja skta.......iss k liye pehlay fehm o idraak hona chahiye........kiya sahi hai kiya galat....baaqi manazil tou baad ki hai....:D:

                    waitin 4 ur "baaqi aayenda"
                    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                    Comment


                    • #25
                      Re: Lamhon Ka Qaraz

                      Originally posted by munda_sialkoty View Post
                      A very good question and a very precise answer :thmbup:
                      shukria aamir..........:lpop:

                      Originally posted by aabi2cool View Post
                      fittay monh tera . .balk dur fittay mon balk taqreeban sara e fittay monh aatay satyh hi annay wah tareef kardi sawal to bohat acha tha magar jawab gandum ka jawab chanay wal tha
                      aapka jawaab kahan hai aabi bhai.............
                      شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                      Comment


                      • #26
                        Re: Lamhon Ka Qaraz

                        Originally posted by saraah View Post

                        aapka jawaab kahan hai aabi bhai.............
                        meri taraf se aap ko saaf aur chitta jawab hy lehaza mera jawab aap hi deen gi
                        ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                        Comment


                        • #27
                          Re: Lamhon Ka Qaraz

                          Originally posted by aabi2cool View Post
                          meri taraf se aap ko saaf aur chitta jawab hy lehaza mera jawab aap hi deen gi
                          jee bilkul theek aabi bhai me samjh gyi............:eye:
                          meri taraf se kora jawaab qabool farmaaiye.........:lpop:
                          شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                          Comment


                          • #28
                            Re: Lamhon Ka Qaraz

                            Originally posted by saraah View Post
                            jee bilkul theek aabi bhai me samjh gyi............:eye:
                            meri taraf se kora jawaab qabool farmaaiye.........:lpop:
                            laikin ye kora to naheen hy is main sath loly pop bhi hy372-scare
                            ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                            Comment


                            • #29
                              Re: Lamhon Ka Qaraz

                              Originally posted by aabi2cool View Post
                              laikin ye kora to naheen hy is main sath loly pop bhi hy372-scare
                              kora aur krrwaa me faraq hota hai......kab aaye gi aaapko aqal aabi bhai
                              aur khbrdaar jo mere lolly pop me nazar rakhi............:lpop:
                              شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                              Comment


                              • #30
                                Re: Lamhon Ka Qaraz

                                Originally posted by saraah View Post
                                kora aur krrwaa me faraq hota hai......kab aaye gi aaapko aqal aabi bhai
                                aur khbrdaar jo mere lolly pop me nazar rakhi............:lpop:
                                aji aqal to aani jani cheez hy ik din aahi jay gi magar loly pop to roz roz naheen na milta :wk
                                ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                                Comment

                                Working...
                                X