Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Lamhon Ka Qaraz

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Lamhon Ka Qaraz

    ASSLAMOALIKUM

    "LAMHAY KI QUWWAT PAR NAZAR HO TOU HAR GUZARTA LAMHA AAP KO MAQROOZ KRTA CHALA JATA HAI...."

    kya aap ne kbhi lamhon ka qaraz chukanay ko koshish ki hai....?

    .........har guzrta hua lamha ek tajurba hai jissay agr mehfooz kr diya jaye tou aanay walo k liye sang e meel ya mashal e raah ka kaam de skta hai....tou kiya aap lss haqeeqat ka idraak krtay hue lamha lamha pighalti zindagi k KUCH DINON ka qaraz chukanay ki koshish kren ge....aap nae smjhtay yeh aapka faraz hai.....?

    aap jo seekhtay han ...zindagi se ...uss ko kis trah aagay muntaqil kr rahay han.....uss ko kis trah mehfooz kr rahay han?

    jesay ek teacher(devouted).......ki misaal.....wo jo seekhtaa hai ....uss se agay kyi chiraag jala deta hai....kya aap ne kabhi chiraag jalanay ko koshish ki ha....

    agr baat aap ki samjh se bahir hai...tou yahan aanay ki zaehmat na kren....
    be serious
    Last edited by saraah; 27 October 2008, 01:46.
    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

  • #2
    Re: Lamhon Ka Qaraz

    waalaykum salam...:p
    hmmm...lamhon kay mutaalik itni c aik choti c baat yad aa gai...kay sab say keemti cheez aap ka wakt hota ha...jo aap kissi ko day saktay hain..kiun..wo pal ya wo lamha jo aaap kisi kay sath bitaatay hain..wo kabhi wapis nahi a sakta...:(.....aor aap waali baat makroooz ker dayta ha insaan ko....phir kasay us cheez ka karz utara jaye...jo wapis hi na aa skati ho....

    Comment

    • #3
      Re: Lamhon Ka Qaraz

      hm confusing372-scare

      Comment

      • #4
        Re: Lamhon Ka Qaraz

        oh choro jee ki faida...jis cheez pey kuch ikhtiyaar he na ho ooska ziker kya karna:D:

        Comment

        • #5
          Re: Lamhon Ka Qaraz

          i think i shoul edit it.....ok just wait..then reply.
          شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

          Comment

          • #6
            Re: Lamhon Ka Qaraz

            lamHoN kaa qarz kaise chukaate haiN Khaala? "chukaanaa" to tabhii hotaa hai jab uskaa koii "Hisaab-kitaab" honaa ho! :( samjhaao me ko Khaala :)

            Fall view from inside my car
            near my work place :)

            Comment

            • #7
              Re: Lamhon Ka Qaraz

              Originally posted by saraah View Post
              ASSLAMOALIKUM

              "LAMHAY KI QUWWAT PAR NAZAR HO TOU HAR GUZARTA LAMHA AAP KO MAQROOZ KRTA CHALA JATA HAI...."

              kya aap ne kbhi lamhon ka qaraz chukanay ko koshish ki hai....?
              Walikum salam
              yun tu pal pal ka hesab KHuda ke darbar main dena hia
              par insaan be bas hai ke har pal ka sahi aur mukamal isstemal kar sakey
              magar wo lahmaat jo hum KHuda ke ehkamaat aur khaliq-e-Khuda ki khidmaat main sarf kartey hian ....wo lamhey samjhin hum ney hasil karley
              aur wo pal jo hum ne hasil nahi keye ...wo waqt jab hum kuch kar saktey thy aur hum ne nahi kia unlamhon ka qarz hum par hoga...sochney bethin Sarah ji tu bahut mushkil kaam hia har pal ka qarz utarna
              magar kuch compansation kia ja sakta hai wo tammam kaam karke jo hum ko karney chahiyen thy aur hum kar na sakey....yehi shayad aik tareeqa hai palon ka qarz utarney ka

              ab tello me sahi samghi hoon u ki baat ko:lpop:
              phir agey baat hogi:flip:

              Comment

              • #8

                mein tu qaraz nahi chukata 372-scare........... qaraz lay kay mein bhoool jata hoon..... vo qaraz lahmhon ka ho ya paison ka....... :eye:
                :alhamd::SubhanAllhaa::alhamd::jazak::insha:

                Comment

                • #9
                  Re: Lamhon Ka Qaraz

                  Originally posted by rehman View Post
                  mein tu qaraz nahi chukata 372-scare........... qaraz lay kay mein bhoool jata hoon..... vo qaraz lahmhon ka ho ya paison ka....... :eye:

                  hehehe...insha Allah, kam se kam tum is dunyaa meN nihaayat hii kaamiiyaab rahoge...hahaha

                  Fall view from inside my car
                  near my work place :)

                  Comment

                  • #10
                    Re: Lamhon Ka Qaraz

                    Originally posted by wUtHeRinG hEiGhts View Post
                    waalaykum salam...:p
                    hmmm...lamhon kay mutaalik itni c aik choti c baat yad aa gai...kay sab say keemti cheez aap ka wakt hota ha...jo aap kissi ko day saktay hain..kiun..wo pal ya wo lamha jo aaap kisi kay sath bitaatay hain..wo kabhi wapis nahi a sakta...:(.....aor aap waali baat makroooz ker dayta ha insaan ko....phir kasay us cheez ka karz utara jaye...jo wapis hi na aa skati ho....
                    wuthring heights .....agr aapko zehmat na ho tou dobara se reply kijiye ga..kiyon k me ne kuch mazeed wazahat ki hai apnay swaal me...
                    ..aap soch bichaar krnay walay bnday han....aap jawaab de sktay han...

                    Originally posted by sky angle View Post
                    hm confusing372-scare
                    ab parhoo...:D:

                    Originally posted by BUS U HE View Post
                    oh choro jee ki faida...jis cheez pey kuch ikhtiyaar he na ho ooska ziker kya karna:D:
                    tum tou bas.........:hathora
                    Originally posted by SherAli View Post
                    lamHoN kaa qarz kaise chukaate haiN Khaala? "chukaanaa" to tabhii hotaa hai jab uskaa koii "Hisaab-kitaab" honaa ho! :( samjhaao me ko Khaala :)
                    ab swaal prho....wesay muje yaqeen hai...ab b tum bongi hi maaro ge....

                    Originally posted by Pakiza View Post
                    Walikum salam
                    yun tu pal pal ka hesab KHuda ke darbar main dena hia
                    par insaan be bas hai ke har pal ka sahi aur mukamal isstemal kar sakey
                    magar wo lahmaat jo hum KHuda ke ehkamaat aur khaliq-e-Khuda ki khidmaat main sarf kartey hian ....wo lamhey samjhin hum ney hasil karley
                    aur wo pal jo hum ne hasil nahi keye ...wo waqt jab hum kuch kar saktey thy aur hum ne nahi kia unlamhon ka qarz hum par hoga...sochney bethin Sarah ji tu bahut mushkil kaam hia har pal ka qarz utarna
                    magar kuch compansation kia ja sakta hai wo tammam kaam karke jo hum ko karney chahiyen thy aur hum kar na sakey....yehi shayad aik tareeqa hai palon ka qarz utarney ka

                    ab tello me sahi samghi hoon u ki baat ko:lpop:
                    phir agey baat hogi:flip:
                    a very good answer pakiza.....zehmat k liye muazrat....me ne apna swaal edit kiya hai....:)
                    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                    Comment

                    • #11
                      Re: Lamhon Ka Qaraz

                      Originally posted by saraah View Post
                      a very good answer pakiza.....zehmat k liye muazrat....me ne apna swaal edit kiya hai....:)
                      ur welcome dearo
                      ur explanation has given a whole path
                      so i have to think about it
                      n reply later INshallah
                      :)

                      Comment

                      • #12
                        Re: Lamhon Ka Qaraz

                        Originally posted by Pakiza View Post
                        ur welcome dearo
                        ur explanation has given a whole path
                        so i have to think about it
                        n reply later INshallah
                        :)
                        sure.........i wl wait....:)
                        شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                        Comment

                        • #13
                          Re: Lamhon Ka Qaraz

                          Originally posted by saraah View Post
                          ASSLAMOALIKUM

                          "LAMHAY KI QUWWAT PAR NAZAR HO TOU HAR GUZARTA LAMHA AAP KO MAQROOZ KRTA CHALA JATA HAI...."

                          kya aap ne kbhi lamhon ka qaraz chukanay ko koshish ki hai....?

                          .........har guzrta hua lamha ek tajurba hai jissay agr mehfooz kr diya jaye tou aanay walo k liye sang e meel ya mashal e raah ka kaam de skta hai....tou kiya aap lss haqeeqat ka idraak krtay hue lamha lamha pighalti zindagi k KUCH DINON ka qaraz chukanay ki koshish kren ge....aap nae smjhtay yeh aapka faraz hai.....?

                          aap jo seekhtay han ...zindagi se ...uss ko kis trah aagay muntaqil kr rahay han.....uss ko kis trah mehfooz kr rahay han?

                          jesay ek teacher(devouted).......ki misaal.....wo jo seekhtaa hai ....uss se agay kyi chiraag jala deta hai....kya aap ne kabhi chiraag jalanay ko koshish ki ha....

                          agr baat aap ki samjh se bahir hai...tou yahan aanay ki zaehmat na kren....

                          be serious
                          chiragh jalanay k liye konsa oil chahiye hota hai pleej tell me:D:

                          Comment

                          • #14

                            waalaikumasalam... khush raho..

                            who kya kahete hain:

                            me ne seriously jawab de diya mish... :blush:
                            Last edited by ummid; 27 October 2008, 22:32.

                            Comment

                            • #15
                              Re: Lamhon Ka Qaraz

                              Originally posted by saraah View Post
                              ASSLAMOALIKUM

                              "LAMHAY KI QUWWAT PAR NAZAR HO TOU HAR GUZARTA LAMHA AAP KO MAQROOZ KRTA CHALA JATA HAI...."

                              kya aap ne kbhi lamhon ka qaraz chukanay ko koshish ki hai....?

                              .........har guzrta hua lamha ek tajurba hai jissay agr mehfooz kr diya jaye tou aanay walo k liye sang e meel ya mashal e raah ka kaam de skta hai....tou kiya aap lss haqeeqat ka idraak krtay hue lamha lamha pighalti zindagi k KUCH DINON ka qaraz chukanay ki koshish kren ge....aap nae smjhtay yeh aapka faraz hai.....?

                              aap jo seekhtay han ...zindagi se ...uss ko kis trah aagay muntaqil kr rahay han.....uss ko kis trah mehfooz kr rahay han?

                              jesay ek teacher(devouted).......ki misaal.....wo jo seekhtaa hai ....uss se agay kyi chiraag jala deta hai....kya aap ne kabhi chiraag jalanay ko koshish ki ha....

                              agr baat aap ki samjh se bahir hai...tou yahan aanay ki zaehmat na kren....
                              be serious
                              Walekum salam

                              Buhat khoobsoorat baat ..
                              Insan k alfaz oss k khiyal ki Numandgi kartay Hein
                              MashaAlalh! aap ka querry style Buhat Khoob hai
                              aur kafi intelligent hai !:jazak:
                              :phool:

                              Comment

                              Working...
                              X