Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Roothaa Hai Tou Mnaa Lain Ge

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: Roothaa Hai Tou Mnaa Lain Ge

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    Aap ki aakar sada salamat rahay ji

    .buri baat..........:na:
    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

    Comment


    • #47
      Re: Roothaa Hai Tou Mnaa Lain Ge

      Originally posted by Aanchal View Post
      aap isay sahi samjhtay hain kay kisi ki bisti kar kay pher usay manana :mm:

      or zabardasti koi manaye to baat to dil main reh jaye gee na .
      nae anchal ..........baat dil me nae rehti......jitni tezi se dil me aati hai....utni tezi se rafa ho jati hai.....kiyon k poison tree tou wesay b............"meethaa gussa"....hota hai.......islamic sec me prhlain jakr ..beshak.:rose
      شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

      Comment


      • #48
        Re: Roothaa Hai Tou Mnaa Lain Ge

        Originally posted by munda_sialkoty View Post
        Ki ho gaya twanu :mm:

        twaanu keeh............372-shock
        شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

        Comment


        • #49
          Re: Roothaa Hai Tou Mnaa Lain Ge

          Originally posted by munda_sialkoty View Post
          Wa Alaikum Aslam,

          Ji mein theek nahi bohat theek hoon

          Let me respond to your questions now.

          1.Mein Roothnay se ziada larnay ko prefer kerta hoon. I want to make everything clear, ager ghalti aglay ki he to mein usay realize kerwanay ki kooshish kerta hon aur ager wo na manay to phir larta hoon. Lekin jo loog bohat narm'o'nazuk tabiyat ke maalak hotay hein, jin pe larai ka bhi reaction ho jata he to un se roothna he bhala...kuch der baad mein automatically roothnay wali state se bahir aa jata hoon. In the meantime ager koi mana le to well and good. Lekin mein ne chand aik loog jinhon ne meri self esteem pe attack kia wo hameesha hameesha ke liye chor diye. Mein kisi ko chooti mooti aur even bari baat se nahi choorta, jub koi bohat he solid reason ho to choorta hoon aur phir usay palat ke nahi dekhta.


          2.Mere liye manana koi mushkil kaam nahi. I am always confident ke mein aglay ko ba'aasani mana loon ga. Mera ghusa shadeed hota he, is liye loog rooth bhi jatay hein, but I am significantly quick in getting them back. Mere doost naraz ho jatay hein, jub mera dil kerta he to un ke ghar ja ke unhein tanzein ker ker ke mana leta hoon 372-haha Mein ne apnay best friend jo muj se milnay aaya, mera jagra ho gaya aur mein ne kaha dafa ho jaoo, wo chala gaya, aur kah ker gaya ke ub ainda nahi aaye ga, mein ne kaha dafa ho jaoo aur ainda apna chehra bhi na dikhana. Mera ghusa thanda hua aur phir thori der baad mein us ke ghar per tha, door knock kia wohi aaya. Bari aaien baein shaein kerta raha aur kehta raha ke chalay jaoo. Mein usay yehi kehta raha chal dafa ho, teri gali he jo mujay nikaal raha he :khi:kuch der baad hum phir dooston mein thay.

          Isi tarah mere doost se meri narazgi hui. Koi 1 month hum nahi boolay na phone pe rabta kia. Mein ne jaan bhooj ker usay itni der aisay rakha. Wo bhi bohat naraz tha. Phir aik din mein us ke ghar gaya, us ki ammi kehti hein ke wo ouper soya hua he, mein ouper gaya usay ja ke jagaya aur kaha Nasha ker ke soota he kia :khi:Mujay lahore jana tha kisi kaam se, aur usay 10 min mein teyaar kerwaya aur saath le gaya.

          Mein khud se nahi rooth'ta. Koi ghalti ho to mein us ka azala kisi na kisi tareekay se ker leta hoon

          hmen already pta hai.........batanay ki zaroorat.......aham aham......










          theek hai agr hai tou.:embarasse
          شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

          Comment


          • #50
            Re: Roothaa Hai Tou Mnaa Lain Ge

            Originally posted by saraah View Post
            .buri baat..........:na:
            Mein bhi to yahi keh raha tha ke Aakar buri baat he 372-haha
            :thmbup:

            Comment


            • #51
              Re: Roothaa Hai Tou Mnaa Lain Ge

              Originally posted by saraah View Post
              twaanu keeh............372-shock
              Yaani mainu ki
              :thmbup:

              Comment


              • #52
                Re: Roothaa Hai Tou Mnaa Lain Ge

                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                O nahi Aanchal kuri, tum sahi ho sakti ho thoori si mehnat ker k :khi:







                Dekho, mera khyaal he ke aap apnay dooston ko, rishtay daaron ko mananay ke fun se na'aashna hein, to aap doosti aur rishtay'daari in true sense deserve he nahi kerte.


                yeh to aap bhi keh chukye hian kay Lekin mein ne chand aik loog jinhon ne meri self esteem pe attack kia wo hameesha hameesha ke liye chor diye. Mein kisi ko chooti mooti aur even bari baat se nahi choorta, jub koi bohat he solid reason ho to choorta hoon aur phir usay palat ke nahi dekhta.


                Aur simple roothna koi baat nahi, roothtay huay apnay dooston aur rishtay daaron ki koi haddi passli toor ke rootho, ta ke unhein bhi pata chalay ke tum rooth gai ho :kr::kr:
                main koi pelhwan houn jo haddi passli torroun kisi ki ..bas baat nahi karti na koi link rekhti houn ..so simple ..har banday ki baat mujh say bardashat nahi hoti ..bas
                اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                Comment


                • #53
                  Re: Roothaa Hai Tou Mnaa Lain Ge

                  Originally posted by saraah View Post
                  nae anchal ..........baat dil me nae rehti......jitni tezi se dil me aati hai....utni tezi se rafa ho jati hai.....kiyon k poison tree tou wesay b............"meethaa gussa"....hota hai.......islamic sec me prhlain jakr ..beshak.:rose
                  :)
                  اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                  اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                  Comment


                  • #54
                    Re: Roothaa Hai Tou Mnaa Lain Ge

                    Originally posted by saraah View Post
                    hmen already pta hai.........batanay ki zaroorat.......aham aham......










                    theek hai agr hai tou.:embarasse
                    Aap kehti hein to theek he ho ga, warna ager aap na bhi kehtein to bhi theek tha
                    :thmbup:

                    Comment


                    • #55
                      Re: Roothaa Hai Tou Mnaa Lain Ge

                      Originally posted by Aanchal View Post
                      main koi pelhwan houn jo haddi passli torroun kisi ki ..bas baat nahi karti na koi link rekhti houn ..so simple ..har banday ki baat mujh say bardashat nahi hoti ..bas
                      Aanchal tumhein zehni kamzoori he koi jo tum se baatein bardaasht nahi hotein :khi:

                      Dekho loogon ko ghusa charhaya karo, un se ounchi ounchi awaz mein lara karo, koi haatha paai kerne aaye to jhaaru utha liya karo, bailan paker lia karo us ke ser pe Aata daal diya karo, garam paani undail diya karo, ziada ghusa aaye to sulphuric acid, hydrochloric acid bhi use ker sakti ho, chlorine gas ke cylinder mein band ker diya karo, usay khanay mein potassium cyanide daal diya karo, lekin naraz to na hua karo
                      :thmbup:

                      Comment


                      • #56
                        Re: Roothaa Hai Tou Mnaa Lain Ge

                        Originally posted by Aanchal View Post
                        :)
                        Tum muskurati hui bilkul aisi lagti ho :)
                        :thmbup:

                        Comment


                        • #57
                          Re: Roothaa Hai Tou Mnaa Lain Ge

                          Originally posted by munda_sialkoty View Post
                          Aanchal tumhein zehni kamzoori he koi jo tum se baatein bardaasht nahi hotein :khi:

                          Dekho loogon ko ghusa charhaya karo, un se ounchi ounchi awaz mein lara karo, koi haatha paai kerne aaye to jhaaru utha liya karo, bailan paker lia karo us ke ser pe Aata daal diya karo, garam paani undail diya karo, ziada ghusa aaye to sulphuric acid, hydrochloric acid bhi use ker sakti ho, chlorine gas ke cylinder mein band ker diya karo, usay khanay mein potassium cyanide daal diya karo, lekin naraz to na hua karo

                          aj kheriat e..........dose brri de rahay oooo
                          شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                          Comment


                          • #58
                            Re: Roothaa Hai Tou Mnaa Lain Ge

                            Originally posted by munda_sialkoty View Post
                            Aap kehti hein to theek he ho ga, warna ager aap na bhi kehtein to bhi theek tha
                            galti kr di .........itnay qeemti ilfaaz zaya kr k??????
                            شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                            Comment


                            • #59
                              Re: Roothaa Hai Tou Mnaa Lain Ge

                              mai to 1 sorry sy man b jati hu aur mana b leti hu:)

                              Comment


                              • #60
                                Re: Roothaa Hai Tou Mnaa Lain Ge

                                Originally posted by saraah View Post
                                aj kheriat e..........dose brri de rahay oooo
                                PG ki Khala aaj kabu aai he na is liye 372-haha
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X