Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Roothaa Hai Tou Mnaa Lain Ge

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #61
    Re: Roothaa Hai Tou Mnaa Lain Ge

    Originally posted by saraah View Post
    galti kr di .........itnay qeemti ilfaaz zaya kr k??????
    Aap hum pe itna shak kyoon kerne lagi hein :embarasse
    :thmbup:

    Comment


    • #62
      Re: Roothaa Hai Tou Mnaa Lain Ge

      Originally posted by sky angle View Post
      mai to 1 sorry sy man b jati hu aur mana b leti hu:)
      Phir to aap zaroor sialkot se hoon gi teddy
      :thmbup:

      Comment


      • #63
        Re: Roothaa Hai Tou Mnaa Lain Ge

        Originally posted by munda_sialkoty View Post
        Phir to aap zaroor sialkot se hoon gi teddy
        g nai

        Comment


        • #64
          Re: Roothaa Hai Tou Mnaa Lain Ge

          Originally posted by munda_sialkoty View Post
          Wa Alaikum Aslam,

          Ji mein theek nahi bohat theek hoon

          Let me respond to your questions now.

          1.Mein Roothnay se ziada larnay ko prefer kerta hoon. I want to make everything clear, ager ghalti aglay ki he to mein usay realize kerwanay ki kooshish kerta hon aur ager wo na manay to phir larta hoon. Lekin jo loog bohat narm'o'nazuk tabiyat ke maalak hotay hein, jin pe larai ka bhi reaction ho jata he to un se roothna he bhala...kuch der baad mein automatically roothnay wali state se bahir aa jata hoon. In the meantime ager koi mana le to well and good. Lekin mein ne chand aik loog jinhon ne meri self esteem pe attack kia wo hameesha hameesha ke liye chor diye. Mein kisi ko chooti mooti aur even bari baat se nahi choorta, jub koi bohat he solid reason ho to choorta hoon aur phir usay palat ke nahi dekhta.


          2.Mere liye manana koi mushkil kaam nahi. I am always confident ke mein aglay ko ba'aasani mana loon ga. Mera ghusa shadeed hota he, is liye loog rooth bhi jatay hein, but I am significantly quick in getting them back. Mere doost naraz ho jatay hein, jub mera dil kerta he to un ke ghar ja ke unhein tanzein ker ker ke mana leta hoon 372-haha Mein ne apnay best friend jo muj se milnay aaya, mera jagra ho gaya aur mein ne kaha dafa ho jaoo, wo chala gaya, aur kah ker gaya ke ub ainda nahi aaye ga, mein ne kaha dafa ho jaoo aur ainda apna chehra bhi na dikhana. Mera ghusa thanda hua aur phir thori der baad mein us ke ghar per tha, door knock kia wohi aaya. Bari aaien baein shaein kerta raha aur kehta raha ke chalay jaoo. Mein usay yehi kehta raha chal dafa ho, teri gali he jo mujay nikaal raha he :khi:kuch der baad hum phir dooston mein thay.

          Isi tarah mere doost se meri narazgi hui. Koi 1 month hum nahi boolay na phone pe rabta kia. Mein ne jaan bhooj ker usay itni der aisay rakha. Wo bhi bohat naraz tha. Phir aik din mein us ke ghar gaya, us ki ammi kehti hein ke wo ouper soya hua he, mein ouper gaya usay ja ke jagaya aur kaha Nasha ker ke soota he kia :khi:Mujay lahore jana tha kisi kaam se, aur usay 10 min mein teyaar kerwaya aur saath le gaya.

          Mein khud se nahi rooth'ta. Koi ghalti ho to mein us ka azala kisi na kisi tareekay se ker leta hoon

          aakhri baat itni ghalt kahi aap ne... 372-shed.. baat aap ki marzi ke khilaf shoro hoi nahi ke angery old man ki tarah react karne lagte hain...

          kash yeh sub parhne ke liye esha de yahan hote... phir aap ko lag pata jaata... :D

          Comment


          • #65
            Re: Roothaa Hai Tou Mnaa Lain Ge

            Sub say pehlay to bohat zabardast Questions Sarah sis.

            Mujhay kaisay manaya jata hai:

            Real life main koi munh pay gali bhi day lay ya munh par jhoota ilzam bhi laga day to kuch naheen kahti bus agar bohat bura lugta hai to ansoon nikal partay hain.

            Narazgi ki soorat main main baat karna bilkul chor deti hoon hoon pehlay to mananay ya bohat mananay pay bhi naheen manti thi ub thoray din naraz rehti hoon phir mananay pay maan jaati hoon. Aik person ko main nain sikhaya tha teen din say ziada Islam main naraz rehna mana hai jis din say us nain yaad dilaya k mujhay yaay bataya tha aur khud itnay dinon say naraz ho to us din say 3 din say ziada naraz honay ki koshish naheen karti aur 3 din tuk intazar karti hoon k mana liaay jaay per baghair manaay maanti naheen.

            Khud kis tarha manati hoon:

            Koi aisa kaam ya pahal naheen karti jis say kisi ki narazgi ho agar ahsas ho jaay ya khud samajh aa jaay ya koi bata day to maafi mangnay main bhi chota ho k bara kisi say maafi mangnay main aar mahsoos naheen karti aur ainda aisi ghalti na karnay ka wada karti hoon.

            Koi agar shikayat karay main qusoorwar hon k na hoon doosray agar shikayat kartay hain to mafi maang leti hoon takay mamla rafa daf ho jaay kisi ko narazgi na rahay khuwah sara jhoota ilzam hi mujh pay kioon na lagaya jaay.

            Agar koi naraz ho jaay aur mujhay bataay naheen aur na hi poochay to main bhi naheen manati chor deti hoon naraz rahay to raha karay meri bala say. Is liaay k jub mujhay pata hi naheen ho ga k kis baat ki narazgi hai to kaisay manaoon gi. So main naraz chor deti hoon. Jo apna samjhay ga wo shikwa karay ga tabhi to hum jo sahi baat ho gi bata sakain gay.

            Khud say naraz hona:

            Pata naheen sahi tarha say yaad naheen shayad main kabhi bohat pehlay khud say naraz huwi thi. Phir kaisay mani kuch yaad naheen. Ya naraz bhi huwi thi k naheen itna yaad naheen.

            Aik baar huwi thi aur Ub shayad kabhi bhi khud say naraz naheen ho sakti.

            Tips:

            Sub say aham baat to yay k koi agar apkay apnay sagay rishton k baray main kuch kahay to kabhi yaqeen na karain sun lain per yaqeen kabhi na karain.

            2. Apnon say kabhi naraz na hon.

            3. Koi baat buri lug jaay to muaaf kar dain khud say hi k Allah akhirat main hamain maaf karay.

            4. Koi bhi narazgi ho jaay kisi say ya koi aap ko kuch kah day kisi k baray main to us say direct baat karain k mujhay aap ki yay baat buri lagi hai ya main nain yay suna hai k aap nain aisa meray baray main kaha hai to kioon kaha hai. Takay agar kisi nain jhoot bola hai to such samnay aa jaay aur narazgi bhi khatm ho jaay.

            5. Naraz logon ko khuwah apni ghalti ho na ho mananay main pehal karay takay Allah aap ko is ka achcha ajar day ga.

            6. Agar apni ghalti ka ahsaas ho jaay to rawaya aur ziada achcha kar lain us bunday k saath jis k saath aap nain ziadti ki hai takay ussay ahsaas ho k aap ko ahsaas ho gia hai k ghalti ka aap ko ahsaas hai.

            7. Koi treat ya gift dain narazgi khtum honay ya honay ki soorat main kuch apnay hathon say bana kar khilaain. Khilatay ya gift detay waqt sorry kah dain.

            8. Apni ghalti maan kar kah dain k main shirminda hoon aur ainda aisa naheen karoon gi/ga.

            9. Naraz logon ko gift khoob dia karain yay sunnat bhi hai is say dil bhi saaf hota hai aur mohabbat barhti hai.

            10. Naraz logon say aur ziada mohabbat aur shafqat say paish ain.

            NOTE: Main kisi say naraz ziada arsa naheen rehti. Agar naraz ho bhi jaoon to pata bhi naheen chalnay dayti k main naraz hoon laikin us say baat karna chor deti hoon. Wo bhi us waqt jub meray sabr ka paimana lubraiz ho jaay.

            3 baar koshish karti hoon maaf kar doon us k baad jitna himmat bardasht karnay ki hoti hai karti hoon jub sabr ka paimana lubraiz ho jata hai to naraz hoti hoon.

            Agar jub main kisi ko suna deti hoon to sunana jaisay hi end hota hai meri narazgi khatm ho jati hai aur shirmindagi shuru ho jati hai k khuwah makhah ka sunaya sabr kar leti to achcha tha.

            Dushmanon ko bhi dushman naheen samjhti un say bhi ussi tarha pyar mohabbat say paish ateen hoon jaisay apnon say paish ati hoon.

            Albatta dushmanon ki dushmani wali harkat say nafrat karti hoon yani apnay dhushman say bhi nafrat naheen karti unpay bhi pyar mohabbat aur shafqaqat ka silsila jari rakhti hoon aur salam dua aur khairat maloom karna naheen chorti.

            Real life main main kisi say badla naheen lia sirf aik dafa aik say liaa jis nain budtamizi ki inteha kar di thi.

            Roothay huwon ko mana lia karain har qeemat pay.

            Mujh say kisi say naraz naheen raha jata. Naraz rehnay k liaay acting karna parti hai.
            Last edited by MorningGlory; 5 October 2008, 16:18.
            Subhan Allah

            Comment


            • #66
              Re: Roothaa Hai Tou Mnaa Lain Ge

              here is a request MG..........font size kam kijiye.plz
              شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

              Comment


              • #67
                Re: Roothaa Hai Tou Mnaa Lain Ge

                Originally posted by sky angle View Post
                g nai
                Aray waah, phir to Sialkot ke baahir bhi dunia achi he :D:
                :thmbup:

                Comment


                • #68
                  Re: Roothaa Hai Tou Mnaa Lain Ge

                  Originally posted by uminja View Post
                  aakhri baat itni ghalt kahi aap ne... 372-shed.. baat aap ki marzi ke khilaf shoro hoi nahi ke angery old man ki tarah react karne lagte hain...

                  kash yeh sub parhne ke liye esha de yahan hote... phir aap ko lag pata jaata... :D

                  :kr:Tum ne aur tumhari Eesha de ne aaj tak meri koi tareef ki he jo ub karo gay. Dekho meri sachi baaton ka ghusa na karo, mein to aisa larka he nahi hoon teddy
                  :thmbup:

                  Comment


                  • #69
                    Re: Roothaa Hai Tou Mnaa Lain Ge

                    Originally posted by munda_sialkoty View Post
                    Aap hum pe itna shak kyoon kerne lagi hein :embarasse
                    log kehtay han:lpop:
                    Originally posted by uminja View Post
                    aakhri baat itni ghalt kahi aap ne... 372-shed.. baat aap ki marzi ke khilaf shoro hoi nahi ke angery old man ki tarah react karne lagte hain...

                    kash yeh sub parhne ke liye esha de yahan hote... phir aap ko lag pata jaata... :D
                    :mm:
                    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                    Comment


                    • #70
                      Re: Roothaa Hai Tou Mnaa Lain Ge

                      MG aap inna ziada kese likh leti ho :blush:
                      :thmbup:

                      Comment


                      • #71
                        Re: Roothaa Hai Tou Mnaa Lain Ge

                        Originally posted by saraah View Post
                        log kehtay han:lpop:

                        :mm:
                        Loogon ka kaam he kehna, wo to kahein ge he :D:
                        :thmbup:

                        Comment


                        • #72
                          Re: Roothaa Hai Tou Mnaa Lain Ge

                          Originally posted by munda_sialkoty View Post
                          Wa Alaikum Aslam,

                          Ji mein theek nahi bohat theek hoon

                          Let me respond to your questions now.

                          1.Mein Roothnay se ziada larnay ko prefer kerta hoon. I want to make everything clear, ager ghalti aglay ki he to mein usay realize kerwanay ki kooshish kerta hon aur ager wo na manay to phir larta hoon. Lekin jo loog bohat narm'o'nazuk tabiyat ke maalak hotay hein, jin pe larai ka bhi reaction ho jata he to un se roothna he bhala...kuch der baad mein automatically roothnay wali state se bahir aa jata hoon. In the meantime ager koi mana le to well and good. Lekin mein ne chand aik loog jinhon ne meri self esteem pe attack kia wo hameesha hameesha ke liye chor diye. Mein kisi ko chooti mooti aur even bari baat se nahi choorta, jub koi bohat he solid reason ho to choorta hoon aur phir usay palat ke nahi dekhta.


                          2.Mere liye manana koi mushkil kaam nahi. I am always confident ke mein aglay ko ba'aasani mana loon ga. Mera ghusa shadeed hota he, is liye loog rooth bhi jatay hein, but I am significantly quick in getting them back. Mere doost naraz ho jatay hein, jub mera dil kerta he to un ke ghar ja ke unhein tanzein ker ker ke mana leta hoon 372-haha Mein ne apnay best friend jo muj se milnay aaya, mera jagra ho gaya aur mein ne kaha dafa ho jaoo, wo chala gaya, aur kah ker gaya ke ub ainda nahi aaye ga, mein ne kaha dafa ho jaoo aur ainda apna chehra bhi na dikhana. Mera ghusa thanda hua aur phir thori der baad mein us ke ghar per tha, door knock kia wohi aaya. Bari aaien baein shaein kerta raha aur kehta raha ke chalay jaoo. Mein usay yehi kehta raha chal dafa ho, teri gali he jo mujay nikaal raha he :khi:kuch der baad hum phir dooston mein thay.

                          Isi tarah mere doost se meri narazgi hui. Koi 1 month hum nahi boolay na phone pe rabta kia. Mein ne jaan bhooj ker usay itni der aisay rakha. Wo bhi bohat naraz tha. Phir aik din mein us ke ghar gaya, us ki ammi kehti hein ke wo ouper soya hua he, mein ouper gaya usay ja ke jagaya aur kaha Nasha ker ke soota he kia :khi:Mujay lahore jana tha kisi kaam se, aur usay 10 min mein teyaar kerwaya aur saath le gaya.

                          Mein khud se nahi rooth'ta. Koi ghalti ho to mein us ka azala kisi na kisi tareekay se ker leta hoon


                          jhootay ya tu dasa nhi u chawal nay kah jjab u ki khud ki ghalti ho tu bhi u dosro se mafi mangwanay ki nakam kosish kartay ho372-shedaur apni besti bhi karwaty ho372-haha

                          Comment


                          • #73
                            Re: Roothaa Hai Tou Mnaa Lain Ge

                            M_S tum itna zyada kese bak lete ho :hhh:

                            Comment


                            • #74
                              Re: Roothaa Hai Tou Mnaa Lain Ge

                              Originally posted by munda_sialkoty View Post
                              :kr:Tum ne aur tumhari Eesha de ne aaj tak meri koi tareef ki he jo ub karo gay. Dekho meri sachi baaton ka ghusa na karo, mein to aisa larka he nahi hoon teddy

                              372-haha

                              Comment


                              • #75
                                Re: Roothaa Hai Tou Mnaa Lain Ge

                                Originally posted by saraah View Post
                                • aray fari aap k sath tou phir "normal"....hi rehna chahiye372-scare
                                • aur yeh kuch ziada hi simple nae....372-shock
                                • iss baat pe kis se pitaai krwana pasand kro gi aap:na:.haan discuss krne wali bohat achi hai:clap:


                                theek samjhi ap:khi:

                                kiya karo bas asi hi hon ma372-shock

                                lo pitnay ki kiya baat ha is ma372-shock

                                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                                tumhari chawal baatein perh ke mujay bilkul bhi acha nai laga, especially one I highlighted


                                me asi hi hon ab kiya kar saktay hain

                                Comment

                                Working...
                                X