Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Student life

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: Student life

    Originally posted by WASI ANJUM View Post
    Meri student life bahot achhi guzri mein ek honihar talib ilam tha
    parhai k ilawa school mein honay wali doosri activities mein bhi hisa leta tha
    ek baar hamare school mein quiz comp hona tha hamein ek 200 pages ki book di gai
    k is mein se ques poochhe jainge mene din raat mehnat kar k woh poori book yaad ki
    lekin jab competition ka din aaya to mujh se out of book Ques kiya gaye jo mein nahi bata saka aur 1st round mein he out ho gaya mujhe haarne ka itna dukh hua k 2 din tak khana he nahi khaya
    mein 2 class se lekar 10th tak monitor raha 10th mein jab mere kam marks aaye mein B grade mein paas hua to mujhe bahot sadma hua k itni mehnat ki Grade nahi mila
    mere teachers bhi heran thay k mere saath aisa kion hua?
    khair mujhe apna school ka waqat bahot yaad aata hai
    jab college mein pahonche to mahol he kuch aur tha na koi bolne wala na rokne wala na tokne wala is liye mere dost bahot kam class attend karte nthay lekin mein regular jata tha aur B.Sc karne k baad mein apni study kuch majbooriyon k bina per jari nahi rakh saka mera M.Sc karne ka sapna adhoora reh gaya
    :thmbup::thmbup:

    app ki bat se mujhay yad agaya mein ne bhi aik quiz competition me hisa lia aur mujhay bhi aik book miil thi jo mere teacher apne bhai k lie le gay..aur ajj tuk nahi lae....:embarasse:embarasse:embarasse

    aur rahi bad matric mein kam no ki to aisa hojata he....RESULT har bar thori apki knowledge kki sahi tarjumani kurte hein....abb mere result acha ata he to multub yeh thori mein buhat perhako houn:khi::khi:

    Comment


    • #47
      Re: Student life

      Originally posted by munda_sialkoty View Post
      Student life bohat mazay ki thi, school college mein kafi doostiyaan huein. Bharpoor enjoy kia sub kuch.

      School ke first day se he teachers mere garweeda huay. Mere dad ne shuru mein muj per bohat mehnat ki aur wo mera comparison apnay se 3, 4 years aagay ke buchon se kerte thay, mathematics mein bohat acha tha, mere teachers maths ka question kerte to mein forun bool deta ke ghalat he, aisa nahi waisa keejiye. Overall studies ko ziada time nahi deta tha, jo perhai abu aur ammi kerwatay usi mein he rehta tha, cricket ka bohat shook tha. Exams mein bohat cricket kheelta tha, aur end pe aik nazar maar ke exams mein appear hota tha. Mein understanding se ziada perhta tha aur yeh cheez mere dad ne mere ander bithai thi. Meri class mein aur bhi kafi honehaar students thay, larkiyaan bohat intelligent thein, especially 3 larkiyon bohat achi thein, wo itni mehnat kertein ke perh perh ke pagal ho jatein, un ka homework, un ki presentation, neatness sub kuch muj se acha hota, un ki learning muj se achi hoti. wo kafi responsible aur dedicated girls thein aur sometimes mein apnay aap ko un ke aagay off-colour samajta tha, lekin tests aur exams mein baazi hameesha mein ne he maari. Meri tarah mere behan bhai bhi apni respective classes ko lead kertay aaye. Mein ne school college aur academies mein hameesha he lead kia and this was a specialty of mine
      :salam::salam:

      aik waqt to mujahya isa laga k ap 3 lurkion ki kahani suna rahe hein ....
      phr app ne uturn mara aur apne pe agay...

      waisi aisi buhat kum log hi hote hein jo start se hi apne bacho ko understanding pe preference de....
      mein ne note kia he k baz auqat wo log jo conceptual study kurte hein un k no un logo k muqable mein kum aate hein jo yad kur k paper dete hein without concept...may be bcoz of educ. system...

      so u r very lucky in this regard:thmbup::thmbup:

      mera comparison apnay se 3, 4 years aagay ke buchon se kerte thay
      is ki waja???

      Comment


      • #48
        Re: Student life

        Originally posted by MSA View Post
        Assalam o alaikkum...

        IS thread me app logo ko yeh Tell-na he k app student life me kaise thay....aur jo abhi bhi he...wo kaise he....

        aur is jawab se perhez kurna he k ""mein to abhi bhi seekh raha ho" ya "insaan her age mein seekhte he"

        sub ko samjh ajani chahie k yeh thread mere wasi tur mufad me he ta-k me ko hosla ho k mien akele nikamma nahi houn...

        app ne apni std life kaise guzari...sara sal sirf perha ya kuch aur gul bhi khilae...aur exam k dino ki kia feelings hoti thi...tension hoti thi ya nahi...
        notes khud likhte thay ya ...photostate...bole to alif se yeh tuk sub rakam kur dena he....

        aadab urz he....:salam:
        Last edited by saraah; 20 September 2008, 08:18.
        شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

        Comment


        • #49
          Re: Student life

          Originally posted by MSA View Post
          :salam::salam:

          aik waqt to mujahya isa laga k ap 3 lurkion ki kahani suna rahe hein ....
          phr app ne uturn mara aur apne pe agay...

          waisi aisi buhat kum log hi hote hein jo start se hi apne bacho ko understanding pe preference de....
          mein ne note kia he k baz auqat wo log jo conceptual study kurte hein un k no un logo k muqable mein kum aate hein jo yad kur k paper dete hein without concept...may be bcoz of educ. system...

          so u r very lucky in this regard:thmbup::thmbup:



          is ki waja???
          Is ki yeh waja thi ke mere dad mujay facilitate kerte thay ke mein apnay baray cousins se bhi mukabla karon especially in mathematics and english. Mein ager 2 grade mein tha to mein us waqt 4th and 5th grade ka mathematics perhta tha, english mein bhi kai step aagay thay. is waja se mere concepts aur understanding hameesha he apnay classmates se 2, 3 steps aagay he rahi
          :thmbup:

          Comment


          • #50
            Re: Student life

            Originally posted by munda_sialkoty View Post
            Is ki yeh waja thi ke mere dad mujay facilitate kerte thay ke mein apnay baray cousins se bhi mukabla karon especially in mathematics and english. Mein ager 2 grade mein tha to mein us waqt 4th and 5th grade ka mathematics perhta tha, english mein bhi kai step aagay thay. is waja se mere concepts aur understanding hameesha he apnay classmates se 2, 3 steps aagay he rahi
            got it...!!!!

            waisi mein bhi apni age k hisab se 2 saal agay houn ;)

            usually 19 saal mein log uni. mein admission lete hein ya first yr me hote he aur mein is waqt 3rd yr me houn :)

            to is ka nuksan bhi hua aur faida bhi..mere 2 saal ki tafreh kum ho gai :)
            aur faida yeh k mujhay CSS kurne ka time mil jay ga ...aur bhi buhat hidden fawaid he jo munzare aam pe aate jay giein

            Comment


            • #51
              Re: Student life

              Aik aur baat, quiz mein bohat actively participate kerta tha.

              Sialkot mein Inter-school competitions huay 5th grade mein, to mein ne 8 top schools mein first position li. Jub mujay prize milna tha usi din mera left kidney operate hua, aur mere school kay puray staff ne mujay visit kia aur mere 1st anaay ki naveed di, school ke puray staff ko hospital mein dekhna he mere liye bohat bara surprise tha. Sub ne best wishes dein and that day became a memorable day
              :thmbup:

              Comment


              • #52
                Re: Student life

                mujhay trip pe jane ka buhat shauq he...per koi jane hi nahi deta:zuban:

                well coming to ur views....
                mashaAllah app bhi briliant hi nikli:embarasse....
                lekin extra curricular mein thora buhat to kurna chahie tha...mein bhi ungli kutwa k shaheedo mein nam likhwa raha ho iss yr se....:khi::khi:

                best of luck for ur future....:thmbup::thmbup:

                Comment


                • #53
                  Re: Student life

                  Originally posted by MSA View Post
                  techer ki respect to waqai me buhat kurni chahie....lekin sirf un ki jo waqai me teacher hone ka huq nibahte he...:thmbup::thmbup::thmbup::thmbup:

                  yeh qanon to sub se pehle sikhaya gaya tha k....

                  paper paway aaway paway na away.....teacher k hath me paper 3 ghante bad hi dena he372-haha372-haha
                  ye mere father ne sikhaya tha k ustad ki hamesha parents se barh kar izat karo...wo khud apne purane purane teachers ko dhoond kar un se bohat izat se mila karte the.....or me ager paper khatam kar leti to mazeed aik min bhi nahi beth sakti thi is elay foran teacher k hath me pakra kar bahir or sukh ka saans:D:

                  Comment


                  • #54
                    Re: Student life

                    Originally posted by sarah gemini View Post
                    fst time graduation me English teacher ne muje class me volunteer ka rutba diyaaur ab yeh hai k ajkal class ki C.Raur baat trip ship pe janay ki ho tou sarah is always ahead.:embarasse
                    Isay kehtay hein Der Aayad, drust Aayad :D: Asha laga jaan ker.

                    Aaj kul aap kia ker rahi hein????

                    Aur trip mein kahan kahan gaein
                    :thmbup:

                    Comment


                    • #55
                      Re: Student life

                      Originally posted by senorita View Post
                      ye mere father ne sikhaya tha k ustad ki hamesha parents se barh kar izat karo...wo khud apne purane purane teachers ko dhoond kar un se bohat izat se mila karte the.....or me ager paper khatam kar leti to mazeed aik min bhi nahi beth sakti thi is elay foran teacher k hath me pakra kar bahir or sukh ka saans:D:
                      Shoo shweet, inni chooti Esh'tud'dent life :D:
                      :thmbup:

                      Comment


                      • #56
                        Re: Student life

                        Originally posted by munda_sialkoty View Post
                        Aik aur baat, quiz mein bohat actively participate kerta tha.

                        Sialkot mein Inter-school competitions huay 5th grade mein, to mein ne 8 top schools mein first position li. Jub mujay prize milna tha usi din mera left kidney operate hua, aur mere school kay puray staff ne mujay visit kia aur mere 1st anaay ki naveed di, school ke puray staff ko hospital mein dekhna he mere liye bohat bara surprise tha. Sub ne best wishes dein and that day became a memorable day
                        :clap::clap::clap:

                        waisi kitna zaburdust laga ho ga...jub pora school app se milne aya ho ga:dance::dance:

                        mein ne aik bar quiz me hisa lia tha jo school ki golden jublee pe huwa tha...i got 2nd prize there :)
                        phri aik bar inter school huwa to mujhay reserve mein rakh dia...jis pe me wahi resign de ga agaya...372-haha372-haha...aur us ka moun tour jawab unhi teacher ko...unhi k sub. bole ko PAK std. mein school miein disctinction se dia...372-haha

                        Comment


                        • #57
                          Re: Student life

                          Originally posted by senorita View Post
                          ye mere father ne sikhaya tha k ustad ki hamesha parents se barh kar izat karo...wo khud apne purane purane teachers ko dhoond kar un se bohat izat se mila karte the.....or me ager paper khatam kar leti to mazeed aik min bhi nahi beth sakti thi is elay foran teacher k hath me pakra kar bahir or sukh ka saans:D:
                          dhondne se ya'ad aya...
                          mein kuch din pehle apne college gaya to socha teachers se milo jinho ne meri help ki thi....aur wo mujhay 3 saal pehle tuk achi tarah jante thay....

                          lekin unho ne mujhay pechana hi nahi....aur aisai sawal poche k mein kia batao....aisa lug raha tha k ya to mein change ho gyaa ho ya wo...372-haha372-haha

                          Comment


                          • #58
                            Re: Student life

                            Originally posted by MSA View Post
                            mujhay trip pe jane ka buhat shauq he...per koi jane hi nahi deta:zuban:

                            well coming to ur views....
                            mashaAllah app bhi briliant hi nikli:embarasse....
                            lekin extra curricular mein thora buhat to kurna chahie tha...mein bhi ungli kutwa k shaheedo mein nam likhwa raha ho iss yr se....:khi::khi:

                            best of luck for ur future....:thmbup::thmbup:

                            muje b koi janay nae deta thaa.....meri ammi ne ek haadsa dekhaa thaa apni young age me uss k baad bohat drr gayin so wo kisi surat janay nae deti thin.....bt me ne b ja k dm liye.......

                            thanks
                            شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                            Comment


                            • #59
                              Re: Student life

                              Originally posted by munda_sialkoty View Post
                              Isay kehtay hein Der Aayad, drust Aayad :D: Asha laga jaan ker.

                              Aaj kul aap kia ker rahi hein????

                              Aur trip mein kahan kahan gaein

                              bataya thaa tou kuchn khas nae kr rahi......:eye:
                              Last edited by saraah; 24 September 2008, 21:12.
                              شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                              Comment


                              • #60
                                Re: Student life

                                Originally posted by sarah gemini View Post
                                muje b koi janay nae deta thaa.....meri ammi ne ek haadsa dekhaa thaa apni young age me uss k baad bohat drr gayin so wo kisi surat janay nae deti thin.....bt me ne b ja k dm liye.......

                                thanks
                                mere sath to bura yeh huwa...k mere hi batch k 2 student first year ki picnic mein ...samander mein doub kur halak ho gay :(

                                next picnic mein aik lurke ko ghore ne mar dia...wo already be-mar thay..kafi din xindagi mout ki khasmakash me raha....phir Allah ka shuker he Ajj kal aik dum fit he:thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X