Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Student life

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Student life

    Originally posted by MSA View Post
    yeh la-elaj marz he..372-haha
    is ka aik hal bataya tha..per koi sunta hi nahi372-shed
    :lol
    so tru3 waqi m3i la -ilaj marz hai
    aur kia hal bataya tha?????

    Comment


    • #32
      Re: Student life

      Originally posted by munda_sialkoty View Post
      Bohat acha bhi laga aur kahin kahin acha nahi bhi laga like you joined the school very late and missed your golden days, anyways ager end mein aap ki win hoti he to aap overall winner hotay ho. So cheer up :thmbup:
      all is well when end is well...

      app apni bhi to life tell-ein:embarasse

      Comment


      • #33
        Re: Student life

        Originally posted by SherAli View Post
        lagta hai Khushi Ji kii keyboard ka E kama nahiiN karta. agar na karta ho to aisa chalega hii nahiiN bal k dauRegaa :)
        :lahoul

        Ar3y karta hai kaaam....but i lik3 to us3 3 lik3 ths ...

        Comment


        • #34
          Re: Student life

          Originally posted by *khushi* View Post
          :lol
          so tru3 waqi m3i la -ilaj marz hai
          aur kia hal bataya tha?????
          keyboard me E k button ki jaga 3 ka ...and vice versa372-haha372-haha

          Comment


          • #35
            Re: Student life

            Originally posted by MSA View Post
            waisi agur hum ne perhe to app k pass aa'laat hi nahi houn ge to check kaha se kurein ge :hehe:


            j3333 3ngin3irs k3 liy3 sp3cially tayar karwan3 par3ing3...bata dij3yga kab ilaj karwana hai....tak3y m3i banwa lun :hehe:

            Comment


            • #36
              Re: Student life

              Originally posted by MSA View Post
              keyboard me E k button ki jaga 3 ka ...and vice versa372-haha372-haha
              Chalo....ab m3i apna k3yboard kharab karlun??

              Comment


              • #37
                Re: Student life

                Originally posted by *khushi* View Post
                j3333 3ngin3irs k3 liy3 sp3cially tayar karwan3 par3ing3...bata dij3yga kab ilaj karwana hai....tak3y m3i banwa lun :hehe:
                ya to meri bat samjh nahi aap ko..ya mujhay app ki....
                kuch to he....:donno::donno:

                Originally posted by *khushi* View Post
                Chalo....ab m3i apna k3yboard kharab karlun??
                yahi elaj he is la-elaj marz ka:donno:

                Comment


                • #38
                  Re: Student life

                  Originally posted by MSA View Post
                  ya to meri bat samjh nahi aap ko..ya mujhay app ki....
                  kuch to he....:donno::donno:



                  yahi elaj he is la-elaj marz ka:donno:

                  :embarasse.....kyun kuch galat kaha???


                  Acha but it will not work..infact it will spoil my k3yboard:embarasse

                  Comment


                  • #39
                    Re: Student life

                    Originally posted by *khushi* View Post
                    Chalo....ab m3i apna k3yboard kharab karlun??
                    keboard kharab karne ke 2 asaan tareeqay hain.....yaa tou key board ke opper pani daal do yaa keyboard ko pani ke balti main dall do372-haha

                    Comment


                    • #40
                      Re: Student life

                      Originally posted by *khushi* View Post
                      :embarasse.....kyun kuch galat kaha???


                      Acha but it will not work..infact it will spoil my k3yboard:embarasse
                      i guess so...kher mitti pae...


                      free mashwara tha ....kher he is pe bhi mitti pae:salam:

                      Comment


                      • #41
                        Re: Student life

                        Student life bohat mazay ki thi, school college mein kafi doostiyaan huein. Bharpoor enjoy kia sub kuch.

                        School ke first day se he teachers mere garweeda huay. Mere dad ne shuru mein muj per bohat mehnat ki aur wo mera comparison apnay se 3, 4 years aagay ke buchon se kerte thay, mathematics mein bohat acha tha, mere teachers maths ka question kerte to mein forun bool deta ke ghalat he, aisa nahi waisa keejiye. Overall studies ko ziada time nahi deta tha, jo perhai abu aur ammi kerwatay usi mein he rehta tha, cricket ka bohat shook tha. Exams mein bohat cricket kheelta tha, aur end pe aik nazar maar ke exams mein appear hota tha. Mein understanding se ziada perhta tha aur yeh cheez mere dad ne mere ander bithai thi. Meri class mein aur bhi kafi honehaar students thay, larkiyaan bohat intelligent thein, especially 3 larkiyon bohat achi thein, wo itni mehnat kertein ke perh perh ke pagal ho jatein, un ka homework, un ki presentation, neatness sub kuch muj se acha hota, un ki learning muj se achi hoti. wo kafi responsible aur dedicated girls thein aur sometimes mein apnay aap ko un ke aagay off-colour samajta tha, lekin tests aur exams mein baazi hameesha mein ne he maari. Meri tarah mere behan bhai bhi apni respective classes ko lead kertay aaye. Mein ne school college aur academies mein hameesha he lead kia and this was a specialty of mine
                        :thmbup:

                        Comment


                        • #42
                          Re: Student life

                          Meri student life bahot achhi guzri mein ek honihar talib ilam tha
                          parhai k ilawa school mein honay wali doosri activities mein bhi hisa leta tha
                          ek baar hamare school mein quiz comp hona tha hamein ek 200 pages ki book di gai
                          k is mein se ques poochhe jainge mene din raat mehnat kar k woh poori book yaad ki
                          lekin jab competition ka din aaya to mujh se out of book Ques kiya gaye jo mein nahi bata saka aur 1st round mein he out ho gaya mujhe haarne ka itna dukh hua k 2 din tak khana he nahi khaya
                          mein 2 class se lekar 10th tak monitor raha 10th mein jab mere kam marks aaye mein B grade mein paas hua to mujhe bahot sadma hua k itni mehnat ki Grade nahi mila
                          mere teachers bhi heran thay k mere saath aisa kion hua?
                          khair mujhe apna school ka waqat bahot yaad aata hai
                          jab college mein pahonche to mahol he kuch aur tha na koi bolne wala na rokne wala na tokne wala is liye mere dost bahot kam class attend karte nthay lekin mein regular jata tha aur B.Sc karne k baad mein apni study kuch majbooriyon k bina per jari nahi rakh saka mera M.Sc karne ka sapna adhoora reh gaya
                          sigpic

                          Comment


                          • #43
                            Re: Student life

                            Originally posted by *khushi* View Post
                            :embarasse

                            y3 kia baaat hoi :S ab adat h3 nai hai to k3s3 likhon :S
                            Ap ab bhi ach3 ach3 comm3nts d3 sakt3 hain....
                            1, 2 line ki had tak to mein perh lo, but ziada nahi perh sakta, is liye sorry.

                            Aap apna "3" ka button keyboard se ukhaar dijiye 1 month ke liye. 200 rupay ka keyboard mehnga nahi he aap ki is kharaab aadat ke mukablay mein
                            :thmbup:

                            Comment


                            • #44
                              Re: Student life

                              Originally posted by MSA View Post
                              Assalam o alaikkum...

                              IS thread me app logo ko yeh Tell-na he k app student life me kaise thay....aur jo abhi bhi he...wo kaise he....

                              aur is jawab se perhez kurna he k ""mein to abhi bhi seekh raha ho" ya "insaan her age mein seekhte he"

                              sub ko samjh ajani chahie k yeh thread mere wasi tur mufad me he ta-k me ko hosla ho k mien akele nikamma nahi houn...

                              app ne apni std life kaise guzari...sara sal sirf perha ya kuch aur gul bhi khilae...aur exam k dino ki kia feelings hoti thi...tension hoti thi ya nahi...
                              notes khud likhte thay ya ...photostate...bole to alif se yeh tuk sub rakam kur dena he....

                              aadab urz he....:salam:
                              me achi student thi,teachers ko mujh se kam hi shikayat hoti thi or emri hamesha koshish rahi k teachers ki bohat respect ki jaey or un ko kabhi naraz na kia jaey.sara saal normal sa hi parhti thi is leay exams me kabhi tension nahi li or paper de kar sab se pehle bahir ajati thi:D:

                              Comment


                              • #45
                                Re: Student life

                                Originally posted by senorita View Post
                                me achi student thi,teachers ko mujh se kam hi shikayat hoti thi or emri hamesha koshish rahi k teachers ki bohat respect ki jaey or un ko kabhi naraz na kia jaey.sara saal normal sa hi parhti thi is leay exams me kabhi tension nahi li or paper de kar sab se pehle bahir ajati thi:D:
                                techer ki respect to waqai me buhat kurni chahie....lekin sirf un ki jo waqai me teacher hone ka huq nibahte he...:thmbup::thmbup::thmbup::thmbup:

                                yeh qanon to sub se pehle sikhaya gaya tha k....

                                paper paway aaway paway na away.....teacher k hath me paper 3 ghante bad hi dena he372-haha372-haha

                                Comment

                                Working...
                                X