Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

aik sawal

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: aik sawal

    Originally posted by SherAli View Post

    hmmm to tum ko kaise pataa? kia Ummid ji ke ghar emN Khaansaamah the? hahaha ;)
    yaar khansama ko bhi itna nai pata jitna mujay pata he :bwink:
    :thmbup:

    Comment


    • #47
      Re: aik sawal

      Originally posted by munda_sialkoty View Post
      yaar khansama ko bhi itna nai pata jitna mujay pata he :bwink:
      hahaha to kia HEAD Khansama the lolz hahaha 372-haha

      Fall view from inside my car
      near my work place :)

      Comment


      • #48
        Re: aik sawal

        Originally posted by SherAli View Post
        hahaha to kia HEAD Khansama the lolz hahaha 372-haha
        abay doost hoon us ka
        :thmbup:

        Comment


        • #49
          Re: aik sawal

          Originally posted by munda_sialkoty View Post
          abay doost hoon us ka
          dost? hmmm...masha Allah...baRii jaldii tarqqi ho gaii KHaansaama se hahaha :P

          Fall view from inside my car
          near my work place :)

          Comment


          • #50
            Re: aik sawal

            Originally posted by SherAli View Post
            dost? hmmm...masha Allah...baRii jaldii tarqqi ho gaii KHaansaama se hahaha :P
            bus yaar mein ne kabi gharoor nai kia :na:
            :thmbup:

            Comment


            • #51
              Re: aik sawal

              Originally posted by munda_sialkoty View Post
              bus yaar mein ne kabi gharoor nai kia :na:

              karna bhi mat dost...Ghuroor bahot naazuk hotaa hai, TooT gayaa to mushkil ho jaayegii ;) 372-haha

              Fall view from inside my car
              near my work place :)

              Comment


              • #52
                Re: aik sawal

                Originally posted by SherAli View Post

                karna bhi mat dost...Ghuroor bahot naazuk hotaa hai, TooT gayaa to mushkil ho jaayegii ;) 372-haha
                yaar mein aisa larka he nai hoon jo gharoor karay
                :thmbup:

                Comment


                • #53
                  Re: aik sawal

                  Originally posted by munda_sialkoty View Post
                  yaar mein aisa larka he nai hoon jo gharoor karay
                  laRka? :khi:;)

                  Fall view from inside my car
                  near my work place :)

                  Comment


                  • #54
                    Re: aik sawal

                    Originally posted by SherAli View Post
                    laRka? :khi:;)
                    Ager mein larki nahi hoon to is ka matlab he ke mein larka hoon :na:
                    :thmbup:

                    Comment


                    • #55
                      Re: aik sawal

                      Originally posted by munda_sialkoty View Post
                      Ager mein larki nahi hoon to is ka matlab he ke mein larka hoon :na:

                      logico fantastico...

                      yeh masaail-e-tasavvuf yeh terii alfaaz se kushti
                      tujhe ham aqlband samajhte jo na aql-band hotaa 372-haha
                      Last edited by SherAli; 23 September 2008, 04:58.

                      Fall view from inside my car
                      near my work place :)

                      Comment


                      • #56
                        Re: aik sawal

                        Originally posted by *ASK* View Post
                        walaikum assalam
                        bohat acha sawal hai apka...:thmbup:
                        zaban per aboor hasil karna zaroori nahi hai...apke sath strong communication skills hone chahiye thake ap apne massege ko fruitefull way main deliver kar sakain....aor apko aik acha feed back hasil ho sake....
                        kissi bhi zaban ko behtar se behtar banane ke liye apke paass strong communication skills zaroor hone chahiye...aor ye communication skill apke pass kaise ayengi? wo aise ke ap apne opposite banday ki massege ko sahi tarha se sunain, usski hedayaat ko follow karain aor ussi direction main wo kam sar anjaam de dain jo uss ne orders kiye hon phir dekhain ap ke paas strong communication skills kaise nahi ayenge.372-shed
                        ye kya tha :$
                        Originally posted by SherAli View Post

                        accent ka hona frustrating hota hai ku k mera experience he k log agar nahin samajhte aapko to baar baar pardon me kahenge to aapko bahot bura lagega. masalan ek lafz hai Schedule ise 5-6 tareeqoN se kaha jaataa hai. yahaN bolte haiN iskai-ju-al ab agar ham isko bristish andaz men ya indian/Paki style men shayDOOL kahenge to yahan koi nai samjehga. vo kahte haiN na k live like romans live in rome magar mera kahna hai k speak like romans speak in rome hahaha. so accent is frustrating :)
                        :d
                        inshAllah mey in detail aap ko reply karun gi :$ ... time for uni. bohot saarey accents sunney ka time :d
                        Originally posted by ummid View Post
                        waalaikumasalam

                        kaihte hain : "kisi zubaan per aboor hasil karna ho tu us zubaan mein sochna shoro kar do.."

                        yeh hume school mein sikhaya gaya tha... and it works.. really...
                        yara....!!!
                        try kertey heiN n thanks
                        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                        Comment


                        • #57
                          Re: aik sawal

                          Originally posted by SherAli View Post

                          logico fantastico...

                          yeh masaail-e-tasavvuf yeh terii alfaaz se kushti
                          tujhe ham aqlband samajhte jo na aql-band hotaa 372-haha
                          Aadab Hukam he :khi:

                          Chaa gaye ho yaar tum
                          :thmbup:

                          Comment


                          • #58
                            Re: aik sawal


                            Mera to koi tajarba naheen hai kisi language k seekhnay main.

                            Per agar seekhna ho koi language uski books, audio cd ya dvd waghaira lay kar practice karain. Kisi aisay ko pakray jis ko wo language ati ho aur us say baat karain.

                            Agar aisa mumkin naheen to ghar main apnay agar chotay bhai bahan hon to unko sikhain jo kuch aap seekhtay hain aur wo phir poochain aur discuss karain.

                            Agar chotay bhai bahan naheen to baray bhai bahan hon to unko ya phir parents ko sikhain aur sawal poochain aur discuss karain.

                            Mp3 player main audio dal kar ziada say ziada sunain to aap familiar hon gi pehlay aur phir aahista ahista aap ko samajh anay lagay gi aur jub samajh anay lagay gi to yaad rehnay lagay ga.
                            Subhan Allah

                            Comment

                            Working...
                            X