Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
aik sawal
Collapse
X
-
Re: aik sawal
us zaban main cartoons deekhoo :D
jo loog woh zaban achi bool leytay hian un say baat cheet karoo :mm:
-
Re: aik sawal
Originally posted by Aanchal View Postus zaban main cartoons deekhoo :D
jo loog woh zaban achi bool leytay hian un say baat cheet karoo :mm:
jessay hum French cartoons dekhtay hai'N 372-shock
@ Topic
I think k aap zyada zyada conversation karei'N us language mein , aur books readinG karein us language mein :mm:Last edited by Eshaa Chaudhry; 18 September 2008, 23:15.sigpic
Comment
-
Re: aik sawal
iske liye zaruri he k ap us zaban men apni vocabulary badhayen aur us zaban ke shaora aur nasar nigaron ko padhen aur padh kar seekhne kii koshish karen. neez akhbaraat, magazines padhen aur TV shows dekheN aur khud ko behtar se behtar karne ke liey us zaban ki practice kijiye aur in sab se badh kar agar mumkin ho to ahl e zaban se khoob gusftugu karen.
Last edited by SherAli; 19 September 2008, 00:21.
Fall view from inside my car
near my work place :)
Comment
-
Re: aik sawal
I think Language like Arabic ya ....Persian , ya English hee ley leiN ...
Aap Ko newspaper parhna cahiayya ..oss zubaan ka ...
And U must have dictionary of that language ....Mushkil alfaz Note karnay
k liaya aik Note book aur aik PEN...
Jo B mushkil alfaz hoN onn Ko note book mein Likhein matlab deykhein
And Oss ko din mein aik baar zaroor parheiN ...!
and Koshish kareiN ziyada se ziyada bolnay ki ...
issi tarah se learn kar saktay hein ...
and secondly Showz deykhein ..oss language k .....!
Communicate karein LogoN se ...
and
Hai JAzbaa JanooN tu Himmat na haar ..............Waali saoch rakhein :D:
Tu Koi mushkil mushkil nahi ..! :insha:
Comment
-
Re: aik sawal
Wa Alaikum Aslam!
Jo zuban pehlay se he bolni aati he wo ya to hamari koomi zubani hoti he ya maadri zuban, us zubaan ka literature perhiye, akhbaar, kutab, rasail perhiye, us zuban mein loogon se communicate keejiye to aap ko wo zubaan aap ko aa jaye gi.
Mujay abi tak yaad he ke jub mein choota tha tub mujay pushto nahi aati thi, lekin joon joon waqat guzarta gaya, mein mature hota gya, bara hota gaya, umangoon ne joosh maara, dil mein hulchal hui, aur aaj yeh waqt he ke mujay aaj bhi pushto bilkul bhi nahi aati, kyoon ke mein ne seekhi he nai :D: maja aaya na:thmbup:
Comment
-
Re: aik sawal
jee xenya.....oopar sb members ne jo kaha bilkul theek....ap sb k mashwron ka essence nikal lijiye............aur uss pe aml kijiye..........yani.reading.writing.listining n comunicating etc etc......bs mr.aamir ki trah ummangon ko josh mat dilana....tou sb theek rahay ga inshALLAH:)شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا
Comment
-
Re: aik sawal
Originally posted by munda_sialkoty View PostWa Alaikum Aslam!
Jo zuban pehlay se he bolni aati he wo ya to hamari koomi zubani hoti he ya maadri zuban, us zubaan ka literature perhiye, akhbaar, kutab, rasail perhiye, us zuban mein loogon se communicate keejiye to aap ko wo zubaan aap ko aa jaye gi.
Mujay abi tak yaad he ke jub mein choota tha tub mujay pushto nahi aati thi, lekin joon joon waqat guzarta gaya, mein mature hota gya, bara hota gaya, umangoon ne joosh maara, dil mein hulchal hui, aur aaj yeh waqt he ke mujay aaj bhi pushto bilkul bhi nahi aati, kyoon ke mein ne seekhi he nai :D: maja aaya na
inna bura sady sa mood tha ye reply perh k literally itni hansee aaey na teddy372-hahasigpic
Comment
-
Re: aik sawal
sab ne jo kaha bilkul theek kaha :thmbup:in baton par amal kar k xenya u har language seekh sakti ho:thmbup:
wese me ne pashto seekhne ki bohat koshish ki lekin nahi aei bohat mushkil language he:embarasseme ne to likh likh kar try kia kuch kuch lafz agaey par rawani se bolna behad mushkil:embarasse
Comment
-
Re: aik sawal
dekhiye zaban aap kitni bhi achhi seekh leN magar jab tak ahle zaban ke saath guftugu nai karengi mushkil se baat vo aa payegi jiski taraf ap ne ishara kiya hai. men india men jab tha to men kabhi school nai gaya tha. pahli bar grade 10 men school ka munh dekha. gaaon men rahta tha magar angrezi seekhta tha abba se. jab university men aya to sari education meri english medium se hui. men apne sabhi rishtedaron ko khat angrezi men hii likhta tha. jab canada aya to mujeh laga k jaise mujhe angrezi ati hi nai. mujhe yaahn ka accent yahan ki tarze guftugu nai nai lagi. british aur american english emn bahot farq nazar aya. kahte hen k agar 10 sal kii age ho jaye to banda naya accent nahin seekh sakta. yeh challenge ban gaya mere liye. men ne baRi koshish ki aur observe karta tha k yahan ke log kese bolte hen. meri lagan or mehnat rang lai. 2-3 saal ke andar men ne apna accent indian se american kar liya aur american style emn bolne laga. ab agar men kisi ko bataun k maiN india se 10 saal pahle aayaa thaa to kisi ko yaqin nahin hota. vo kahte hen k u do not sound like an indian.
to kahne ka matlab hai k himmate mardan madade Khuda. lagan aur himmat se sab kuchh seekhaa jaa saktaa hai :) men buddhu jab seekh gaya to koi bhi seekh sakta hai :)
good luck :)
Fall view from inside my car
near my work place :)
Comment
-
Re: aik sawal
Originally posted by sarah gemini View Postjee xenya.....oopar sb members ne jo kaha bilkul theek....ap sb k mashwron ka essence nikal lijiye............aur uss pe aml kijiye..........yani.reading.writing.listining n comunicating etc etc......bs mr.aamir ki trah ummangon ko josh mat dilana....tou sb theek rahay ga inshALLAH:):thmbup:
Comment
-
Re: aik sawal
Originally posted by senorita View Postsab ne jo kaha bilkul theek kaha :thmbup:in baton par amal kar k xenya u har language seekh sakti ho:thmbup:
wese me ne pashto seekhne ki bohat koshish ki lekin nahi aei bohat mushkil language he:embarasseme ne to likh likh kar try kia kuch kuch lafz agaey par rawani se bolna behad mushkil:embarasse:thmbup:
Comment
-
Re: aik sawal
Originally posted by SherAli View Postdekhiye zaban aap kitni bhi achhi seekh leN magar jab tak ahle zaban ke saath guftugu nai karengi mushkil se baat vo aa payegi jiski taraf ap ne ishara kiya hai. men india men jab tha to men kabhi school nai gaya tha. pahli bar grade 10 men school ka munh dekha. gaaon men rahta tha magar angrezi seekhta tha abba se. jab university men aya to sari education meri english medium se hui. men apne sabhi rishtedaron ko khat angrezi men hii likhta tha. jab canada aya to mujeh laga k jaise mujhe angrezi ati hi nai. mujhe yaahn ka accent yahan ki tarze guftugu nai nai lagi. british aur american english emn bahot farq nazar aya. kahte hen k agar 10 sal kii age ho jaye to banda naya accent nahin seekh sakta. yeh challenge ban gaya mere liye. men ne baRi koshish ki aur observe karta tha k yahan ke log kese bolte hen. meri lagan or mehnat rang lai. 2-3 saal ke andar men ne apna accent indian se american kar liya aur american style emn bolne laga. ab agar men kisi ko bataun k maiN india se 10 saal pahle aayaa thaa to kisi ko yaqin nahin hota. vo kahte hen k u do not sound like an indian.
to kahne ka matlab hai k himmate mardan madade Khuda. lagan aur himmat se sab kuchh seekhaa jaa saktaa hai :) men buddhu jab seekh gaya to koi bhi seekh sakta hai :)
good luck :)
Aik aurat himat'e'merdan kese ker sakti he :D:
tumhari advise tumharay experience pe base kerti he, is liye bohat achi he :thmbup::thmbup:
Comment
-
Comment