Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

aik sawal

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: aik sawal

    [quote=Xenja;826278]

    Pashto kyun seekhney ki koshish ki? for your own pleasure?

    Right!
    [quote]
    hamari parosan then aik pashto speaking ko dekh kar socha k pashto ani chaey to un se kuch din lessons leay par nakami hui:embarasse

    Comment

    • #32
      Re: aik sawal

      Originally posted by senorita View Post
      372-shock
      :thmbup:

      Comment

      • #33
        Re: aik sawal

        [quote=senorita;826818][quote=Xenja;826278]

        Pashto kyun seekhney ki koshish ki? for your own pleasure?

        Right!
        hamari parosan then aik pashto speaking ko dekh kar socha k pashto ani chaey to un se kuch din lessons leay par nakami hui:embarasse
        Bohat khoob :khi:
        :thmbup:

        Comment

        • #34
          Re: aik sawal

          Zindage na hote to?

          Faaz....:rose

          Comment

          • #35
            Re: aik sawal

            waalaikumasalam

            kaihte hain : "kisi zubaan per aboor hasil karna ho tu us zubaan mein sochna shoro kar do.."

            yeh hume school mein sikhaya gaya tha... and it works.. really...

            Comment

            • #36
              Re: aik sawal

              Originally posted by ummid View Post
              waalaikumasalam

              kaihte hain : "kisi zubaan per aboor hasil karna ho tu us zubaan mein sochna shoro kar do.."

              yeh hume school mein sikhaya gaya tha... and it works.. really...
              Mein ne aik baar farsi mein soochna shuru kia, meri to sooch he mafkood ho gai
              :thmbup:

              Comment

              • #37
                Re: aik sawal

                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                Mein ne aik baar farsi mein soochna shuru kia, meri to sooch he mafkood ho gai
                Lol.. aboor ka matlab hota hai ke aap ko kisi cheez ki pehle se kuch na kuch maloomat ho... tubhi aap kisi cheez per aboor hasil kar sakte hain...:thmbup:
                farsi ke alif bey nahi aati or aap socheinge tu aap tu waqai khud ko be-waqoof sabit kar rahe hain...:D

                Comment

                • #38
                  Re: aik sawal

                  Originally posted by ummid View Post
                  Lol.. aboor ka matlab hota hai ke aap ko kisi cheez ki pehle se kuch na kuch maloomat ho... tubhi aap kisi cheez per aboor hasil kar sakte hain...:thmbup:
                  farsi ke alif bey nahi aati or aap socheinge tu aap tu waqai khud ko be-waqoof sabit kar rahe hain...:D
                  Yaani mein jo farsi mein soochta raha wo mehz time ka he zeyaan tha
                  :thmbup:

                  Comment

                  • #39
                    Re: aik sawal

                    Originally posted by ummid View Post
                    waalaikumasalam

                    kaihte hain : "kisi zubaan per aboor hasil karna ho tu us zubaan mein sochna shoro kar do.."

                    yeh hume school mein sikhaya gaya tha... and it works.. really...
                    good answer:D
                    Last edited by BUS U HE; 22 September 2008, 20:35.

                    Comment

                    • #40
                      Re: aik sawal

                      Originally posted by ummid View Post
                      waalaikumasalam

                      kaihte hain : "kisi zubaan per aboor hasil karna ho tu us zubaan mein sochna shoro kar do.."

                      yeh hume school mein sikhaya gaya tha... and it works.. really...

                      kal ham aapkii hii baateN kar rahe the MunDa SialkoTi se k aap ab masha Allah Theek ho gaiiN hoNgii aur aaj hii aapko yahaN dekh kar bahot Khushii huii. welcome back to paiGham. maiN to nayaa huN yahaN par aapke baare meN kaafii suna ayaahN k aap bahut achchhii member haiN yahaN kii :) i hope u'll be with us always :) Allah Haafiz

                      Fall view from inside my car
                      near my work place :)

                      Comment

                      • #41
                        Re: aik sawal

                        Originally posted by SherAli View Post

                        Lol hi Lol... :D

                        me member ho'n bus... 'acchi' ka seegah kisi dushman ne lagaya hoga... :D..

                        anywayzz thanx...

                        Comment

                        • #42
                          Re: aik sawal

                          Originally posted by ummid View Post
                          Lol hi Lol... :D

                          me member ho'n bus... 'acchi' ka seegah kisi dushman ne lagaya hoga... :D..

                          anywayzz thanx...
                          Chal dil mere choor yeh pheeray
                          Yeh dunia jhooti, looog luteeray
                          :thmbup:

                          Comment

                          • #43
                            Re: aik sawal

                            Originally posted by ummid View Post
                            Lol hi Lol... :D

                            me member ho'n bus... 'acchi' ka seegah kisi dushman ne lagaya hoga... :D..

                            anywayzz thanx...
                            chaliye to is baat ke faisle ke liye ham voting karvaa deNge... :) ok?

                            Fall view from inside my car
                            near my work place :)

                            Comment

                            • #44
                              Re: aik sawal

                              Originally posted by SherAli View Post
                              chaliye to is baat ke faisle ke liye ham voting karvaa deNge... :) ok?
                              yaar inhein apnay baray mein ziada nai pata, mujay pata he in ka, yeh achi member he hein :embarasse
                              :thmbup:

                              Comment

                              • #45
                                Re: aik sawal

                                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                                yaar inhein apnay baray mein ziada nai pata, mujay pata he in ka, yeh achi member he hein :embarasse

                                hmmm to tum ko kaise pataa? kia Ummid ji ke ghar emN Khaansaamah the? hahaha ;)

                                Fall view from inside my car
                                near my work place :)

                                Comment

                                Working...
                                X