Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Ur Ideal.........?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Ur Ideal.........?

    sarah ka salam qabool kijiye......

    title dekh k zaiada excited honay ki lorr nae........kiyon k.....kiyon k ap ne apne ideal k baray me tou batana hai.. but.....regarding mother/father....

    mera matlab hai k aap apne mother or father me se kis ko idealize krtay han n kiyon....?

    jesa k me apne abu ko idealize krti hun....kiyon he is a selfmade person....i like selfmade people........n u???

    n kindly dont get prejudiced by any member,s detailed reply n comment over that as well........kiyon parents sb ki zindagi me ma`anay rakhtay han.....so app sb ki precious feelings mere liye ma`anay rakhti han....:)....... do share ur precious feelings wid us....prayers
    Attached Files
    Last edited by saraah; 19 September 2008, 03:34.
    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

  • #2
    Re: Ur Ideal.........?

    ap ne tou mujhe darra he diya:embarasse
    mere iideal meri Ammi hai...:rosekyoun ke Unhon ne mujhe sab kuch diya hai.....:alhamd:i salute you Mom....:salam:

    Comment

    • #3
      Re: Ur Ideal.........?

      Originally posted by *ASK* View Post
      ap ne tou mujhe darra he diya:embarasse
      mere iideal meri Ammi hai...:rosekyoun ke Unhon ne mujhe sab kuch diya hai.....:alhamd:i salute you Mom....:salam:
      dekhaa ap "darr" gye na.issi liya me nae kaha k "excited" howan di lorr koi na...:)..........well salam 2 ur mom ji:salam:
      شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

      Comment

      • #4
        Re: Ur Ideal.........?

        Originally posted by sarah gemini View Post

        thanks and walaikum assalam:rose

        Comment

        • #5
          Re: Ur Ideal.........?

          Bohat zabardast thread he :thmbup:

          Mein ne is dunia mein 2 loogon se bohat ziada inspiration li Aik mere dad se aur doosray Dr. Zakir Naik se. Mere dad mere Ideal hein kyoon ke wo totally self-made person thay.

          Mere dad ne bohat ghurbat mein aankh khooli, ghar walay taleemi akhrajaat bardaasht nahi ker saktay thay, wo 6 class mein thay to unhon ne apni he class ke buchon ko tuition perha ker apnay akhraajaat uthanay shuru kiye.

          10th class tak wo Artist ban gaye, aur cinema ke bahir posters bananay shuru ker diye aur perhai ke liye apnay akhrajaat ke liye khud per inhsaar kia.

          Matric mein achay number liye Scholarship lia, FSs. free ki aur is dooran Painting wala kaam kerte rahay, aur raat ke time Rickshaw chala ker apnay ghar walon ki zumadaari uthai.

          FSc. mein achay grade le ke BSc. ki Murray College Sialkot se aur is dooran ba'dastoor Rickshaw chalatay rahay aur art work kerte rahay. Is dooran kabi kaam ki kami honay ke dooran unhoon ne loogon ke gharon mein paint bhi kia.

          BSc. kerne ke baad unhoon ne Passport bananay walay Agent ka kaam kia aur is dooran mazeed perhtay rahay, Post graduation ki, aur phir apni line change ki aur commerce aur accounts mein kuch diplomas kiye. Is dooran wo home tuitions bhi perhatay rahay buchon ko.

          House Building Finance mein nookri ki aur 3, 4 saal baad apni kaabliyat ke bulbootay per wo House Building Finance ke Chief Manager ban gaye.

          Sialkot ki aik bohat bari company ki taraf se offer aai, to unhoon ne HBFC se job choor ker us company mein as General Manager ban gaye.

          2, 3 saal wahan pe kaam kia, phir wo UK chalay gaye, aur wahan aik company mein mulazmat ker li.

          2 saal mulazmat kerne ke baad usi companies ke owners ke saath partnership ki aur Pakistan mein aa ke aik factory install ki jis mein leather garments ki manufacturing aur export start ki.

          Is dooran wo kabi UK aur kabi Pakistan rahay, khoob paisa kamaya, naam aur izat kamai, loogon ke kaam aaye, but fate didn't allow him to live long and he died when he was only 42 :)

          Meri life bhi kafi had tak apnay dad se inspired he, aur mein ne bhi isi tarah struggle ker ke Allah ke fazal se kaamyabi hasil ki.

          Mein kabi apnay dad ki pics yahan zaroor share karon ga, maybe isi thread mein karon :)
          :thmbup:

          Comment

          • #6
            Re: Ur Ideal.........?

            Originally posted by munda_sialkoty View Post

            :thmbup::thmbup::thmbup::thmbup:

            Comment

            • #7

              • #8

                ohhhh mere ALLAH.......ap ne tou....its really really amazing n heart touching to know the struggle of of ur blessed father....well muje smjh nae arahi me ap se kiya kahoon............................muje bohat achhaa laga...bt he died just at 42................................................ ......
                baad me kuch kahoon gi....ap zaroor pics share kijiye.
                شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                Comment

                • #9
                  Re: Ur Ideal.........?

                  Originally posted by sarah gemini View Post
                  ohhhh mere ALLAH.......ap ne tou....its really really amazing n heart touching to know the struggle of of ur blessed father....well muje smjh nae arahi me ap se kiya kahoon............................muje bohat achhaa laga...bt he died just at 42................................................ ......
                  baad me kuch kahoon gi....ap zaroor pics share kijiye.
                  Inshallah scan ker ke kul pics share karon ga, cuz is time ammi ibadat mein lagi hoti hein to unhi ke paas pics hein.

                  Mere dad ki personality multidimensional thi, her tarah ke loog un ke doost thay. Even Christian loog Christmas ko mere dad ko especially invite kerte aur wo ba'khushi un ke girja ghar visit kerte, sabi Christian un ke ird gird ikathay ho jatay aur wo achi baatein kerte. He got extremely good sense of humour, it was his speciality. Punjabiyon ke saath Punjabi, Urdu Speaking ke saath Urdu Speaking aur English Speaking ke saath English speaking. Mashallah he was jack of all trade both in practical and knowledge. Aur jub wo booltay to sabi suntay thay, un ka halka akhbaab bohat bara tha. Khair aaj me ko un ki bohat baatein yaad aa rahi he :)
                  :thmbup:

                  Comment

                  • #10
                    Re: Ur Ideal.........?

                    Mere ideal mere father thay
                    un ka ikhlaq sab k kaam aana, un ki achhi aadten,
                    her mozoo ki books parhna, mujhe hamesha achhi baaten batana
                    achhi nasihaten karna
                    sigpic

                    Comment

                    • #11

                      ji aamir really glad to know abt that wonderful personality.......:)
                      aur ye jo jack of all trades wali baat ki na aap ne....esa hi hota hai jb kisi bnday k nazriaat wasee hotay han.tajurba wasee hota hai tou wo cynical n prejidiced nae hota.......
                      aur apki yadon k dreechay khol k pta nae me ne achaa kiya ya bura......lakin hmen tou achaa lga....:)
                      شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                      Comment

                      • #12
                        Re: Ur Ideal.........?

                        Originally posted by WASI ANJUM View Post
                        Mere ideal mere father thay
                        un ka ikhlaq sab k kaam aana, un ki achhi aadten,
                        her mozoo ki books parhna, mujhe hamesha achhi baaten batana
                        achhi nasihaten karna
                        ji wasi achaa laga aap ki feelings ap k father k baray jaan kr....aap ko mazeed detail me btana chahiye thaa..isnt??:)
                        شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                        Comment

                        • #13
                          Re: Ur Ideal.........?

                          good thread

                          humaray Ideal humaray amma N Baba Jaani hain ...Baba jaani apni mehnat aur khaloos aur rishto'N ko jana se berh k azeez rakhnay walay insaaN hain :alhamd:aur Self made bhi .....apni zindagee ka wo waqt jo larkay khilandray pan mein guzaar detay hain us mein unho'N nay bht mehnat ki , apna aaram apna sab kuch tyag diya ......perha bhi mehnat bhi ki aur apni zaat k liey nhin ....:)..its a very long story ........:)

                          Aur humaree doosree ideal my sweetest , loveliest n jaanu Amma jaani :hug: jis terha se unho'N nay Ups n downs mein saath diya , aur sabr kiya .........Wo humnay duniya mein bht kamm logon mein dekha hay ..............
                          Aur :alhamd:, Shukar :alhamd: aaj wo dono pursukoon aur mutmaai'N hain ...AUr uska AJAR ALLAH TALA unhein aata kartay rahein ...Aameen
                          sigpic

                          Comment

                          • #14
                            Re: Ur Ideal.........?

                            Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post

                            Eshaa janoo.bohat achaa laga ur detailed reply..........thanks 4 sharing ur feelings wid me.........me aksar feel krti hun apki be payaan mohabbat ap k parents k liye....jb jb ap unka zikar krti han..muje bohat achaa lghta hai.....coz me apni mother k itna qareeb nae hun.........aur yeh jaan k aur khushi hui k baqol ap k ek "long journey'.k ab wo satisfied han...........n jani satisfaction waqai boaht brri dolat ahi.........i pray..k ALLAH unko hamesha khush rakhay.........aur salamat rakhay......ameen...
                            شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                            Comment

                            • #15
                              Re: Ur Ideal.........?

                              Originally posted by sarah gemini View Post
                              Eshaa janoo.bohat achaa laga ur detailed reply..........thanks 4 sharing ur feelings wid me.........me aksar feel krti hun apki be payaan mohabbat ap k parents k liye....jb jb ap unka zikar krti han..muje bohat achaa lghta hai.....coz me apni mother k itna qareeb nae hun.........aur yeh jaan k aur khushi hui k baqol ap k ek "long journey'.k ab wo satisfied han...........n jani satisfaction waqai boaht brri dolat ahi.........i pray..k ALLAH unko hamesha khush rakhay.........aur salamat rakhay......ameen...
                              Sum Aameen aur :jazak:dear

                              Parents se pyr to sab ko hee hota hay dear teddy lekin humaree bas aik ye soch :alhamd: humesha rahi hay k parents apnay bacho'N k liey kya kuch nahin kartay , waqt pernay per apna aaram sakooN , aur khuda na khwasta kisi per zyada hee mushkil time ho to baaz gharo'N mein parents apna khana peena tak yani k apnay munh ka luqma tak apnay bacho'N ko de k khud bhookay pyasay rehtay hai'N ...........sirf is soch per k un ki aulad bhooki na rahay un ki khair hay..................:)
                              to jab wo ye sab kar saktay hai'N to un ki bachay honay k naatay agar hum log sirf itna karei'N k khud ko sambhal k , seedhay raastay per chalei'N aur aissa koi kaam na karei'N k jis ki waja se un ki tarbiyat per harf aaey ...to aissa kar k hum un k us pyr ka 100% to nahin , haan shayad 1% to lauta detay hai'N na ......................

                              bas yehee soch aur yehee duaa rahee hay humesha k ALLAH TALA humesha humein wessa rakhay jessa humaray parents chahtay hain k un ki aulad ho ...aameen :dua
                              aur baqi sab ko bhi naik rakhay :dua
                              sigpic

                              Comment

                              Working...
                              X