Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Ek Mehkta Ehsaas

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: Ek Mehkta Ehsaas

    Originally posted by senorita View Post
    awen hi peene hon ge
    wese me en aik dafa try kia tha :embarassek akher log kion peete hen to khans khans kar ankhen bahir nikal aen then bari mushkil se wapas rakhen ankhen372-haha
    :khi:

    waise mein kabi kabi pi leta hoon cigarette especially jub hum loog Cards kheeltay hein, saaray pina shuru kerte hein to mein kehta hoon ke ya to cigarette bund karo ya mujay bhi pilaoo, phir wo sub me ko pila dete hein :embarasse
    :thmbup:

    Comment

    • Re: Ek Mehkta Ehsaas

      Originally posted by munda_sialkoty View Post

      subhan ALLAH.......
      شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

      Comment

      • Re: Ek Mehkta Ehsaas

        Originally posted by sarah gemini View Post
        subhan ALLAH.......
        Me ka is mein kia kasoor he :embarasse last time me ko 1 year se ziada ho gaya kush lagaye huay :embarasse
        :thmbup:

        Comment

        • Re: Ek Mehkta Ehsaas

          Originally posted by munda_sialkoty View Post
          Me ka is mein kia kasoor he :embarasse last time me ko 1 year se ziada ho gaya kush lagaye huay :embarasse

          karoon yahan pe quote.........aap k naadir khyalaat abt "taqdeer"....."when we dont want to do smthing.........n so on".........aya kuch yaad?

          wesay muzaaiqa tou koi nahee .........thorra bohat.......:eye:
          شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

          Comment

          • Re: Ek Mehkta Ehsaas

            Originally posted by sarah gemini View Post
            karoon yahan pe quote.........aap k naadir khyalaat abt "taqdeer"....."when we dont want to do smthing.........n so on".........aya kuch yaad?

            wesay muzaaiqa tou koi nahee .........thorra bohat.......:eye:
            :embarasse aap ko kitna yaad hota he
            :thmbup:

            Comment

            • Re: Ek Mehkta Ehsaas

              Originally posted by sarah gemini View Post
              Asslamoalikum Sathiyo....
              yahan Aap Ne Yeh Batana Ahi Aap Ko Kon Si Khushboo/mehak Pasand Hai...
              Jeasy Koi Khanay Ki Mehak Jb Aapki Sis/mother/wife.....ya Aap Khud Kuch Pka Rahay Hon Kuch Khas......ya Phir Fruits..........ya Phir Flowers....aur Bohat Si Cheezain Jo Muje Iss Wqt Yaad Naeen....let Me Start.....

              • Muje Geeli Mitti Ki Khushbu Pasand Hai
              • Asli Mehndi Ki Khushbu Pasand Hai
              • Achi Bni Hui Chaaye Ki Khushbu Pasand Ahi
              • Ami Jb Desi Ghee Me Koi Sweet Dish Bana Rahi Hoti Han Tou Sara Ghar Mehak Uthta Hai,wo Khushbu Pasand Hai
              • Cigrette Ki Mild Si Khushbu Pasand Hai
              • fruits me oranges /lemon plant ki khushbu pasand hai.bohat dfa ji chahta hai maalton k baag me janay ko..
              • flowers me raat ki rani aur motiya+lily flowers

              Baaqi Baad Me....:)
              Waalikumaslam

              first of all mujhy cigrate ki smell say bohat nafrat hai bohat buri lagti hai...or safar main to main cigrate ki smell brdaasht kr hi nahi skti..

              mujhy kuch perfumes hain un ki khushboo achi lgti hai.
              jab pratha ban raha ho or gher us ki khushboo say mehak raha ho to bhook lag jaati hai:hehe:
              jab halki halki barish aaye to matti ki khushboo aati hai wo b bohat achi lgti hai..
              jab koi achi c dish bnaati hoon or us ki khushboo aaye to wo b bohat achi lgti hai..

              raat ki raani ki khushboo achi lagti hai...
              rose ki etc
              Gham To Likha So Likha Taqdeer ny Meri Zindagi Main

              Ye Raton Ko Der Tk Neend Na Ana Kis Gunaah Ki Saza Hai

              Comment

              • Re: Ek Mehkta Ehsaas

                Originally posted by lucky View Post

                Tumharay mazaaj bhi khanay peenay walay he hein paitu 372-haha
                :thmbup:

                Comment

                • Re: Ek Mehkta Ehsaas

                  Originally posted by munda_sialkoty View Post
                  Tumharay mazaaj bhi khanay peenay walay he hein paitu 372-haha

                  g ni main aap k jaisi nahi hoon:kr:
                  Gham To Likha So Likha Taqdeer ny Meri Zindagi Main

                  Ye Raton Ko Der Tk Neend Na Ana Kis Gunaah Ki Saza Hai

                  Comment

                  • Re: Ek Mehkta Ehsaas

                    Originally posted by lucky View Post
                    g ni main aap k jaisi nahi hoon:kr:
                    Tum mere jesi chiti seyaah ho bhi nahi sakti Machanay 372-haha
                    :thmbup:

                    Comment

                    • Re: Ek Mehkta Ehsaas

                      mujy geli meti ki,rose aur mehandi ki

                      Comment

                      • Re: Ek Mehkta Ehsaas

                        bahut achhi mahek pasand he apko...meri tarah :) haha

                        Fall view from inside my car
                        near my work place :)

                        Comment

                        • Re: Ek Mehkta Ehsaas

                          Originally posted by munda_sialkoty View Post
                          :embarasse aap ko kitna yaad hota he
                          halan k me bohat kuch bhool ajti hun........achaa wo digest ka zikar me ne aap k kis thread me kiya thaa,agr yaad ho tou plz bataaiye ga......khwateen digest...aur kya
                          شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                          Comment

                          • Re: Ek Mehkta Ehsaas

                            Originally posted by lucky View Post
                            Waalikumaslam

                            first of all mujhy cigrate ki smell say bohat nafrat hai bohat buri lagti hai...or safar main to main cigrate ki smell brdaasht kr hi nahi skti..

                            mujhy kuch perfumes hain un ki khushboo achi lgti hai.
                            jab pratha ban raha ho or gher us ki khushboo say mehak raha ho to bhook lag jaati hai:hehe:
                            jab halki halki barish aaye to matti ki khushboo aati hai wo b bohat achi lgti hai..
                            jab koi achi c dish bnaati hoon or us ki khushboo aaye to wo b bohat achi lgti hai..

                            raat ki raani ki khushboo achi lagti hai...
                            rose ki etc

                            yar hr kisi ko cigrette ki smell napasand kiyo ha.itni achi tou hoti hai.
                            شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                            Comment

                            • Re: Ek Mehkta Ehsaas

                              Originally posted by sarah gemini View Post
                              halan k me bohat kuch bhool ajti hun........achaa wo digest ka zikar me ne aap k kis thread me kiya thaa,agr yaad ho tou plz bataaiye ga......khwateen digest...aur kya
                              hmmm meri ammi to kehti hein ke tum perchi ke ouper likh ker apnay mathay pe laga liya karo ta ke tumhein loog yaad dilaa dein, me ki yaadast inni kamzoor he.

                              Digest ka ziker shayad Eid se related thread tha shayad me ka he thread tha
                              :thmbup:

                              Comment

                              • Re: Ek Mehkta Ehsaas

                                Originally posted by sarah gemini View Post
                                yar hr kisi ko cigrette ki smell napasand kiyo ha.itni achi tou hoti hai.
                                Ager aap ko hangaami halat mein cigarette pena per jaye to kia aap pi lein gi :D:
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X