Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Ek Mehkta Ehsaas

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Ek Mehkta Ehsaas

    Asslamoalikum Sathiyo....
    yahan Aap Ne Yeh Batana Ahi Aap Ko Kon Si Khushboo/mehak Pasand Hai...
    Jeasy Koi Khanay Ki Mehak Jb Aapki Sis/mother/wife.....ya Aap Khud Kuch Pka Rahay Hon Kuch Khas......ya Phir Fruits..........ya Phir Flowers....aur Bohat Si Cheezain Jo Muje Iss Wqt Yaad Naeen....let Me Start.....

    • Muje Geeli Mitti Ki Khushbu Pasand Hai
    • Asli Mehndi Ki Khushbu Pasand Hai
    • Achi Bni Hui Chaaye Ki Khushbu Pasand Ahi
    • Ami Jb Desi Ghee Me Koi Sweet Dish Bana Rahi Hoti Han Tou Sara Ghar Mehak Uthta Hai,wo Khushbu Pasand Hai
    • Cigrette Ki Mild Si Khushbu Pasand Hai
    • fruits me oranges /lemon plant ki khushbu pasand hai.bohat dfa ji chahta hai maalton k baag me janay ko..
    • flowers me raat ki rani aur motiya+lily flowers

    Baaqi Baad Me....:)
    Last edited by saraah; 16 September 2008, 04:56.
    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

  • #2
    Re: Ek Mehkta Ehsaas

    bahut soch ko ujagar karne wala topic he. shukrya. mujhe

    1. airport par jet fuel ki boo
    2. freshly cut grass ki mahek
    3. aam ki mahek
    4. freshly baked bread
    5. geeli mitti
    6. burnt coal
    7. bele ke phul ki khusbu

    Fall view from inside my car
    near my work place :)

    Comment

    • #3
      Re: Ek Mehkta Ehsaas

      Originally posted by sarah gemini View Post
      Asslamoalikum Sathiyo....
      yahan Aap Ne Yeh Batana Ahi Aap Ko Kon Si Khushboo/mehak Pasand Hai...
      Jeasy Koi Khanay Ki Mehak Jb Aapki Sis/mother/wife.....ya Aap Khud Kuch Pka Rahay Hon Kuch Khas......ya Phir Fruits..........ya Phir Flowers....aur Bohat Si Cheezain Jo Muje Iss Wqt Yaad Naeen....let Me Start.....

      Muje Geeli Mitti Ki Khushbu Pasand Hai
      Asli Mehndi Ki Khushbu Pasand Hai
      Achi Bni Hui Chaaye Ki Khushbu Pasand Ahi
      Ami Jb Desi Ghee Me Koi Sweet Dish Bana Rahi Hoti Han Tou Sara Ghar Mehak Uthta Hai,wo Khushbu Pasand Hai
      Cigrette Ki Mild Si Khushbu Pasand Hai

      Baaqi Baad Me....:)
      Walikum salam apki first three choices tu me ko bhi bahut pasand hain
      iss ke saath phoolon ki khushbu..speciallt gulabteddy
      bachon ke skin care lotion aur shampoo ki.....teddy

      Comment

      • #4
        Re: Ek Mehkta Ehsaas

        Originally posted by SherAli View Post
        bahut soch ko ujagar karne wala topic he. shukrya. mujhe

        1. airport par jet fuel ki boo
        2. freshly cut grass ki mahek
        3. aam ki mahek
        4. freshly baked bread
        5. geeli mitti
        6. burnt coal
        7. bele ke phul ki khusbu
        hmm thats great.........n burnt coal.....pure choice of pure people
        شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

        Comment

        • #5
          Re: Ek Mehkta Ehsaas

          Well I personally hate cigarette smell, but mein apnay dooston ko phir bhi bardaasht kerta hoon.

          Anyways, Sookhi mitti pe pernay wali pehli boondon se uthti hui khusbu rooh ko moaater ker deti he, no doubt :thmbup:

          Aftari se pehlay hamaray kitchen se uthnay wali khusbu ki kia he baat he :D:

          Hum doost subhu exercise kerne ki gharz se kafi door jatay thay, rastay mein aik baag se ghulab ka aik aik phool toor lete thay aur inhale kerte thay, us ka bhi bara maza aata tha.

          Petrol ki smell me ko bohat achi lagti thi, mein bohat inhale kerta tha itna ke end pe ser derd shuru ho jata tha :khi:

          Honestly speeking mujay ziada perfumes attract nahi kertein, aur na he Etar, but me jub bhi foreign jata hoon to wapsi pe apnay ghar walon aur dooston ke liye bohat sari perfumes zaroor le ke aata hoon. Personally I like different body sprays and after-shaves smell :D:

          Sundal ki refreshing smell bhi achi lagti he
          :thmbup:

          Comment

          • #6
            Re: Ek Mehkta Ehsaas

            Originally posted by sarah gemini View Post
            hmm thats great.........n burnt coal.....pure choice of pure people
            thank you ji :)

            Fall view from inside my car
            near my work place :)

            Comment

            • #7
              Re: Ek Mehkta Ehsaas

              Originally posted by Pakiza View Post
              Walikum salam apki first three choices tu me ko bhi bahut pasand hain
              iss ke saath phoolon ki khushbu..speciallt gulabteddy
              bachon ke skin care lotion aur shampoo ki.....teddy
              pakiza ur last choice is superb...me too like it vryu muchteddy
              شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

              Comment

              • #8
                Re: Ek Mehkta Ehsaas

                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                Well I personally hate cigarette smell, but mein apnay dooston ko phir bhi bardaasht kerta hoon.

                Anyways, Sookhi mitti pe pernay wali pehli boondon se uthti hui khusbu rooh ko moaater ker deti he, no doubt :thmbup:

                Aftari se pehlay hamaray kitchen se uthnay wali khusbu ki kia he baat he :D:

                Hum doost subhu exercise kerne ki gharz se kafi door jatay thay, rastay mein aik baag se ghulab ka aik aik phool toor lete thay aur inhale kerte thay, us ka bhi bara maza aata tha.

                Petrol ki smell me ko bohat achi lagti thi, mein bohat inhale kerta tha itna ke end pe ser derd shuru ho jata tha :khi:

                Honestly speeking mujay ziada perfumes attract nahi kertein, aur na he Etar, but me jub bhi foreign jata hoon to wapsi pe apnay ghar walon aur dooston ke liye bohat sari perfumes zaroor le ke aata hoon. Personally I like different body sprays and after-shaves smell :D:

                Sundal ki refreshing smell bhi achi lagti he
                kehtey hian jo cheez khud ke lein pasand karo wohi dosron ke lein bhi karo....app ki baaton main tu khula tazad hai:mm:

                Aftari wali khubo ki baat bilkul sahi farmai app ney ...bahut hi zabardast khushbu hoti hai

                Comment

                • #9
                  Re: Ek Mehkta Ehsaas

                  Originally posted by sarah gemini View Post
                  pakiza ur last choice is superb...me too like it vryu muchteddy
                  :salam: thnaku manku

                  Comment

                  • #10

                    yah khoob kahi.sandalwood really has soothing smell.......aur perfumes me bhool gyi .bilkul sm perfumes hav refreshing smells......
                    muje aur new paints ki smell achi algti ahi.....achay walay apints........meri ek frnd ha usko photocopy ki smell achi lagti ahi.,
                    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                    Comment

                    • #11
                      Re: Ek Mehkta Ehsaas

                      Originally posted by Pakiza View Post
                      kehtey hian jo cheez khud ke lein pasand karo wohi dosron ke lein bhi karo....app ki baaton main tu khula tazad hai:mm:

                      Aftari wali khubo ki baat bilkul sahi farmai app ney ...bahut hi zabardast khushbu hoti hai
                      Well loogon ko Deodorant gift karon to loog bura bhi maan saktay hein :kr:Is liye yeh me apnay liye he khareed'ta hoon. Waise zaroori nahi ke mein gift mein perfumes he deta hoon, wrist watches, Chess, Handicrafts, Garments bhi gift kerta hoon :bwink:
                      :thmbup:

                      Comment

                      • #12
                        Re: Ek Mehkta Ehsaas

                        mujhe abhi ek smell yaad ayi socha share karun or dekhun kia or sathiyon ne bhi aisa feel kiya he. bahut purani bat he. koi 20 sal purani. men jab india men rahta tha to gaon se pahli bar Delhi gaya. mere bhai amrika a rahe the lihaza hm sidha Air France ke ticketing office men gaye. zindagi men pahli bar men kisi air conditioned room men dakhil hua tha. bahar bala ki garmi thi. andar kia zabardast thandak ki barsat ho rahi thi. shayad ap logon ne bhi note kiya ho k jab thandi thandi hawa nak men dakhil hoti he to ek ajeeb sii mahek mahsus hoti he jo bahot achhi lagi thi mujhe. that fisrt feeling of air conditioning was breath-taking and i still have that memory afreshin ma mind :)

                        Fall view from inside my car
                        near my work place :)

                        Comment

                        • #13
                          Re: Ek Mehkta Ehsaas

                          Originally posted by sarah gemini View Post
                          yah khoob kahi.sandalwood really has soothing smell.......aur perfumes me bhool gyi .bilkul sm perfumes hav refreshing smells......
                          muje aur new paints ki smell achi algti ahi.....achay walay apints........meri ek frnd ha usko photocopy ki smell achi lagti ahi.,
                          Lolz @ photocopy ki smell

                          Mujay paint ki smell pehlay achi lagti thi, but ub petroleum contents honay ki waja se mujay headache start ho jati he, so I am allergic with it :d

                          Mujay poodene ki smell bohat achi lagti he, sabzi wali dukan pe jaein aur saaf suthri sabziyaan dhoo ke rakhi hoon to taazgi ka ehsaas hota he
                          :thmbup:

                          Comment

                          • #14
                            Re: Ek Mehkta Ehsaas

                            Originally posted by munda_sialkoty View Post
                            Well loogon ko Deodorant gift karon to loog bura bhi maan saktay hein :kr:Is liye yeh me apnay liye he khareed'ta hoon. Waise zaroori nahi ke mein gift mein perfumes he deta hoon, wrist watches, Chess, Handicrafts, Garments bhi gift kerta hoon :bwink:
                            :clap:awesome

                            Comment

                            • #15
                              Re: Ek Mehkta Ehsaas

                              Originally posted by SherAli View Post
                              mujhe abhi ek smell yaad ayi socha share karun or dekhun kia or sathiyon ne bhi aisa feel kiya he. bahut purani bat he. koi 20 sal purani. men jab india men rahta tha to gaon se pahli bar Delhi gaya. mere bhai amrika a rahe the lihaza hm sidha Air France ke ticketing office men gaye. zindagi men pahli bar men kisi air conditioned room men dakhil hua tha. bahar bala ki garmi thi. andar kia zabardast thandak ki barsat ho rahi thi. shayad ap logon ne bhi note kiya ho k jab thandi thandi hawa nak men dakhil hoti he to ek ajeeb sii mahek mahsus hoti he jo bahot achhi lagi thi mujhe. that fisrt feeling of air conditioning was breath-taking and i still have that memory afreshin ma mind :)
                              To me, air conditioning has some artificial flavour. Apni apni choice he ji
                              :thmbup:

                              Comment

                              Working...
                              X