Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Ek Mehkta Ehsaas

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #61
    Re: Ek Mehkta Ehsaas

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    Mujay he samaj lo khalu :lahoul
    nai ji ap nai. suna he Khalu bahot handsome hen ;)

    Fall view from inside my car
    near my work place :)

    Comment


    • #62
      Re: Ek Mehkta Ehsaas

      Wa Alaikum Assalam,

      good thread:thmbup:

      Humein geeli miti ki sondhi sondhi khushboo pasand hay bulkey ishq hay us khushboo seyteddy

      Aur amma Jaani aur Baba Jaani mein se uthhnay wali aik ALAG hee khushboo hoty hay us se bhi ishq hay bht zyada:):)...aur wo khushboo duniya mein kahein bhi na milay humein .....siwaey Amma n baba jani k ....jo un ki absence mein un k pillows mein se aatee hay...

      aur motiya ki khushbooteddy
      aur mehndi ki khushbooteddyteddy
      sigpic

      Comment


      • #63
        Re: Ek Mehkta Ehsaas

        Originally posted by munda_sialkoty View Post
        Maybe, aur waise insaan ke receptors like taste buds etc bhi to oldy ho jatay hein, un se bhi to faraq perta ho ga na
        haan farq tu parta hai
        ap pe zada aur me pe kam
        :D

        Comment


        • #64
          Re: Ek Mehkta Ehsaas

          Originally posted by SherAli View Post
          nai ji ap nai. suna he Khalu bahot handsome hen ;)
          To kia mein kisi billi se bhi gaya guzra hoon kia
          :thmbup:

          Comment


          • #65
            Re: Ek Mehkta Ehsaas

            Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
            Wa Alaikum Assalam,

            good thread:thmbup:

            Humein geeli miti ki sondhi sondhi khushboo pasand hay bulkey ishq hay us khushboo seyteddy

            Aur amma Jaani aur Baba Jaani mein se uthhnay wali aik ALAG hee khushboo hoty hay us se bhi ishq hay bht zyada:):)...aur wo khushboo duniya mein kahein bhi na milay humein .....siwaey Amma n baba jani k ....jo un ki absence mein un k pillows mein se aatee hay...

            aur motiya ki khushbooteddy
            aur mehndi ki khushbooteddyteddy
            Hay buddy you aa gaein :phool:

            Bari alag thalag kism ki sooch beyaan ki aap ne :embarasse
            :thmbup:

            Comment


            • #66
              Re: Ek Mehkta Ehsaas

              Originally posted by Pakiza View Post
              haan farq tu parta hai
              ap pe zada aur me pe kam
              :D
              Tum bhi kabi hamari tarah seyaani ho gi to tumhein bhi sub pata lag jaye ga :D:
              :thmbup:

              Comment


              • #67
                Re: Ek Mehkta Ehsaas

                Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                Wa Alaikum Assalam,

                good thread:thmbup:

                Humein geeli miti ki sondhi sondhi khushboo pasand hay bulkey ishq hay us khushboo seyteddy

                Aur amma Jaani aur Baba Jaani mein se uthhnay wali aik ALAG hee khushboo hoty hay us se bhi ishq hay bht zyada:):)...aur wo khushboo duniya mein kahein bhi na milay humein .....siwaey Amma n baba jani k ....jo un ki absence mein un k pillows mein se aatee hay...

                aur motiya ki khushbooteddy
                aur mehndi ki khushbooteddyteddy
                very well said.......parents ki khushbu ka koi subtitute nae......n motiya i just lov it.sb phoolon s ezyada iss k baad lily flowers
                شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                Comment


                • #68
                  Re: Ek Mehkta Ehsaas

                  Originally posted by munda_sialkoty View Post
                  Tum bhi kabi hamari tarah seyaani ho gi to tumhein bhi sub pata lag jaye ga :D:
                  hmm ye bhi fact hai

                  Comment


                  • #69
                    Re: Ek Mehkta Ehsaas

                    Originally posted by Pakiza View Post
                    hmm ye bhi fact hai
                    Yeh bhi fact he ke tum pehlay se achi ho gai ho :khi:
                    :thmbup:

                    Comment


                    • #70
                      Re: Ek Mehkta Ehsaas

                      Originally posted by munda_sialkoty View Post
                      Hay buddy you aa gaein :phool:

                      Bari alag thalag kism ki sooch beyaan ki aap ne :embarasse
                      Yes dude abhi ghar aaey aftari ki daawat seteddy

                      aray aap feel kar k dekho jo khushboo maa'N baap mein se aatee hay wo bht alag aur bht jaanu see hoty hay:):)teddy


                      sigpic

                      Comment


                      • #71
                        Re: Ek Mehkta Ehsaas

                        Mujhe achi lagti hain jab aik toofan aata hai aur ssath hi halki halki barish ho jati hai aur mitti ki khushboo uthti hai I realy love it .... aur jab main apne gaaown jata hoon aur apni zameenon per jata hoon tu wahan per zameenon ko haath se khood ker neechay se jo miti nikalti hai us ki khushbooo dair tak soonghta hoon


                        Is k ilawa Gaaown main Raat ko jab hamaray ghar se Raat ki rani ki khushboo ati hai wo

                        Kuch perfumes ,,, Body spray,,,


                        perfume aur cigrate ki mix smell ...
                        sigpic

                        Comment


                        • #72
                          Re: Ek Mehkta Ehsaas

                          Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                          Yes dude abhi ghar aaey aftari ki daawat seteddy

                          aray aap feel kar k dekho jo khushboo maa'N baap mein se aatee hay wo bht alag aur bht jaanu see hoty hay:):)teddy
                          Acha, me raat mein poochon ga ke kia kia tabah kia aap ne Aftari mein :D:

                          Me mostly hugged my dad, and you know he is no more with us Un ki body se bhi apni tarah ki smell aati thi, jo kisi aur se nahi aai. I seldom hug my mom (once in a blue moon) so don't have much experience
                          :thmbup:

                          Comment


                          • #73
                            Re: Ek Mehkta Ehsaas

                            Originally posted by sccorpion81 View Post
                            Mujhe achi lagti hain jab aik toofan aata hai aur ssath hi halki halki barish ho jati hai aur mitti ki khushboo uthti hai I realy love it .... aur jab main apne gaaown jata hoon aur apni zameenon per jata hoon tu wahan per zameenon ko haath se khood ker neechay se jo miti nikalti hai us ki khushbooo dair tak soonghta hoon


                            Is k ilawa Gaaown main Raat ko jab hamaray ghar se Raat ki rani ki khushboo ati hai wo

                            Kuch perfumes ,,, Body spray,,,


                            perfume aur cigrate ki mix smell ...
                            Yani tu "humus" ko soongta he, kahin tu Gandooya yani earthwarm yani Lumbricus Terrestris to nahi :khi:
                            Last edited by Mr. Sialkoty; 15 September 2008, 05:44.
                            :thmbup:

                            Comment


                            • #74
                              Re: Ek Mehkta Ehsaas

                              muje barish k bad jab matti ki mehak atti hai
                              uss ki koi misal nahi orr na hi uss jesi koi khusbu hai

                              Comment


                              • #75
                                Re: Ek Mehkta Ehsaas

                                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                                Yani tu "humus" ko soongta he, kahin tu Gandooya yani earthwarm yani Lumbricus Terrestris to nahi :khi:
                                :fuming:
                                sigpic

                                Comment

                                Working...
                                X