Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Ek Mehkta Ehsaas

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #91
    Re: Ek Mehkta Ehsaas

    Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
    aap ronay kiun lag gaey372-scare:embarasse
    Kyoon ke hum sweet honay ke saath saath kind hearted aur fragile bhi hein, hum se nahi bardaasht hota ke ager koi bhi ham se jhoot bolay
    :thmbup:

    Comment


    • #92
      Re: Ek Mehkta Ehsaas

      Originally posted by munda_sialkoty View Post
      Kyoon ke hum sweet honay ke saath saath kind hearted aur fragile bhi hein, hum se nahi bardaasht hota ke ager koi bhi ham se jhoot bolay
      aur agar wo koi ap ho'N to aap Insaaf pasand bhi bht hain:embarasse:embarasse

      aap khud ko phansee ki saza bhi de saktay hain 372-shock372-shock
      sigpic

      Comment


      • #93
        Re: Ek Mehkta Ehsaas

        mujy sarsoo k oil ki smell bohat achi lagti hai jahan par yeh oil banta hai ager mera kabhi odher se guzar ho to me wahan ja kar ruk jaati ho aur oss smell ko mehsoos karti ho
        Indian Actress is not allowed. :)

        AZ..team

        Comment


        • #94
          Re: Ek Mehkta Ehsaas

          Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
          aur agar wo koi ap ho'N to aap Insaaf pasand bhi bht hain:embarasse:embarasse

          aap khud ko phansee ki saza bhi de saktay hain 372-shock372-shock
          Ji mein insaaf pasand hoon, aur apnay aap ko insaaf dilanay ke liye mein kisi ko bhi phansi ki saza de sakta hoon :salam:
          :thmbup:

          Comment


          • #95
            Re: Ek Mehkta Ehsaas

            Originally posted by Aishwarya Malik View Post
            mujy sarsoo k oil ki smell bohat achi lagti hai jahan par yeh oil banta hai ager mera kabhi odher se guzar ho to me wahan ja kar ruk jaati ho aur oss smell ko mehsoos karti ho
            372-shock
            :thmbup:

            Comment


            • #96
              Re: Ek Mehkta Ehsaas

              Originally posted by munda_sialkoty View Post
              Ji mein insaaf pasand hoon, aur apnay aap ko insaaf dilanay ke liye mein kisi ko bhi phansi ki saza de sakta hoon :salam:
              to aap apnay aapko apni qaid se aazad kar dijiey aaj :embarasse
              aur khud ko phansee de k insaaf ka jhanda buland kijieey 372-haha372-haha372-haha
              sigpic

              Comment


              • #97
                Re: Ek Mehkta Ehsaas

                Originally posted by Aishwarya Malik View Post
                mujy sarsoo k oil ki smell bohat achi lagti hai jahan par yeh oil banta hai ager mera kabhi odher se guzar ho to me wahan ja kar ruk jaati ho aur oss smell ko mehsoos karti ho
                kia yad dila ji ap ne aishwarya ji. mujhe bhi yad hai basi chapati par sarson ka tel laga kar us par kali mirch or namak dal kar lapet len to yeh wrapper bahot maze ka hota tha, sarson ke tel ki mahek ki badaulat.

                last time jab men india gaya tha to men delhi se flight lene ke liye apne shahr se by train ja raha tha to bas train jaane se ek ghanta pahle mujhe yad aya k is bar men ne yeh wrapper to khaya hi nai to men ne apni bhatiji se kaha to us ne na 5 minute ke andar mujhe 3 wrapper la kar diye. ek vahin khaya or do train par khaya. :)

                Fall view from inside my car
                near my work place :)

                Comment


                • #98
                  Re: Ek Mehkta Ehsaas

                  Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                  to aap apnay aapko apni qaid se aazad kar dijiey aaj :embarasse
                  aur khud ko phansee de k insaaf ka jhanda buland kijieey 372-haha372-haha372-haha
                  Yeh kesa "Mehakta Ehsaas" he aap ka :donno:
                  :thmbup:

                  Comment


                  • #99
                    Re: Ek Mehkta Ehsaas

                    Originally posted by munda_sialkoty View Post
                    Yeh kesa "Mehakta Ehsaas" he aap ka :donno:
                    haha :mm:

                    Fall view from inside my car
                    near my work place :)

                    Comment


                    • Re: Ek Mehkta Ehsaas

                      Originally posted by SherAli View Post
                      kia yad dila ji ap ne aishwarya ji. mujhe bhi yad hai basi chapati par sarson ka tel laga kar us par kali mirch or namak dal kar lapet len to yeh wrapper bahot maze ka hota tha, sarson ke tel ki mahek ki badaulat.

                      last time jab men india gaya tha to men delhi se flight lene ke liye apne shahr se by train ja raha tha to bas train jaane se ek ghanta pahle mujhe yad aya k is bar men ne yeh wrapper to khaya hi nai to men ne apni bhatiji se kaha to us ne na 5 minute ke andar mujhe 3 wrapper la kar diye. ek vahin khaya or do train par khaya. :)
                      Waah mere cheetay
                      :thmbup:

                      Comment


                      • Re: Ek Mehkta Ehsaas

                        Originally posted by munda_sialkoty View Post
                        Yeh kesa "Mehakta Ehsaas" he aap ka :donno:
                        hum mehakta sa ahsas bata chukay hain ....aur :alhamd:aisa mehakta ahsaas kisi ka bhi nahin jessa hamara hay teddy:eye:
                        sigpic

                        Comment


                        • Re: Ek Mehkta Ehsaas

                          Originally posted by munda_sialkoty View Post
                          Waah mere cheetay
                          tahnk you cheeta uncle haha:)

                          Fall view from inside my car
                          near my work place :)

                          Comment


                          • Re: Ek Mehkta Ehsaas

                            Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                            hum mehakta sa ahsas bata chukay hain ....aur :alhamd:aisa mehakta ahsaas kisi ka bhi nahin jessa hamara hay teddy:eye:
                            Kyoon mom dad sirf tumharay he hain kia
                            :thmbup:

                            Comment


                            • Re: Ek Mehkta Ehsaas

                              Originally posted by munda_sialkoty View Post
                              Kyoon mom dad sirf tumharay he hain kia
                              :lahoul Almost Fittay munh aapka

                              humesha ulta hee sochna:hathora
                              sigpic

                              Comment


                              • Re: Ek Mehkta Ehsaas

                                Originally posted by Eshaa Chaudhry View Post
                                :lahoul Almost Fittay munh aapka

                                humesha ulta hee sochna:hathora
                                Kyoon ulta soochnay ke liye dimaag sirf mera he hay :donno:
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X