Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Ek Mehkta Ehsaas

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: Ek Mehkta Ehsaas

    Originally posted by sarah gemini View Post
    aur baat tou ye b theek ah......:)
    :salam:

    Comment


    • #47
      Re: Ek Mehkta Ehsaas

      Originally posted by sarah gemini View Post
      aur baat tou ye b theek ah......:)

      apki bat se mujhe mere vice chancellor ki bat yad aa gai. vo maslahat pasand is qadar the k tolaba ke donoN fariqain se kahte k ap sahih farma rahe hen to unki begam ne kahtin ki kia aap donon fareeqain se kah rahe haiN k aap sahih hen. ap ko aisa nahin kahna chahiye to hamare VC saab ne kaha...begam sahiba ap bhi sahih farma rahi hen lolz . bil akhir natija yeh hua k ladkon ne unko be-intiha peeta ek baar phir vo maharashtra ke Governor bana diye gaye...sarkar ne navaz diya :(

      Fall view from inside my car
      near my work place :)

      Comment


      • #48
        Re: Ek Mehkta Ehsaas

        Originally posted by Pakiza View Post
        khudhi fact bata rahey hain aur khudhi keh rahey hain ke pata nai

        :lahoul
        Mujay us unseen force ka nahi pata chal raha jo her mazay wali cheez ko budmaza ker deti he :donno:
        :thmbup:

        Comment


        • #49
          Re: Ek Mehkta Ehsaas

          Originally posted by SherAli View Post
          thank you Sara Ji. vese bathrooom ki bhi apni ek mahek hoti he :) ;) ab dunya itni badi he koi ek banda to hoga jise vo mahek bhi pasand hogi :)
          :hehe: toba hai:lahoul

          Comment


          • #50
            Re: Ek Mehkta Ehsaas

            Originally posted by sarah gemini View Post
            khuda k liye sher ali ...ab bus....372-shed
            sabar kurye sabar:tasali:

            Comment


            • #51
              Re: Ek Mehkta Ehsaas

              Originally posted by munda_sialkoty View Post
              Mujay us unseen force ka nahi pata chal raha jo her mazay wali cheez ko budmaza ker deti he :donno:
              zimedariyon ka ehsaas ap ko cheezon ka ehsaas bhola deta hai
              :)

              Comment


              • #52
                Re: Ek Mehkta Ehsaas

                Originally posted by SherAli View Post
                apki bat se mujhe mere vice chancellor ki bat yad aa gai. vo maslahat pasand is qadar the k tolaba ke donoN fariqain se kahte k ap sahih farma rahe hen to unki begam ne kahtin ki kia aap donon fareeqain se kah rahe haiN k aap sahih hen. ap ko aisa nahin kahna chahiye to hamare VC saab ne kaha...begam sahiba ap bhi sahih farma rahi hen lolz . bil akhir natija yeh hua k ladkon ne unko be-intiha peeta ek baar phir vo maharashtra ke Governor bana diye gaye...sarkar ne navaz diya :(

                waqi tum bichray nae ho sher ali jesa k amir ne kaha372-shock
                شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                Comment


                • #53
                  Re: Ek Mehkta Ehsaas

                  Originally posted by sarah gemini View Post
                  waqi tum bichray nae ho sher ali jesa k amir ne kaha372-shock
                  to men kia hun ji? :)

                  Fall view from inside my car
                  near my work place :)

                  Comment


                  • #54
                    Re: Ek Mehkta Ehsaas

                    Originally posted by Pakiza View Post
                    zimedariyon ka ehsaas ap ko cheezon ka ehsaas bhola deta hai
                    :)
                    Maybe, aur waise insaan ke receptors like taste buds etc bhi to oldy ho jatay hein, un se bhi to faraq perta ho ga na
                    :thmbup:

                    Comment


                    • #55
                      Re: Ek Mehkta Ehsaas

                      Originally posted by munda_sialkoty View Post
                      Mujay us unseen force ka nahi pata chal raha jo her mazay wali cheez ko budmaza ker deti he :donno:
                      talash jari rakhiye....me b sargrdaan hun........suraag milay tou batatiye zaroor
                      شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                      Comment


                      • #56
                        Re: Ek Mehkta Ehsaas

                        Originally posted by sarah gemini View Post
                        waqi tum bichray nae ho sher ali jesa k amir ne kaha372-shock
                        :khi:
                        :thmbup:

                        Comment


                        • #57
                          Re: Ek Mehkta Ehsaas

                          Originally posted by SherAli View Post
                          to men kia hun ji? :)
                          Tum billi ke bhanjay ho :tasali:
                          :thmbup:

                          Comment


                          • #58
                            Re: Ek Mehkta Ehsaas

                            Originally posted by munda_sialkoty View Post
                            Tum billi ke bhanjay ho :tasali:
                            haha. billi khala hen to khalu kidhar hen? ;)

                            Fall view from inside my car
                            near my work place :)

                            Comment


                            • #59
                              Re: Ek Mehkta Ehsaas

                              Originally posted by sarah gemini View Post
                              talash jari rakhiye....me b sargrdaan hun........suraag milay tou batatiye zaroor
                              Is baat ka pata to interpol bhi nahi laga saki
                              :thmbup:

                              Comment


                              • #60
                                Re: Ek Mehkta Ehsaas

                                Originally posted by SherAli View Post
                                haha. billi khala hen to khalu kidhar hen? ;)
                                Mujay he samaj lo khalu :lahoul
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X