Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Aap Kya Kartey Hain?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Aap Kya Kartey Hain?

    Originally posted by Shakh-e-Tamana View Post
    hain yeh kaya hota hai :cc:
    ufo aap ney Ghalib ko nahin parha? Unhein bhi routine sey chirrh to thi magar sharab woh routine sey piya kartey they aur phir kaha kartey they:

    choot'ti nahin hai kaafi munh ko lagi hui :D
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment


    • #32
      Re: Aap Kya Kartey Hain?

      Originally posted by Masood View Post
      Jab tumhari nanni si soch mein yeh baat hai to tum jati hi kyun ho net chhorr ker? Phir to elahdgi ki koi wajah honi nahin chahiyey na? Aur farz karo tum chali bhi jati ho to woh log jo tum sey wabasta hai, unhein chhorr kar jatey huwey tumhein soch nahin aati keh woh bhi tumhein pyar kartey hain? Agar yeh net tension hi hai to issey hamesha key liyey chhorr dena achha nahin hota?
      Meri Nani Se Soch LolZ Janey Abhi Tak Mujhay NANA hi Kyun Samjha Jata hai :s



      Hmmmm Dekho Masood Pyaar Karney walo'n ka Hi Hum Sochtey Maghar Pata Hai Kia Dukh bhi yeh jo Hum Say Pyaar Kartay hain na wohi detay hain :) Buhat Bar Dil chahta hai Is Nagri Ko Hamesha Kay Liye Chor Doon Maghar "Chut'ti Nahin Hai Kafir Muun Ko Lagi Hoi" Tu Is Jagah Ko Chorna Bhi Mushkil hai :)
      Zindagi Thak Gaye ..!!

      Comment


      • #33
        Re: Aap Kya Kartey Hain?

        Originally posted by Masood View Post
        Meri to parrti hai na - kya karoon tumhari bachi hai :D
        Lol Acha kar deti hoon Change :)
        Zindagi Thak Gaye ..!!

        Comment


        • #34
          Re: Aap Kya Kartey Hain?

          Originally posted by Masood View Post
          chalein aap key garden bnaney per mera dil bhi garden garden ho geya :D

          Pas! teh yeh huwa keh kuchh baton sey aap kabhi qatah-e-ta'aluq nahin kar saktey, beshak aap ka dil bohat ukta jaey!

          Yahan doosra sawal phir uthey ga, kya yeh quwat-e-iradi ki kami ka nateeja hai? :cc: :donno:
          nahi ye vitamin A ki kami ka nateeja he:khi:
          ab seriously asal me insan ko Allah ne esa hi banya he jald ukta jane wala,ya jald baaz.nature ko dekhen wo bhi aik si nahi rehti kabhi sardi,kabhi garmi,kabhi dhoop,kabhi barish,kabhi din to kabhi raat.ager sab aik sa hi rehta to sochen kia hota??ese hi kisi baat se kuch der ke leay ukta jana normal he:) hamare aik janne wale hen wo har kuch saal baad aik new shadi kar lete hen shaed bewiyon se ukta jate hen ab esi uktahat se bhi Allah bachaey:khi:

          Comment


          • #35
            Re: Aap Kya Kartey Hain?

            Originally posted by La'hasil View Post
            Meri Nani Se Soch LolZ Janey Abhi Tak Mujhay NANA hi Kyun Samjha Jata hai :s



            Hmmmm Dekho Masood Pyaar Karney walo'n ka Hi Hum Sochtey Maghar Pata Hai Kia Dukh bhi yeh jo Hum Say Pyaar Kartay hain na wohi detay hain :) Buhat Bar Dil chahta hai Is Nagri Ko Hamesha Kay Liye Chor Doon Maghar "Chut'ti Nahin Hai Kafir Muun Ko Lagi Hoi" Tu Is Jagah Ko Chorna Bhi Mushkil hai :)
            :slap: Nana to samjhein gey tum abhi tak neekar mein jo ghoomti ho :kr:

            Amna kehtey hain keh janey waley chaley jatey hain, unhein rokna bohat mushkil hota hai. Kahin aisa to nahin keh yeh apni aarzu hi hoti hai jo jaaney nahin deti aur bar bar wapsi ka rasta dikhla deti hai? (waisey tumhein kahin nahin jana samjhi)
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment


            • #36
              Re: Aap Kya Kartey Hain?

              Originally posted by Masood View Post
              Assalamo allaikum

              Agar aap ko kisi baat sey dil uktaa jaey to aap kya kartey hain? :donno:
              kuj wee naheen
              :khi::khi::khi:
              ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

              Comment


              • #37
                Re: Aap Kya Kartey Hain?

                Originally posted by Masood View Post
                ufo aap ney Ghalib ko nahin parha? Unhein bhi routine sey chirrh to thi magar sharab woh routine sey piya kartey they aur phir kaha kartey they:

                choot'ti nahin hai kaafi munh ko lagi hui :D

                achaaaaaaaaaaaaaa


                na me ko galib samhj main ata hai na us ki baatien ais liye pup karien:shh:

                Comment


                • #38
                  Re: Aap Kya Kartey Hain?

                  Originally posted by Masood View Post
                  :slap: Nana to samjhein gey tum abhi tak neekar mein jo ghoomti ho :kr:

                  Amna kehtey hain keh janey waley chaley jatey hain, unhein rokna bohat mushkil hota hai. Kahin aisa to nahin keh yeh apni aarzu hi hoti hai jo jaaney nahin deti aur bar bar wapsi ka rasta dikhla deti hai? (waisey tumhein kahin nahin jana samjhi)
                  Hmmmm Waja Koi bhi ho Maghar Jaya Nahin Jata :) Maghar Mujhay Lagta Hai Aghar Yahi Sab Bar Bar Hota Raha tu Jana hi Parey Ga :) Khud Ko Bar Bar Aziyat Denay Say Behtar Hai Aik Bar Hi Dey De jay :)
                  Zindagi Thak Gaye ..!!

                  Comment


                  • #39
                    Re: Aap Kya Kartey Hain?

                    Originally posted by La'hasil View Post
                    Lol Acha kar deti hoon Change :)

                    Yeh hui na baat farmanbardari sathiyon jaisi - waisey yeh white kya hai jo bechar key badan sey uth raha hai? Lagta hai dard ki lehar hai koi :D
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment


                    • #40
                      Re: Aap Kya Kartey Hain?

                      Originally posted by Masood View Post
                      Yeh hui na baat farmanbardari sathiyon jaisi - waisey yeh white kya hai jo bechar key badan sey uth raha hai? Lagta hai dard ki lehar hai koi :D

                      Jawab tu Aap Nay Khud Dey Diya Ab main Kia Batao'n :p
                      Zindagi Thak Gaye ..!!

                      Comment


                      • #41
                        Re: Aap Kya Kartey Hain?

                        Originally posted by hamzad View Post
                        nahi ye vitamin A ki kami ka nateeja he:khi:
                        ab seriously asal me insan ko Allah ne esa hi banya he jald ukta jane wala,ya jald baaz.nature ko dekhen wo bhi aik si nahi rehti kabhi sardi,kabhi garmi,kabhi dhoop,kabhi barish,kabhi din to kabhi raat.ager sab aik sa hi rehta to sochen kia hota??ese hi kisi baat se kuch der ke leay ukta jana normal he:) hamare aik janne wale hen wo har kuch saal baad aik new shadi kar lete hen shaed bewiyon se ukta jate hen ab esi uktahat se bhi Allah bachaey:khi:

                        waaao yeh bhi kya hobby hai uski :lol :lol

                        Waisey Hamzad aap ney jitni baton ko misaal di hai, woh sab qudrat ka khail hai - agar aisa na ho to zindagi ruk jaey - lekin kya insaan ko bhi aisi hi ghair'mustaqil mizaaj hona chahiyey ya saal mein chaar baar apney hobbies, apni sochein, apney amal, apney kaam, apney rishtey badalney chahiyey???
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment


                        • #42
                          Re: Aap Kya Kartey Hain?

                          Originally posted by aabi2cool View Post
                          kuj wee naheen


                          :khi::khi::khi:
                          tey fer kujh karen na bhai ji :p
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment


                          • #43
                            Re: Aap Kya Kartey Hain?

                            Originally posted by Shakh-e-Tamana View Post
                            achaaaaaaaaaaaaaa


                            na me ko galib samhj main ata hai na us ki baatien ais liye pup karien:shh:
                            aho Ghalib mujhey bhi baaz oqat samajh nahin aata - Ramzan mein beth ker aam kha leta hai, agar koi muzammat karey to kehta hai: Kya karoon SHAITAN GHALIB HAI :lol
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment


                            • #44
                              Re: Aap Kya Kartey Hain?

                              Originally posted by La'hasil View Post
                              Hmmmm Waja Koi bhi ho Maghar Jaya Nahin Jata :) Maghar Mujhay Lagta Hai Aghar Yahi Sab Bar Bar Hota Raha tu Jana hi Parey Ga :) Khud Ko Bar Bar Aziyat Denay Say Behtar Hai Aik Bar Hi Dey De jay :)
                              HAM ney FARMAYA nahin keh ab tum kahin nahin jao gi - kyun keh ab main joun ga :lol :lol



                              Originally posted by La'hasil View Post
                              Jawab tu Aap Nay Khud Dey Diya Ab main Kia Batao'n :p
                              Iskey dard ki dawa hai merey paas :wk
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment


                              • #45
                                Re: Aap Kya Kartey Hain?

                                Originally posted by Masood View Post
                                tey fer kujh karen na bhai ji :p
                                ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                                Comment

                                Working...
                                X